Jump to content

Muhammad Bin Abdul Wahhab Aur Dhil Khuwaisira.


MuhammedAli

تجویز کردہ جواب

maine b ek book adhi adhuri padhi hai shayad tareekh e najad ya wahabiyat naami kitaab hai shayad usme b aisa hi likha hai k wo tamimi gustakh ki nasal se tha ya ho... ALLAH behtar jaane

Salam alayqum

 

baee ghaliban kuch istera kee kitab thee meh nay bee bot talash kee yaad nahin ata kahan pari aur book ka naam be yaad nahin. Wesay joh risala likha heh is meh mujjay shajra nasab hadoora lagta heh. Mujjay reliable nahin lagta keun kay bot kam logh shamil hen. Kam say kam 25 baap dada toh honay chahyeh. Keun kay 1200 saal kee history heh agar har 100 saal meh 3 generations ka hisaab be ho toh tab bee 36 banti hen. Ek banda 30 saal kee umar meh shadi kerta heh aur phir us ka beta 30 saal kee umar meh shadi kerta heh aur phir us ka beta 30 saal kee umar meh shadi kerta heh toh 100 meh teen generation banti hen. Aur yeh toh bilqul liberal tarika heh warna haqiqi tor per puranay zamanoon meh logh jald shadi ker letay thay... Chalen is ka kohi khaas ilaaj nahin. Agar ulamah nay Dhil Khuwaisira ka shajra mafooz rakha hota toh phir asani hoti.

Link to comment
Share on other sites

shakh najdi k marne par shawkani wagera ne marsiya likha hai jime likha hai uski mot se deeni uloom khatm hogaua..... uski mot se musalman sajhe qiyamat aagayi .....

 

 

mere AAQA blessing and peace be upon him k liye kabhi aise alfaz nahi likhe najdiyo ne aur apne molavi k ilm ko aasmaan pr pohcha diya

Link to comment
Share on other sites

(bis)

ذوالخویصرۃ یعنی حرقوص بن زھیرتمیمی کو مفسرین نے اصل الخوارج لکھا ہے یعنی یہ خارجیوں کی اصل اور بنیاد ہے ، علامہ ابن عابدین شامی علیہ الرحمہ نے محمد بن عبدالوھاب تمیمی نجدی کو خوارج میں شمار کیا ہے اور دیوبندیوں نے اپنی کتاب المہند میں اس کی تائید کی ہے۔

 

bgvi 1.jpg

bgvi 2.jpg

kbeer 1.jpg

kbeer 2.jpg

khazn 1.jpg

khazn 2.jpg

qertbi 1.jpg

qertbi 2.jpg

zohli 1.jpg

zohli 2.jpg

shami 1.jpg

shami 2.jpg

1.JPG

2.JPG

3.JPG

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

(bis)

Salam alayqum,

 

Hazrat Hadith e mubarka meh aya heh kay shaytan ka qarn Dhil khuwaisira kee nasal say niklay ga. Kia Muhammad bin Abdul Wahhab kee tafseeli shajra mil sakta heh aur dhil khuwaisira ka tafseeli shajra kia Ulamah nay mafooz keeya thah ya nahin. Hazrat agar aap is maslay meh madad farma saktay hen toh zeroor itla keryeh ga.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...