Jump to content

Bagher Ghos Ke Ye Dunya Qaim Nahi Reh Sakti, Is Ibarat Ka Jawab Chahiye


loharamjad

تجویز کردہ جواب

Link to comment
Share on other sites

swaal, ahli biddat ka aqeeda,

 

allah taala zameen o aasman ko qaim naheen rakh saktay (ASTAGHFERULLA)

 

bhaee jaan ya aqeeda kahan likha huaa hay, ko e scane/reference

 

kion saghat gunahgaar ho rahay hain.

 

AAP bata saktay hain  arshe muallah ko kis nay kandhoon par uthaya huaa hay.  Kia ALLAH TAALA is baat par qadir naheen k saara quraan sharif RASOOL PAK (saw) par direct utaar daita. Hazrat jibreel alayhisalaam k zareey kion bhaija/utaara..

 

Allah taala na duties laga e hu e hain.

 

ab please rana khalil sahib kay  jawaab ka jawaab day dain.

 

ko e book daikhee aur immediately islami foroumn ka member banay aur  page paste kar dia.  pehlay khoob study karain.  phir challenge karain.

Link to comment
Share on other sites

shahzad bhai meri post ka matlab challenge karna nahi tha balke main is ibarat ke bare main jaana chahata tha.is ibarat ka matlab kiya hai aor is kitab main ye ibarat hai ya nahi. main ne is kitab ke page #127 jo is post main likha hai dekha lekin mujko nahi mili aor is fourm par bi ye masla talash kiya muje nahi mila jabi socha post karke maloom karlo aor aap bhaion ne rehnomai farmai meri dua hai Allah aap logo ke ilm main mazeed barkat dae. ye post facebook par kisi ne post ki thi.

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum

Moteram Khalil Sahib jab meh Deobandi thah toh Allah Yar Khan aur Akram Awan kee taraf meh kafi mahil thah magar Sunni honay kay baad meh nay in ko perna chor deeya. Mujjay Akram Awan ka toh pata heh kay yeh mardood heh magar Allah Yar Khan kay aqahid o nazriat kia thay. Wesay toh shagird ko dekh ker ustad ka andaza heh mujjay kay kia hoga magar tafseel maloomat kay leyeh pooch raha hoon.

Link to comment
Share on other sites

bhaee   loharamjad, umeed khalil rana sahib k jawaab say aap ko bauhut itmainaan ho gia ho ga.  Allah taala aap ko saheeul aqeeda banay. ameen.  rana khalil hamaish sahee aur thoos jawab daitay hain.  ghour o fikar kar k  jawab parah karain. INSHA ALLAH bahut faida ho ga aur maslak main nikhaar aa ja ay ga.

 

baat kuch aur thee magar kissi nay likh dia.  ALLAH TAALA zameen asmaan ko naheen sahar saktay.   NAOUZOOBILLAH  aisa kisi ka aqeeda naheen.

 

thank you. sorry for any disturbance

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...