Kiranmehtab مراسلہ: 21 اپریل 2014 Report Share مراسلہ: 21 اپریل 2014 (ترمیم شدہ) Aoa. I am married since 2011 june. Since then I m in worries and tension, firstly cz of my husband, he was intersted in someone else us larki ki shadi hoage phr b uska aur meray husband ka contact raha, meray husband nay muj se shadi b apni choice say ki k kahin to shadi krni thi us k bawajood b he contacted that girl even us k lye suicide attepmts b kiye but wahan shadi islye nae hoi k meray husband k parents razi na hoay. Phr jb muj se shadi hoi to us larki k qissay suna suna k mujhy rulaya, mai puri puri raat roti thi but I didnt tell my parents.. even he beated me but mai nay bardasht kia. In sab mai meray father inlaw aur mother inlaw nay mera sath diya. Taqreeban shadi k oneand half year bad ye masla khtm hoa aur hum dono adjust hoay mera husband b khush tha mai b khush, to ab meri mother inlaw ko muj say prb start hogya k ye ghr k kam theek nae krti aik karti to us mak objection k theek nae dobara se karna parta bht ziada keeray nikalna hr har cheez mai, safae kro to us mai kharabi bartan dho to us mai aitiraz khana pakao to us mai nuktacheeni, meray husband ghr mai nae hotay cz of his job aur hamara room 1st floor pai hai to unki absence mai mujhy room mai sonay ki permission nae hoti aur ground floor pai kbi aik jaga sona parta hai to kbi dusri jaga k ooper walay floor pai aur koi nae sota to akela nae chor saktay. Ab hamara aik beta hai alhamdolillah but mri mother inlaw bht ziada objections karti hain hr hr cheez pai aur itni sakht aur zehreeli batain krti hain k mera dil andar se jal jata hai but mai khamosh rehti hn. Jb apnay husband say ye bat discus krti hn to kehtay hain tum mai he koi kharabi ya kami hoge jo wo aisa kehti hain ab mai roz roz ki chakh chakh say tang agya hn beviyan mujhy aur b mil jain ge but parents nae agr meri maa ko khush rakh sakti ho to theek warna wapis chali jao. I asked fr separate accomodation as he is in army and have quaters there where all his fellows families used to live but meray husband kehtay hain jb tak parents nae kehtay nae lay k jaon ga.. meri bardasht ki had khtm ho gae hai ab to specially jb meray parents ko bura bhala kaha jata hai aur baqi family members ko. Kindly give me sincere advice k what should I do? Edited 21 اپریل 2014 by umm e sarmad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔