Jump to content

KFC aur McDonalds ka khana khana kaisa ?


Mudasir Yaseen

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Aafitab-e-Razaiyat, Mehtaab-e-Nooriyat Syed Shah Turab-ul-Haq Qadiri Sahab ki zabani sunen ke :

 

Kiya KFC aur McDonalds men khana khaya ja sakta hay?

0847.mp3

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

lolz

sunna to abhi tak kisssi ne nahin hay, lakin aisy hee likh dya k nice sharing hay. Ary bhai sun to len kam iz kam, phir kahye ga nice sharing. Ye mein issi liye kah raha hoon k abhi tak is file ko kissi ne bhee download nahin kya.

W'ssalam.

Link to comment
Share on other sites

JazakAllah (azw) Bhai Bohat Shukriya Share Karney Ka

Some Time Bhai Users Download Kartay Hain Par Show Nahin Hoti aor SOme Time Aasa Hota Hai

k topic 10 Times View Hoa Hota Hai Aor File 60 Y 70 Times Download Hoti Hai

yeah Bug Hai jesay Sajjad Bhai aa Kar Hi Fix karain Gay

jazakAllah (azw)

Link to comment
Share on other sites

Mudasir Bhai... iss ko written main le kar aain plz.. kiyoon keh net kee speed

baz o qaat achi na honey kee waja se download kar ke sunna mushkil hota hai.

atleat mukhtasran ilkh dain keh Shah sahab ne kiya farmaya hai..

 

Thanks in advance..

 

Imtiaz Attari

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
JazakAllah (azw) Bhai Bohat Shukriya Share Karney Ka

Some Time Bhai Users Download Kartay Hain Par Show Nahin Hoti aor SOme Time Aasa Hota Hai

k topic 10 Times View Hoa Hota Hai Aor File 60 Y 70 Times Download Hoti Hai

yeah Bug Hai jesay Sajjad Bhai aa Kar Hi Fix karain Gay

jazakAllah (azw)

 

(salam)

Mujhey Nhin Lagta Yeh Bug Hai.. Jab Tak File Download Na Hoo.. Counting Nhin Hoti.. Aur Zyada Is Liye Hoti Hai Key Kisi Download Manager Sey Jo Connections Banata Hai.. Woh Her Connection Ko Alag Count Kerta Hai.. Yeh Bug Nhin Software Ka Kamal Hai..

Wasakan Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Mujhey Nhin Lagta Yeh Bug Hai.. Jab Tak File Download Na Hoo.. Counting Nhin Hoti.. Aur Zyada Is Liye Hoti Hai Key Kisi Download Manager Sey Jo Connections Banata Hai.. Woh Her Connection Ko Alag Count Kerta Hai.. Yeh Bug Nhin Software Ka Kamal Hai..

Wasakan Ma'Al Ikram

 

Salamz

mein b aap ki baat se mutafiq hoon k ye koee "Bug" ya "Error" nahin hai.

Actually downloading ki counting tabhi baeh jaati hai, jab hum "Download link" par click kartay hain. Client ka ye action server ki database men jatta hai, aur us file ki countigg ++ ho jaati hai.

Ab agar kissi user k pass kam speed hai to download start honay men time lagta hai, aur wo user click par click kiye jaatta hai, aur is ki ye request database server men jaati rahti hain, lihaza file ki counting barhti jaati hai. Is ki aik aur example ye b hai k "Kabhi kabhi kissi user ki aik hee post 2, 3 ya 4 martabba ho jatta hai, aur ye jabhi hotta hai k wo user submit button par 2, 3 ya 4 martabba click kardetta hai. Al-Gharaz jitni martabba wo click kiya jaayega, utni martabba hee ........................

I think yahee problem hai.

W'ssalam

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...