Jump to content

Deobandi Molvioon Ke India Main Mazaarat Par Haazri


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

last week,pakistani deobandi molvee,fazal ur rehman,hanif jalandhri,abdul ghafoor haidri, ke dehli main mukhtalif mazaarat ,khawja nizamuddin,shah wali ullah muhadas dehlvi, aur qasim naanotvi kay mazar par hazri.  (daily express 20th jan)

20 th jan?

pichhle saal ki baat hai yeh shahzaad bhai.....?aap ne to last week kaha na..............?

clear the confusion......insha allaahi azzawajal ham laga denge dhoond kar cutting yahan.....................

shukriyah!

Link to comment
Share on other sites

bhaee, main system ko ziaada naheen jaanta,pasting naheen kar sakta, is jumma ka express akhbaar hay, about 14 moulvi last week india gay hain. wahan fazal ur rehman nay aman conference say khitab bhee kia,  ya last week kee baat hay, last year kee naheen.

 

yaqeen hay,20th dec,2014 kee akhbaar hay.  kal last week k puraanay akhbaar check karoon ga aur khabar kaat kar rakh loon ga.  

Link to comment
Share on other sites

akhbaar mil gia, daily express multan dated 19th december,2013.  last page.

 

molvi fazal ur rehman,naseeb gul,abdul ghafoor hydri,amjad khan,khlid mehmood soomroo,rashid ahmad ludheaanvi,haneef jalandhree,Allah wasya,abdul mateen rashdi,noor ahmad kakar.

 

jin mazaarat par haazri dee wo ya hain,

 

hazrat mujadad alaf saani, hazrat khawja maasoom,hazrat nizamuddin auliaa,hazzrat shah wali ullah,hazrat khawja qutabuddin bakhtiaar kaaki,qasim naanotvi,mehmood ul hassan,syed ahmad madni,abual kalam azaad,ilyaas dehlvi and many others.

 

 

december 19,2013  multan addition daily express last page,3 coloumee khabar, total name at page 4,  number 17.

 

sorry for bathration

Link to comment
Share on other sites

deo bandeez mazaarat per jane ko ghalat nahi kehte or woh log jaate hein. sub nahi magar aksar log jaate bhi hein. fatawa-e-rashidiya mein bhi jane ko achha hi likkha hai. yeh aaj kal k "londay deo molvi" bohot zyada apne ko dunya ka sub se barra mufti samajhte hein is liye woh baaz baatein is tarah ki kerte hein jin se pata chalta hai keh in "BAY CHAARON" ko apne barron k baaray mein bhi kuch pata nahi.

Link to comment
Share on other sites

   Hazrat attachment may oper EXPREES NEWS KARACHI likha howa hay or neechay bataya gaya hay kay EXPRESS NEW MULTAN may kahber ai hay. samaj nahi aya. WEB per search kiya kay EXPRES NEWS MULTAN ko. mager EXPRESS NEWS MULTAN to hay hee nahi.  EXPRESS NEWS sirf KARACHI,LAHORE and ISLAMABAD kay liya chapta hay.  kiya sahi hay or kiya gahlat, barai maherbani rehnumai fermai.

 

akhbaar mil gia, daily express multan dated 19th december,2013.  last page.

 

molvi fazal ur rehman,naseeb gul,abdul ghafoor hydri,amjad khan,khlid mehmood soomroo,rashid ahmad ludheaanvi,haneef jalandhree,Allah wasya,abdul mateen rashdi,noor ahmad kakar.

 

jin mazaarat par haazri dee wo ya hain,

 

hazrat mujadad alaf saani, hazrat khawja maasoom,hazrat nizamuddin auliaa,hazzrat shah wali ullah,hazrat khawja qutabuddin bakhtiaar kaaki,qasim naanotvi,mehmood ul hassan,syed ahmad madni,abual kalam azaad,ilyaas dehlvi and many others.

 

 

december 19,2013  multan addition daily express last page,3 coloumee khabar, total name at page 4,  number 17.

 

sorry for bathration

Link to comment
Share on other sites

e paper main ab khabrain tamam cities kee aa jaati hain.  mairay pass multan edition asal akbaar  moujood hay. us ka hawaala dia tha.  karachi daily ke nisbat multan kee khabar ziada comprehensive thee.  e news main multan naheen aata.

 

hope u understand, thank you

Link to comment
Share on other sites

   Hazrat attachment may oper EXPREES NEWS KARACHI likha howa hay or neechay bataya gaya hay kay EXPRESS NEW MULTAN may kahber ai hay. samaj nahi aya. WEB per search kiya kay EXPRES NEWS MULTAN ko. mager EXPRESS NEWS MULTAN to hay hee nahi.  EXPRESS NEWS sirf KARACHI,LAHORE and ISLAMABAD kay liya chapta hay.  kiya sahi hay or kiya gahlat, barai maherbani rehnumai fermai.

ایک خبر مختلف ایڈیشن میں بھی موجود ہو سکتی ہے .یہ اخبار ملتان میں چھپتا ہے یا نہیں اس کا علم مجھے نہیں البتہ خود اخبار کے مطابق نے ١١ شہروں سے چھپتا ہے

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...