Jump to content

Faraq Batain? Nabi & Walli ?


WaseemAkmal

تجویز کردہ جواب

Assalamo aleykum

bhai kuch confusion se hay kisi ne sawal pocha hay

tumharay walli or nabi main kia faraq hay

 

Nabi hazar nazar & walli b?

nabi b alim gaib & walli b?

nabi b hajat rawa & walli b?

nabi ka waseela jaiz & walli ka b jaiz? etc.......
pher in main faraq kis baat ka hay? reply plz

 

Nabi & walli ki saffaat kon kon c hain ?

jazak Allah

Edited by WaseemAkmal
Link to comment
Share on other sites

wa alaikumussalam w rahmatullahi w barakaatuh...

 

Kuch farq arz karne ki koshish karta hoon.

- Nabi ko Allah ata farmata hai aur Wali ko Allah Nabi ke waseele se ata farmata hai.

- Nabi Maasoom hota hai aur Wali Mehfooz hota hai.

 

Baqi scholars ilsami bhai jawab ata farmayenge... in-sha-Allah a'zza wa jalla.

 

Allah & His Rasool Knows the Best.

==============================

Link to comment
Share on other sites

bashriaat aur bubawwat main 27 darjoon ka faraq hota hay.  bashar, wali,qutab,ghous,qayyum,abdaal,tabba taaben,sahaabi,

 

is tarah  jo mukhtalif darjaat hain wo 27 darjoon par mushtamil hotay hain. ab khud andaaza laga lain  k nabi aur wali main kitnay maraatab ka faraq hay. khud samjah aa ja agee nabi aur wali main faraq ka.

 

ilmi taur par saeedi sahib nay sahee kaha.  I have just explained it

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...