SAYYED MASOOD مراسلہ: 17 مئی 2014 Report Share مراسلہ: 17 مئی 2014 assalamu alaikum wa rahmatullatahi wa barkaatuhu....... bakhidmat huzur mufti shb arz ye hai ke abhi kuchh roz pahle meri do aalimo se guftagu huyi doraane guftagu unme se ek ne aalim ne farmaya ke AALAH SUBHAANUHU HAR JAGAH MOJOOD HAI LEKIN WO JAGAH SE PAAK HAI mene apni naaqis samjh se ilm ka jo thoda hissa mujhe mila mene unki baat ka radd kiya to fir dusre aalim shb ne us aalim ki taaeed ki aur farmaya ke" SAYYED SHB ISSE ZYADA FASEEH JUMLA HO HI NHI SAKTA" to mene kaha ke ke hazrat mujhe fasaahat to nhi pata par jis jumle se mere rabb ki toheen hoti ho mai use kaise kabool karun mujhe aisi fasahat nhi chahiye to unhone mujhe tanziya andaz me farmaya FALSAFA YA MULLAH HASAN PADTE TO SAMJHTE IS BAAT KO NA TUM HUYULA SAMJHTE HO NA TAHT E QUDRAT SAMJHTE HO NA WAAJIB UL WAJOOD KA MATLAB SAMJHTE HO....to mai iss darr se ke kahin sharaee masalaa jaati na ban jaye mai khamosh ho gaya.. aakhir me mene unse kaha hazrat jiss bhi falsafi ne ye farmaya ho mujhe uska qol dikhyen ya mullah hasam me jahan aisi ibaarat hai mujhe dikhyen to unhone ye kah kar taal diya ke mere pass time nahi hai ab daryaafat talab ye hai ke kya un dono aalimo ka kahna sahi hai mujhe un tamaam kitabon ke hawaale chahiye jisme allah ke liye makaan sabit kiya ho agr waqaee me unki baat durust hai do is surat me har jagah wajood e khuda ka kya maana hoga mera aqeeda yahi hai k ALLAH MOJOOD HAI AUR WO APNE ILM AUR QUDRAT SE PURI KAYINAAT KO GHAIRE HUYE HAI TAFSEELAN JAWAAB INAAYAT FARMAYEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 18 مئی 2014 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2014 والسلام۔۔سید صاحب۔ میں عالم نہیں البتہ جہاں تک پڑھا اور علمائے کرا م سے سنا ہے۔ آپ کی بات صحیح ہے۔ اللہ تعالی کی قدرت نے ہر چیز ہو گھیرے ہوئے ہے۔ اللہ کو ہر جگہ موجود کہنا، ہر جگہ کو اللہ تعالی کے لئے مکان ماننا ہے۔ آپ علمائے کرام سے رابطہ فرما لیں۔ ان شاء اللہ مزید بہتر رہنمائی مل جائے گی۔ چونکہ اُن عالم صاحب نے اللہ کو مکان سے پاک بھی کہا ہےتو معلوم ایسا ہوتا ہے کہ اُن سے الفاظ کی غلطی ہوئی۔۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔