Abdul wahab مراسلہ: 26 جون 2014 Author Report Share مراسلہ: 26 جون 2014 KHUDA K BAARE MEN UN KI BOOKS MEN EK VIEW LIKHA HE JIS K MUTABIQ UNKE TASAWWORATI KHUDA KI TASWEER PESH KI GAI. YE SB UNKE KHUDAI MOUHOOM K BAARE MEN THA.NAN K ASL KHUDA K MUTA'ALLIQ. YAHAN EMAN BILLAH KI BAAT THI.AGAR MAN KI BAAT HOTI TO HUM BATATE K WAHABI NABI KI BHAI JITNA PROTOCOL DE KR MOMINEEN KI MAON KO MAAN NAHI BALKE BHABHI MANTE HEN. تصوراتی خدا کیا ہوتا ہے ؟؟؟ ذرا وضاحت فرمائیں اس کی ؟؟ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 5 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 5 جولائی 2014 تصوراتی خدا کیا ہوتا ہے ؟؟؟ ذرا وضاحت فرمائیں اس کی ؟؟ Ismailiwahabi agar ap nay wahabi molvio ke kutab nahi perhe tu is forum per ek mukamal topic pin hai woh perh lai. Mukhtasran Yakrozi, Jehdul Muqalal,fatawa e rasheediya mai deo ka Taswarti Khuad woh hota hai jo jhoot bol sakta hay, jo kaam banda karta hai woh kar sakta hay, jo tamam afaal e qabiha kar sakta hai etc etc....Ma'azAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AbuAhmad مراسلہ: 8 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2014 Kafi arse se koshish kar raha tha kai kisi terha Allama Hassan Raza Melsi sahab sai rabta ho jae. Barei mushkil se ek bhai se Allama Hassan Raza Melsi sahab ka cell number mila, jis per merei Allama sahab se ise ramdhan ke 19 ya 20 rozai mai baat hoe. Mai nai Allama Sahab se arz kya kai Wahabi/Deobandi ap ke ebarat (jo Barq e Asmani bar Fitna Shaitani) kai base per AlaHazrat per eteraz kar rahai hai kai Alahazrat nai Khuda kai lea touheen ameez baat fatawa e rizwia mai likhi hai. Allama sahab nay mufasal jawab diya kai Alahazrat nai wahabio kai khud sakhta khuda ka radd kya hai....jis kai lea wahabio ka aqeeda hai kai woh jhoot bol sakta hai oor digar burai kamo per qadir hai....jab kai mai nay apni kitab (Barq e Asmani bar Fitna Shaitani) mai Haqeeqi khuda ke baat ke hai. Isleai mere baat AlaHazrat(RA) ke ebarat kai khilaf nahi.....Allama sahab nai mazeed beh dalail deai jo mujhai yaad nahi sath he yeh bhe bataya kai woh In-sha-Allah kisi risalai mai is ka tafseeli jawab likhai ge. Afsoos kai mai call record na kar saka....phir kae baar call ke per Allama Sahab se rabta na ho saka. Aj (Friday 8 Aug2014) Alhamdulillah phir call per Allama Hasan Raza melsi sb se baat hoe oor unhu nai mukhtasran wo he jawab diya jo mai ney record kar lea.....line mai noise ke wajha se mazeed baat nahi ho saki. khair sunnio kai itmenan kai lea yeh wazahat kafi hai. Call Recording Attach kar raha hon. Allama Hassan Raza Melsi-8 Aug14.mp3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔