Jump to content

Ahmad Raza Barelvi Se Mera Ek Mukalama

GhairMuqalid

تجویز کردہ جواب

AHMED RAZA KHAN KA IMAAN SABIT KARAY: PART 1.

..........................................................................

1.Molvi Ahmed Raza Khan Sahab nay KITAB"HUSAMULHARAMAIN"  MAY JIN ULAMA-E-DEOBAND KO KAFIR KAHA HAI UN MAY NANOTVI,GANGOHI , AMBETHVI, AUR THANVI HAY.

2.PHIR ISSI KITAAB MAY YAY BHI LIKAH HAY KAY YEH AISE KAFIR HAIN KI JO IN KO KAFIR NA MANE WO BHI KAFIR HAI .

3.PHIR APNI KITAB "TAMHIDE IMAN" KE PAGE 43,44 PAR JIN 9 HAZRAT KA NAM GINAYA HAI UN KAY BARAY MAY LIKHTAY HAY KAY "  IN 9 HAZRAT KO MAI NE KAFIR NAHI KAHA HAI KUCHH LOGON NE MUJH PAR JHOOTA ILZAM LAGAYA HAI KI MAI NE IN KO KAFIR KAHA HAI MA'AAZALLAH MAI NE IN HAZRAT KO HAR GIZ KAFIR NAHI KAHA HAI."

4.UN 9 HAZRAT ME "MOLVI ABDUL HAI (LAKHNAVI), HAJI IMDADULLAH SAHAB (THANVI) , MALANA SHAH FAZLURRAHMAN SAHAB (GANJ MURADABADI) KO SHUMAR KIYA HAI"

5.IN 3NO HAZRAT ME SE MOLVI ABDUL HAI SB NE HAZRAT NANOTVIRH KO KAFIR NAHI MANA HAI IS KI 2 DALILAIN HAIN 1 HAZRAT LAKHNAVI RH KA WO FATWA JO TAHZIRUNNAS KE AAKHIR ME LAGA HAI JIS ME TAHZIRUNNAS KI TAYEEDHAI NA KI MUKHALAFAT.

2 HAZRAT LAKHNAVI RH KA WO MAQULA JO UNHON NE HAZRAT NANOTVI RH KE BARE ME "UMDATURRI'AAYA " ME LIKHA HAI. AUR MAULANA SHAH GANJ MURADABADI NE HAZRAT GANGOHI RH KO KAFIR NAHI MANA HAI IS KI DALIL GANJ MURADABADI RH KE WO TARIFI KALIMAMT HAIN JO "TAZKIRATURRASHID" ME LIKHA HAI. AUR HAJI IMDADULLAH RH NE BHI UN ME SE KISI KO KAFIR NAHI KAHA HAI BALKI IN KI KITABON ME UN HAZRAT KE SILSILE ME TARIFI KALIMAT LIKHE HAHN.

6.JAB IN TEENON HAZRAT NE ULAMA-E-DEOBAND KO KAFIR NAHI KAHA TO ALA HAZRAT KAY FATWE SE WO KAFIR HUYE YA NAHI?

7.AUR ALA HAZRAT SAHAB FATAWA RAZAWIYA KI JILD 15 MAY MASLA LIKHTAY HAY KAY "KAFIR KO KAFIR NAY KEHNAY WALA KHUD KAFIR HAY".

8.AKALMAND KAY LIYAY ISHARAA KAFI HAY.

NOTE:MAY KISI BHI DEOBANDI SCAN/HAWALA/ILZAAMI JAWAB KO NAHI MANTA.AGAR HIMAAT HAY TO MERI POST KA SAAF ALFAAZ MAY JAWAB DAY.SHUKRIA

Edited by GhairMuqalid
Link to comment
Share on other sites

جناب چھپے ہوئے دیوبندی صاحب! آپ نے سوال نمبر ۵ میں خود کو ظاہر کردیا ہے ، وہ ایسے کہ آپ نے اپنی پوسٹ کے آخر میں نمایاں لکھا کہ میں کسی دیوبندی سکین، حوالے اور الزامی جواب کو نہیں مانتا، لیکن آپ نے اپنےسوال کی تائید میں تذکرۃ الرشید کا حوالہ دیا، لہذا اآپ اگرجھوٹ موٹ کے غیر مقلد ہوتے ہوئے  تذکرۃ الرشید کے دیوبندی حوالہ کو  مان رہے ہو تو اشدالعذاب کے حوالہ کو بھی ماننا پڑے گا، ہاں جی 

Edited by Khalil Rana

جی خلیل رانا بھائی آپ نے بالکل صحیح فرمایا اور ہم نے یہ پہلا "غیر مقلّد" دیکھا ہے جو "حنفی" بھی ہے۔۔۔

جزاک اللہ خلیل رانا بھائی۔

AAP dono say guzarish kay patle gali say nikalnay say kuch nahi hoga.Agar bilfarz may اشدالعذاب ka hawala maan bhi loo tab bhi yay meri post ka jawab nahi.Mujhay meri original post ki point 6,7 ka jawab day agar himaat hay to.

جناب غیر مقلد مکس دیوبندی صاحب. پہلے آپ اپنا مسلک تو واضح الفاظ میں لکھیں تاکہ جواب بھی اسی مناسبت سے دیا جا سکے

Link to comment
Share on other sites

آپ اشدالعذاب کے حوالہ کو مانتے ہیں تو آپ کا سوال ہی ختم ہوگیا۔اور اشدالعذاب کا حوالہ آپ کو ماننا پڑے گا کیونکہ اب آپ  پھنس چکے ہیں۔

Mera Sawal abhi bhi udhar hi hay.Molvi Ahmed Raza Khan nay MOLVI ABDUL HAI (LAKHNAVI), HAJI IMDADULLAH SAHAB (THANVI) aur MAULANA SHAH FAZLURRAHMAN SAHAB (GANJ MURADABADI) ki takfeer kyon nahi kee??  اشدالعذاب may sirf un Ulama ka zikr hay jin ki TAKFEER huwi.Ab aap phas gay ho.

جناب غیر مقلد مکس دیوبندی صاحب. پہلے آپ اپنا مسلک تو واضح الفاظ میں لکھیں تاکہ جواب بھی اسی مناسبت سے دیا جا سکے

Link to comment
Share on other sites

HUSSAM KA FATAWE KA MATLAB  "AGR UNKE KUFR PAR YAKEENI ITLA PAANE K BAAD B AGR KOI UNKE KUFR ME SHAK KRE O KAFIR HAI "

ABDUL HAYI LAKHNAVI NE ABTAAL E AGLAAT QASMIYA KI TASDEEK K BAAD AGR MUSALMAAN KAHA HO TO PROOF DIKHAO???

MAHAJIR MAKI  AUR FAZLUL REHMAAN SAHAB NE INKE KUFR KO JAAN KR B MUSALMAAN KAHA HO TO PROOF

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Pehlay to yay inbaraat dekh lay jo Ahmed Raza Khan nay "Tamheed Ul Imaan" may likhi.

post-15534-0-73599300-1395931706_thumb.png

Ahmad raza ne tamheed-e-imaan ­  ki in 3no ibaraton me 'DUSHNAMI LOG' 'MUQTADIYON YANI MUDDA'IYAN-E-JA­DEED' AUR 'DUSHNAMIYON' se inhi 4ron buzurgan-e-deoband hi ko murad liya hai jaisa ki aage peechhe ki ibaratain bata rahi hain aur jis ka koi inkar nahi kar sakta

In ibarato me saf maujood hai ki ahmad raza ne in 4ron buzurgan-e-deoband ko 1320 hijri mutabiq 1901 isvi me kafir kaha hai aur is se pahle tak wo bhi in hazraat ko musalman hi mante the kafir nahi kahte the.

chunanche hazrat nanotvi rh ki kitab 'tahzeerunnas' 1291 hjr mutabiq 1874 isvi ki likhi huyi hai aur yeh kitab sab se pahli martaba 'matba siddiqi bareli' hi se chhapi hai

Aur Hajji Imdadullah Sahab ka yay 1310 Hijri ka khat bhi dekh lay.

http://www.deoband.org/2010/06/history/letters/haji-imdadullah-on-mawlana-rashid-ahmad-gangohi-part-two/

Yay khat Tahzeer al Nas kay takreeban 19 saal baad ka hay.Is may Qasim Nanotwi Sahab ki tareefi dekh lay.

Aur doosra sawal:

Ahmad raza in kitabon ke likhe jane ke bad bhi bahut dino tak in hazraat ko musalman mante rahe

chunanch hazrat nanotvi rh ko tahzeerunnas chhapne ke bad 29 sal tak musalman mana jaisay upaar wali ibaraat may hay.Kyon?Koi Jawab hay?
Edited by GhairMuqalid
Link to comment
Share on other sites

jnb aap nay safha dia ha us mean jawab ha k itni dear baad ku fatwa lagaya goooooooor say parhty tow pata chal jata

attachicon.gifpost-15534-0-73599300-1395931706.png

Unho nay Ehtyat barti or Deobandeo k Rajo ka intazar kia un ko kahtot likhy jab koi jawab ni aya phr hi fatwa lagaya

Agar Himaat hay to woj kahtot peesh karay warna jhootay pay ALLAH TA'ALA ki laanat hay.

Link to comment
Share on other sites

Humaray Senior member ki ya post bi parhen

attachicon.gifpost-393-0-42204900-1363935068.jpg

Apnay hawalay ka point number 3 parhay aur phir issay parhay.

post-15534-0-43909300-1395938186_thumb.png

Pata nahi aap kuch aur keh rahay hay aur aap kay ALA HAZRAT kuch aur.In fatwo say to saaf zahir hay kay jo bay khabar aur ghafil hay , woh bhi kafir tehray.Ajeeb deen hay apkay ALA HAZRAT ka.

Link to comment
Share on other sites

jazakallah.    maira swaal ya tha k ya ghair muqalad kia cahta hay aur kis cheez ka jawaab mang raha hay is ke tassalli karwa dain.  ghair mukalad apnay questions ko uljha dia tha.  chalo is bahanay  aap nay kafi roshni daal de bhaee rana sahib. kaafi logon ko faida ho ga.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...