Jump to content

Wahabi Aqeeda Manni Khana Jaiz?


تجویز کردہ جواب

pehli baat to ya k  aap ko pata naheen k aqeeda kis ko kehtay hain.  aap kehtay hain ya aqeeda hay wahaabioon ka k falan cheez pak hay aur khana jaiz hay.

 

khanay wali cheezain hram ya halal hoti hain aqeeda naheen.

 

 

 

bahut behtar hay is tarah k swaal local kisi mufti say pooch liee ayu ja ain.  itna open ho kar is tarah kee baat karna munasab naheen is foroumn par.bahut behtar hay zehan ko ziada taameeree kaam par lagya ja ay.  thank you

 

 

 

 

 

aur ziada behtar hay zehan ko ziada behtar taameeree kaam par lagya ja ay.

Link to comment
Share on other sites

bhai ye aik fatwa ya aqeeda book se dekha tha,
ye ulma karam asie book print kar ke konsa behter taameerr kaam kr rahin hain :)
...........

jab kisi Gair muslim ko jab islam ki dawat de jati hay tu wo pehla sawal yahi pochta hay,

 

" witch islam?" Sunni, shia or wahabi etc......?????
 

aik muslim k pass knowlege hona chahye k  non muslim ko bataya jaye k jo cheez tumhray mazhab main khana jaiz hay, wo hamray main nahin hay, jab ye fatwa kisi wahabi aalim ko dekhaya jata hay tu saaf inkaar krta hay k ye fatwa hamara nahin hay, islia iss ka scan manga hay , jazak Allah

post-13732-0-65251500-1398102042_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
×
×
  • Create New...