Jump to content

سعودی دار الافتاء اور نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم کے علم غیب کا اقرار۔


Burhan25

تجویز کردہ جواب

یہ سکین پہلے بھی اپلوڈ کی تھی لیکن بعض دوستوں کو تلاش کرنے میں دشواری ہوتی ہے اس لیے یہاں الگ سے اپلوڈ کر رہا ہوں ۔

 

 

1.jpg

2.jpg

3.jpg

4.jpg

5.jpg

6.jpg

7.jpg

8.jpg

9.jpg

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

http://www.islamimehfil.com/topic/20958-%D8%B9%D9%84%D9%85%D9%90-%D8%BA%DB%8C%D8%A8-%DA%A9%D8%A7-%D8%AB%D8%A8%D9%88%D8%AA-%D9%82%D8%B1%D8%A2%D9%86-%D9%88-%D8%A7%D8%AD%D8%A7%D8%AF%DB%8C%D8%AB-%DA%A9%DB%8C-%D8%B1%D9%88%D8%B4%D9%86%DB%8C-%D9%85%DB%8C%DA%BA/

 

اگر کسی نے بحث کرنی ہے تو یہاں مت کرے بلکہ نیچے دیے گے لنک پر جاکر بحث کر سکتا ہے۔۔

 

 

http://www.islamimehfil.com/topic/7036-ilme-gaib-ataee-nahi-hota/

 

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

kaun kehta RASOOL AKRAM (saw) ko kulli ilam e ghaib tha.  ALLAH (azw) nay jitna dia wo he jaanta hay. RASOOL AKRAM (saw) ka ilam e ghaib attaee tha zaati nahee.  ya nukta samjh aa ja ay to jhagra khatam ho jaata hay.

 

ALLAH  (azw)  ka ilam laa mehdood hay aur RASOOL PAK (saw) ka mehdood.  HAZOOR (saw) ko jitna bhee attaa ee ilam e ghaib hay us ke ko e bhee nisbat ALLAH (azw) kay ilam say naheen ho sakti. na ham nisbat qaim kar saktay hain k ALLAH (azw) kay ilam say itnee nisbat HAZOOR (saw) kay ilam say ho sakti hay.  

 

ya point hamaisha k liee yaad rakh lain. ko e behas karay to us ko mundarja baala apna aqeeda bata dain INSHA ALLAH khamosh ho ja a ga.  Afsoos ya hay k ham bhee apna  aqeeda is baaray main sahee taur par biaan naheen kar sakay. NA ham na ulma karam jo MUTAYLA kartay he nahee,

Link to comment
Share on other sites

...

Shahzad baee, aaj kay dawr meh joh apnay aap ko Sunni kehtay hen un kay leyeh Sunni Maulvi kay moon say nikli huwi baat aur kuttay kee bhonk ek barabar heh. TV per agar kohi pent suite, tie, boots aur engrezi meh agar khanzeer ko halal kahay toh logh maan jahen gay. Dosra Sunni awaam ko shoroon say naatoon, shehroon, khanay peenay wali rasmoon, aur fazail per train keeya gaya heh aur taqreer be woh sunna pasand kertay hen joh geet kay andaaz meh sing kee kahi ho. Is leyeh Maulvi bichara kuch nahin ker sakta. Allah kay Nabi sallallahu alayhi was'sallam ka farman heh kay deen islam semit ker phir Madinah kee taraf lot  jahay ga ... yehni deen jistera deen kay phelnay say pehlay dunya meh kufr thah istera phir ho jahay ga. Abhi Islam kee woh halat heh joh choolay meh bujti jingri kee heh jissay sir phook mar mar kay zinda rakha ja raha heh. Anay walay pachas say saw saloon meh musalmanoon kee akhsiriat murtad ho jahay gee jister west walay secular honay kay baad apnay mazhab ko chor deeya issee tera musalmanoon kee naslen be chor denh gee. Bas apnay gar meh aur behan bahiyoon meh Islam zinda rakhen ... awaam ko chor denh kohi sunta nahin. Aaj kay dawr meh joh sahih ul aqeeda aur amal musalman heh ussay nay dunya walay aur nah gar walay mantay hen.

Link to comment
Share on other sites

kaun kehta RASOOL AKRAM (saw) ko kulli ilam e ghaib tha.  ALLAH (azw) nay jitna dia wo he jaanta hay. RASOOL AKRAM (saw) ka ilam e ghaib attaee tha zaati nahee.  ya nukta samjh aa ja ay to jhagra khatam ho jaata hay.

 

ALLAH  (azw)  ka ilam laa mehdood hay aur RASOOL PAK (saw) ka mehdood.  HAZOOR (saw) ko jitna bhee attaa ee ilam e ghaib hay us ke ko e bhee nisbat ALLAH (azw) kay ilam say naheen ho sakti. na ham nisbat qaim kar saktay hain k ALLAH (azw) kay ilam say itnee nisbat HAZOOR (saw) kay ilam say ho sakti hay.  

 

ya point hamaisha k liee yaad rakh lain. ko e behas karay to us ko mundarja baala apna aqeeda bata dain INSHA ALLAH khamosh ho ja a ga.  Afsoos ya hay k ham bhee apna  aqeeda is baaray main sahee taur par biaan naheen kar sakay. NA ham na ulma karam jo MUTAYLA kartay he nahee,

 

AAP khud ki dekh ay kon kehta hay.

 

post-15519-0-04691000-1395939719_thumb.png

Link to comment
Share on other sites

(bis)

حضور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے لئے علم کلی کا عقیدہ شیخ محقق عبدالحق محدث دہلوی علیہ الرحمہ کا بھی ہے ، لہذا  اپنے دیوبندی لوگوں کو یہ بھی بتایا کریں، میں تو کئی مرتبہ اس فورم پر بتا چکا ہوں کہ دیوبندی مذہب صرف بھولے بھالے لوگوں کو دھوکہ دینے کا نام ہے۔

t.jpg

m 1.jpg

m 2.jpg

 

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

AAP khud ki dekh ay kon kehta hay.

 

attachicon.gifbarelwi.PNG

 

RasoolAllah kay leyeh ham Qul ilm e Khuda ka aqeedah nahin rakhtay balkay Qul ilm e Lawh wal Qalam wala aqeedah rakhtay hen. Aur is ko mukhtasar ker kay Qull ilm e Ghayb kehtay hen. Jissay ham Qull ilm kehtay hen woh qull ilm lawh wal qalam heh is'see ko ma qana wama yaqoon ka ilm farmaya gaya heh. yehni joh kuch ho chuka aur ho hoga. yeh sab ilm lawh almafooz meh heh aur is ko Allah kay Nabi jantay hen. Hadith meh aya heh qalam nay poocha kia likhoon toh Allah nay farmaya joh kuch ho chuka aur joh hoga. Is per English meh mera article heh perh loh.

Link to comment
Share on other sites

janab  haq3909  aap likh rahay hain  YA ALLAH MADAD  baaqi sub shirko biddat.  aap is baat par qaim rahain.  agar aap deobandi hain to deobandi ko mushrik kahain jis nay ghair ALLAH ko madad k liee a pukaara ho.  agar ghair muqalad hain to us ghair muqalad ko mushrak kahain jis nay ghair ALLAH ko madad k liee a pukaara ho.  agar aap in k followers bhee hain aur in ko sahee samjhatay hain to phir aap bhee mushrak hoon gay.

 

main jumma k baad jawab post karoon ga. is sap pehlay maira topic  NIDA YA YA RASOOL lALLAH mairay contents main say dhoond kar parh lain taa k aap study kar chukay hoon. thank you in anticipation,with regards.

Link to comment
Share on other sites

janab haq3909 sb,

 

1.ghair muqalad moulana sanaullah amartasri nay 1937 main  shama touheed matbuaa sargodha page 40 par likha,  80 saal pehl(1857 ) say pehlay amartsar main qareeban saaray muslimaanissi khiaal k thay jin ko  aaj kal barailvee/hanfi khiaal kia jaata hay.

 

 

allama siddiq hassan bhopali nay  RASOOL PAK (saw) say madad maangi

 

book hashia hadiatulmehdi  page 20,by waheeduzzaman

 

alama bhopaali nay died  persons  qazi shukaani,and ibne qayyam say madad mangtay hain.  same book   page  23.

 

sahaba karaam kaa naara,  jang yamaama main sahaba karam ka naara.  YA MUHAMADAA, hafiz ibne kaseer  albaday wannahaya  jild  7,page 91.

 

hazrat zainab r a. ka maidane karbala main hirasat k douraan  faryaad

 

ya MUHAMMADA,page 193,jild 8, by ibne kaseer,same book

 

imaam abu hanifa  qaseeda noumania,page 200, RASOOL PAK  (saw) say tawassal

 

molvi qasim nanotvi

Rasool pak (saw) say madad,qasayed e qasmi,page 8,by maktaba qasmia,multan.

 

molvi ashraf ali thanvi,apnay peer say imdad,book tazkara turashid maktaba behrul aloomkarachi page 114,jild 1,

 

RASOOL PAK (saw) say imdaad  book by ashraf ali thanvi page 172,zamanul takmeel fee zamanul taajeel, maktaba muijtabaaee dehli

 

itna he kafi hay.

 

ab jis jis ko MUSHRAK  aap nay qaraar daina hay day dain aur juraat paida karain.  ya apnay slogan ko mita kar taouba karain k sub ko aap nay mushrak bana dia.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

حضور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے لئے علم کلی کا عقیدہ شیخ محقق عبدالحق محدث دہلوی علیہ الرحمہ کا بھی ہے ، لہذا  اپنے دیوبندی لوگوں کو یہ بھی بتایا کریں، میں تو کئی مرتبہ اس فورم پر بتا چکا ہوں کہ دیوبندی مذہب صرف بھولے بھالے لوگوں کو دھوکہ دینے کا نام ہے۔

attachicon.gift.jpg

 

 

Bismillah, Alhamdulillah wa Salatu wa Salamu 'ala Rasulillah,

 

Janab,

 

Agar كُلَّ شَىْ say Muraad SAB KUCH janay kay hay, to phir in ayat par ghor farmayay.

 

 

Hazrat Musa Alayhi Salam kay liyay bhi كُلَّ شَىْ aya hay(16:154)

 

ثُمَّ ءَاتَيْنَا مُوسَى ٱلْكِتَـٰبَ تَمَامًا عَلَى ٱلَّذِىٓ أَحْسَنَ وَتَفْصِيلًۭا لِّكُلِّ شَىْءٍۢ وَهُدًۭى وَرَحْمَةًۭ لَّعَلَّهُم بِلِقَآءِ رَبِّهِمْ يُؤْمِنُونَ

 

 

Poori Insaniyaat kay liyay  bhi كُلَّ شَىْ aya hay(17:12)

 

وَجَعَلْنَا ٱلَّيْلَ وَٱلنَّهَارَ ءَايَتَيْنِ ۖ فَمَحَوْنَآ ءَايَةَ ٱلَّيْلِ وَجَعَلْنَآ ءَايَةَ ٱلنَّهَارِ مُبْصِرَةًۭ لِّتَبْتَغُوا۟ فَضْلًۭا مِّن رَّبِّكُمْ وَلِتَعْلَمُوا۟ عَدَدَ ٱلسِّنِينَ وَٱلْحِسَابَ ۚ وَكُلَّ شَىْءٍۢ فَصَّلْنَـٰهُ تَفْصِيلًۭا

 

Dhul Qarnain kay liyay bhi كُلَّ شَىْ aya hay(18:84)

 

إِنَّا مَكَّنَّا لَهُۥ فِى ٱلْأَرْضِ وَءَاتَيْنَـٰهُ مِن كُلِّ شَىْءٍۢ سَبَبًۭا

 

To kya AAP Sallallaho Alayhi Wasallam , Poori Insaniyaat , Hazrat Musa Alayhi Salam aur Dhul Qarnain ka Ilm barabar huwa? MazAllah.

 

AB zara in tamam Hazrat ki Surah 16 Verse 89 may  كُلِّ شَىْ ka matlaab check karay.:

Tabari, Zamakhshari, Razi, Qurtubi, Baydawi, Jalal al-Din Mahalli and Jalal al-Din al-Suyuti, Fayruzabadi, Shawkani, Baghawi, Khazin, Ibn al-Jawzi, al-Nasafi, Abu Hayyan, Abu al-Sa'ud, Isma'il al-Haqqi, Tabrani ....

 

Taskeen ul Kawatir eik taraf aur baki saray eik taraf.

 

 والله أعلم

Link to comment
Share on other sites

Bismillah, Alhamdulillah wa Salatu wa Salamu 'ala Rasulillah,

 

Janab,

 

AAP mujhay  bohat hi masoom lagtay hay.

 

1.) SHAH ABDUL HAQ MUHADITH DEHLVI RH. Dar-UL-Uloom Deoband kay bannay say taqreeban 300 saal pehlay kay hay.Unka DEOBAND say koi direct link nahi . 

 

2.) SHAH Sahab waisay bhi koi Sharee' Daleel/Hujjat Nahi jo unsay apna aqeeda akaz karay.

 

3.Ab zara yay parhay.

 

post-15519-0-04170900-1396018432_thumb.png

 

4.) Phir Yay parhay.

 

post-15519-0-71475300-1396018466_thumb.png

post-15519-0-38992200-1396018505_thumb.png

post-15519-0-57259000-1396018531_thumb.png

 

Akhri do nuktay ghor say parhay.Is say aap khud hi chup ho jaingay.

 

WASALLAM.

Link to comment
Share on other sites

RasoolAllah kay leyeh ham Qul ilm e Khuda ka aqeedah nahin rakhtay balkay Qul ilm e Lawh wal Qalam wala aqeedah rakhtay hen. Aur is ko mukhtasar ker kay Qull ilm e Ghayb kehtay hen. Jissay ham Qull ilm kehtay hen woh qull ilm lawh wal qalam heh is'see ko ma qana wama yaqoon ka ilm farmaya gaya heh. yehni joh kuch ho chuka aur ho hoga. yeh sab ilm lawh almafooz meh heh aur is ko Allah kay Nabi jantay hen. Hadith meh aya heh qalam nay poocha kia likhoon toh Allah nay farmaya joh kuch ho chuka aur joh hoga. Is per English meh mera article heh perh loh.

Bismillah, Alhamdulillah wa Salatu wa Salamu 'ala Rasulillah,

 

Janab,

 

Mujhay aap logo ki samajh nahi ati.Kabi kya kehtay ho aur kabhi kya.Ab yay hawalay parhay:

 

post-15519-0-64192100-1396019028_thumb.png

 

post-15519-0-48932800-1396019171_thumb.png

 

Is may toh woh Law AL Mahfooz say bhi agay nikaal gay hay.

 

 

Ahmad Yaar Khan Naeemi said:
Some people consider knowledge of prophet(pbuh) equal to Allah(swt) with difference of his own knowledge and knowledge given (atai). But shaykh Abdul Haq didn’t declare such people mushrik, rather called them knowledgeable(learned). With this we come to know that believing in prophet’s knowledge of unseen is not shirk. [Ja al Haq page 86 under the discussion of Ilm Gayb, ]
 
 
iii) Ahmad Raza Khan Brailwi
He went two steps a head and quoted that even  Shaykh Abdul Qadir jelani knows everything of Lawh AL Mahfooz as he quoted the words of Shaykh Jilani ra from Qaseeda Gawthiya (which is falsely attributed to him by brailwiyah) in his Malfuzat
 
"I have seen all the cities of Allah like a small piece" (Ahmad raza commented) And this seeing was not specific to some time rather this hukm is continuous. And he (Jilani ra) said "My eyes are looking Lawh al Mahfooz (preserved tablet)" (Ahmad Raza commented) What is Lawh al Mahfooz? Allah says "And everything they did is in written records" and Allah says "We have not neglected in the Register a thing" and Allah says " and no moist or dry [thing] but that it is [written] in a clear record" (Ahmad Raza commented) When this is place of Lawh al Mahfooz that in it, It is written the happenings of whole of universe from the first day to the last so whoever knows the knowledge of it, Indeed he has the knowledge of whole of universe [Malfuzat e Ala Hazrat urdu edition pages 29-30] 
 
 
 
 
Wasallam.
Link to comment
Share on other sites

دیوبندی صاحب ! ابتداء آفرینش سے قیامت تک کے علم کو ہم کلی علم کہتے ہیں،  جو کہ لوح محفوظ میں لکھا ہے،اس کے آپ بھی قائل ہیں۔شیخ محقق کی عبارت پر علماء دیوبند کا کیا فتویٰ ہے ؟ بدعت ہے، گمراہی ہے یا شرک ہے؟


Image1.jpg

image 2.jpg

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

3909 sb  kulli say murad ya hay k ALLAH TAALA jitna kulli naheen. ALLAH TALA ka zaati aur lamehdood. AAP (saw) ka mehdood aur atta ee.  

 

is say ziada main kuch naheen keh sakta. aap ko hidyat miltee hay k naheen ya ALLAH TAALA ke zaat janti hay.  thank you.  now no more answer from me

Link to comment
Share on other sites

 

دیوبندی صاحب ! ابتداء آفرینش سے قیامت تک کے علم کو ہم کلی علم کہتے ہیں،  جو کہ لوح محفوظ میں لکھا ہے،اس کے آپ بھی قائل ہیں۔شیخ محقق کی عبارت پر علماء دیوبند کا کیا فتویٰ ہے ؟ بدعت ہے، گمراہی ہے یا شرک ہے؟

 

Bismillah, Alhamdulillah wa Salatu wa Salamu 'ala Rasulillah,

 

Janab,

 

Is tarha kaam nahi chalay ga jee.Pehlay meray upar walay sawalo ka jawab day.

 

Wasallam.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...