Jump to content

Aurat Ka Khuley Aasman Taly Dupata Na Ho To Kya Wuzu Toot Jaega


hania imaan

تجویز کردہ جواب

agar ik aurat bawazu ho or wo khuley aasman taly chali jaey or sar par dupata na ho to kya uska wazu toot jaega???

 

yaan kisi namehram ki nazar par jaey or sar dhampa hua na ho to wazu toot jata hai?

 

ahle sunnat k mutabik jawab chahiey.

Salam alayqum meri behan

 

Donoon halatoon meh wuzu nahin toot-ta. Wuzu khoon behnay yehni khoon zakham say nikal kar jism kay dosray hissay par paunchay toh wozoo toot-ta heh. Sirf agar zakham meh jama rahay toh wuzu tootta nahin magar jism kay us hissay ko dohna behtr heh. Rafa e hajat kee donoon halatoon meh yehni chota/bara peshab kay basat toot-ta heh. Ya phir khawand aur biwi ka azwaji talluq qaim kernay say toot-ta heh. Aur aurat kay makhsoos dinoon kay shoroon hona ka joh sign hota heh us say be toot-ta heh. Meri behan behtr hoga agar aap kissi Islami behan say yeh sawal poochen woh tafseel say jawab denh gee.

Link to comment
Share on other sites

do no haaltoon main wazu to naheen tot ta.  magar swaal ya hay kay aurat khulay baaloon kay sath  baghair dopata  ghair mehram k samnay kion ja ay.  mehfil ho, bazar ho, ghar ho,shadi,mangni,mehndi ka mouqa ho.

 

wazu wala moaamla to buhut chota masla tha, wazu to na tu to, magar khulay sar ka gunah to likha gia.

 

agar aisa dopata lay kar namaz parhi k baloon ke see aahee nazar aati rahay to namaz naheen hoti.  half  ya 3/4 aasteen ho to namaaz naheen hoti.  full bazoo hoon aur full haath tak aisa bazoo ho k takbeen kehtay waqat kameez

 

ka bazoo neechay na aa ja ay aur baazu nanga ho.  ALLAH TAALA maaf karay pakistaani ladies shafion ke kameez pehan kar aur shefion kay he kameez kay baazo k sath khana kaaba ka twaaf kar rahee hoti hain.

 

wazu ho na ho  sar dhanp kar rakhain ghair mehram say

Link to comment
Share on other sites

plz koi hawala bhi dain to behtar hoga.kiun k jisko mene jawab daina hai to sath hawala bhi daina hoga... or sawal bhai see kiya jaye ya behen se kya farak parta hai... joint family main aksar aise masaail hojate hain. koi shok se dupata nahi utarta khabi cooking karte wakat garmi hojati hai kitchen main hubs hojata hai to to dupata side pe rakh dete hain... phir koi cousin ajae to wazu tootne ka guman hota hai... akhir hum bhi insan hain... jaan boojh k nahi karte mar achanak koi ajae jiska pata na ho to usi time sar dhaamp lete hain...

Link to comment
Share on other sites

p356.jpg


p357.jpg


p358.jpg


p359.jpg


p360.jpg


p361.jpg


p362.jpg


p363.jpg


p364.jpg


بہار شریعت


http://dawateislami.net/books/bookslibrary.do#!section:onlineRead_579.2.356


Download: http://data2.dawateislami.net/Data/Books/Download/ur/pdf/2008/318-1.pdf


 


اسلامی بہنوں کی نماز


http://dawateislami.net/books/bookslibrary.do#!section:bookDetail_313.ur


download: http://data2.dawateislami.net/Data/Books/Download/ur/pdf/2008/313-1.pdf


 


یہ کتاب  بھی ڈاونلوڈ کر لیں۔ صفحہ نمبر تیس سے وہ احکام ہیں ۔


 


دوپٹہ نہ اوڑھنے سے وضو نہیں ٹوٹتا۔ اس کے لئے آپ کو حوالہ کی ضرورت نہیں۔ اتنا کافی ہے کہ وضو ٹوٹنے کا صحیح حوالہ موجود نہ ہو۔ جو اعتراض کرتا ہے یا کہتا ہے کہ وضو ٹوٹ جائے گا۔ حوالہ دینا اُس کے ذمے ہے۔ وہ بتائے کہ کہاں لکھا ہے۔


Edited by Kilk-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...