Jump to content

جنگ یمامہ میں یا محمد کا نعرہ Zaeef Ahadeeth?


Faysal

تجویز کردہ جواب

جنگ یمامہ میں یا محمد کا نعرہ

جنگِ یمامہ میں مسلیمہ کذاب کے ساتھ فوج کی تعداد ساٹھ ہزار تھی، جبکہ مسلمانوں کی تعداد کم تھی۔ مقابلہ بہت شدید تھا۔ ایک وقت نوبت یہاں تک پہنچ گئی کہ مسلمان مجاہدین کے پاؤں اکھڑنے لگے۔ سیدنا خالد بن ولید رضی اللہ عنہ سپہ سالار تھے۔ انہوں نے یہ حالت دیکھی تو:

و نادی بشعارھم یومئذ، و کان شعارھم یومئذ: یا محمداہ !

"انہوں نے مسلمانوں کا نعرہ بلند کیا۔ اس دن مسلمانوں کا نعرہ یَامحمداہ تھا۔"

(تاریخ الطبری: 181/2 ، البدایۃ النھایۃ لابن کثیر: 324/6)

 

موضوع(من گھڑت): یہ روایت موضوع ہے، کیونکہ:

٭ اس میں سیف بن عمر کوفی راوی بالاتفاق "ضعیف و متروک" موجود ہے۔

٭ شعیب بن ابراہیم کوفی "مجہول" ہے۔

٭ ضحاک بن یربوع کی توثیق نہیں ملی۔

٭اس کا باپ یربوع کیسا ہے؟ معلوم نہیں ہوسکا۔

٭ رجل من سحیم کا کوئی اتہ پتہ نہیں۔

 

 

?Kia Waqi ye Hadeeth Zaeef hy  
Link to comment
Share on other sites

Yeh Ahle Hadith hen jin ko Mawdu aur Zaeef ahadith meh farq maloom nahin. Zaeef kesay Mawdu ho gaya is kee mujjay samaj nahin aa rahi. Yeh istera heh jesay kohi white ko black tehra raha ho. Misal kay tor per kohi kahay; is hadith meh ravi black hen keun kay yeh ravi black hen lehaza yeh hadith white sabat ho gahi. Zaeef aur Mawdu ahadith ka hokam ek jesa nahin, Zaeef Ahadith fadail meh qabool hoti hen. Jaho asool e ahadith kee kutub pesh kero jis say sabat ho kay zaeef hadith ka hokam fadail meh mawdu kay jesa heh. Baqi baat in sha allah Hazrat wazahat o dalahil say biyan ker denh gay.

Link to comment
Share on other sites

ye aqeeda bhi to hai, nabi (saw)  se mangna

salam alayqum,

 

Ya Muhammadah kehna aqeedeh ka masla nahin. Aaj kal kay dawr meh agar kohi kissi kay peer kay baray meh poochay toh Pir kay mutaliq aqeedah poochta heh nazriya nahin. Fiqh aur fadail meh say issue heh aur is per be ikhtilaf heh.  Ya Muhammad kehna bilqul jaiz nahin keun kay yeh pukarna esa heh jesay ham kissi ko pukaren aur Auroon kee tera RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) ko pukarna mana heh. Magar jahan taq mujjay yaad ata heh Muhammad kay agay alif aur 'heh' ko baraya gaya heh aur is kee waja adaab e rasalat ko qaim rakhna thee ... Mujjay tafseel yaad nahin kia wazahat thee sirf yahi pata heh kay kissi aalim nay biyan meh alif aur heh kay izafi haroof kee wazahat meh bataya thah kay yeh adab ko malhooz rakh ker istimal huway hen. Ghaliban yeh pukaray nahin ja raha magar muhammadah ko bator e khoobi istimal keeya gaya heh naam nahin ... kuch istera thah ... thora ghor keroon ga agar yaad aya toh wazahat ker doon ga. Mawlana Khalil hen woh wazahat ker denh gay ...

Link to comment
Share on other sites

Ghaliban ... Muhammadah ko bator nam e RasoolAllah sallallahu alayhi was'sallam istimal nahin keeya gaya. Balkay quality ... yehni jistera kohi kahay Ya Rehmatal Lil Alameen ... istera naam e RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) ko bator title istimal keeya heh aur is ka saboot alif aur hey izaafi hen.  Yeh taqriban kuch panch chay saal pehlay suna thah is leyeh kuch tafseel yaad nahin kay kahan aur kiss say suna thah ... Mawlana Khalil Rana Sahib joh sach aur haq baat heh woh biyaan farma denh gay. Is leyeh un kay jawab ka intizar keren aur joh meh nay likha heh us per khatami fesla nah keren.

Link to comment
Share on other sites

۔بنی اسرائیل کے واقعات بیان کرو،اس میں کوئی ہرج نہیں۔


 


یہ ترجمہ جس نے بھی کیا ہے کسے باشد،(عن)کاترجمہ درست نہیں کیا۔


 


حدثوا عن بنی اسرائیل ولاحرج۔


۔(عن)کا معنی (سے)ہے ،(کے)نہیں۔


 


بنی اسرائیل سے حدیث لو،اس میں ہرج نہیں ہے۔


Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...