shahzad6058811 مراسلہ: 22 دسمبر 2013 Report Share مراسلہ: 22 دسمبر 2013 aik ghair muqalid nay kaha,imam ghazaali zabardast alam thay, magar taqleed kay sakhat khilaaf thay, ko e bhaee is par roshni daalain gay kay, imam ghazaali kia ghair muqalid thay ?aur taqleed k sakhat khilaaf thay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Tanveer Afridi مراسلہ: 22 دسمبر 2013 Report Share مراسلہ: 22 دسمبر 2013 Imam Abu Hamid Muhammad ibn e Muhammad al Ghazali rahmatullah alaih. Shafai ul mazhab thay .. aur apnay waqt kay jayayd aalim e ahlesunnat aur apni sadi kay mujaddid. wahabi fuzool bak bak kay siwa aur kuch nahe kah saktay.. un ki baydaleel bato par kaan he na dhara karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 23 دسمبر 2013 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2013 (ترمیم شدہ) aik ghair muqalid nay kaha,imam ghazaali zabardast alam thay, magar taqleed kay sakhat khilaaf thay, ko e bhaee is par roshni daalain gay kay, imam ghazaali kia ghair muqalid thay ?aur taqleed k sakhat khilaaf thay.شہزاد صاحب خدارا بے بنیاد اور سنی سنائی باتوں پر تھریڈ نہ بنائیں Edited 23 دسمبر 2013 by Toheedi Bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 23 دسمبر 2013 Author Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2013 toheedee bhaee main pehlay bhee aap say maafi maang chuka hoon. aap pasand naheen kartay main is foroumn ko chor daita hoon. ko e islami bhaee 22nd december 2013 ka akhbaar dunya lay. coloumn nigar haroon rashid,jis ko hazaaroon log parhtay hain. us ka coloumn NA TAMAAM parh lay. is nay saaf likha hay k imam ghazaali zabardast alam thay magar taqleed k sakhat khilaaf thay. main nay swaal kia, jo jawab milta mian nay wo haroon rashid ko mail karna tha. issi coloumn main us ka e mail address hay, jo sahib pasand karain us ko direct jawab day dain. us nay molvi hanif nadvi (Ghair muqalid) ke kitab FIQRE GHAZALI ka bhee zikar kia hay. toheedee sahib, abhee tak mujhey is foroumn say warning point ko e naheen mila. 99 percent akhbaar main likhnay waalay deobandi/ghair muqalid hain. un ka halqa ahbaab hay .log asar laitay hain. sirf irshad ahmad arif sunni hay. universitees main 99 percent ustaad jamat islaami say hain. har ghar main akhbaar aata hay. aur log parhtay hain. mairi bay saroopa baat aap ko buri lagee, to kal ka dunya akhbar parh lain. aur us ko direct jawaab dain. ya akhbaar main mazmoon likh kar bhaijain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔