Jump to content

شب معراج سے متعلق ایک تحفہ


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

(bis)

masha Allah jazak Allah Rana sahab.

 

Ghazali e Zaman (ra) kay mureed agar ap ke tamam audio taqareer ko online kar dai tu aj kay sunnio ko beh bhut faida ho ga.

 

Hazrat Shah sahab ke ek taqreer sone jis mai ilme Ghaib per wahabio ke choti ke daleel ko barai asan alfaz mai radd kya gaya.

 

Wahabi kehtay hai kay Quran mai hai...(Mafhoom) kay Nabi e Mukaram (salalAllah hu alyhay wasalam) nay farmaya kay mai tum se nahi kehta kay meray pass Ghaib kay kahzanay hai....is ka Matlab Aqa Kareem (alayhay salat o wasalam) ko Ghaib maloom nahi tha

 

Shah Sahab ny bataya kay is mai waziha tor per Kafiro se khitab hay aour Ghaib ka ilm na honay ka inkar nahi ho raha ....balkay "mai tum se nahi kehta" waziha kar raha hay k Kafiron mai  tumhay kio Ghiab kay Khazano ka bataon......

 

Shah Sahab kay apnay alfaz mai llisten karain gy tu bhut waziha ho ga;

 

Ye bayan in mai se kisi ek taqreer mai hay

 

1)www.alahazrat.info/speeches/saeedkazmi/mp3/aalime-burzukh-aur-aquaid-e-batila

http://www.alahazrat.info/speeches/saeedkazmi/mp3/aalime-burzukh-aur-aquaid-e-batila.mp3

 

2)www.alahazrat.info/speeches/saeedkazmi/mp3/huzoor-awwal-aur-akhir-hain

http://www.alahazrat.info/speeches/saeedkazmi/mp3/huzoor-awwal-aur-akhir-hain.mp3

Edited by AbuAhmad
Link to comment
Share on other sites

kuch ko pata nsaheen k nabi pak (saw) k naam mubarik k sath darood kaisay likhain. please in ko tareeqa bata dain.   ya main bata daita hoon shaid samajh aa ja ay.  reply kartay waqat page par aik gole matool sa cehra hay jo hans raha hay. us ko click karain to neechay bahut sari cheezain khul ja ain gee. un main  say aik darood sharif bhee hay.  jab nabi pak (saw) ka naam likhain to darood ko click kar dain, darood sharif automatically print ho ja ay ga.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...