Jump to content

Taqleed K Hawaly Se Mehfil E Milad Per Eteraz & Sahaba Ke Mehfil E Milad


WaseemAkmal

تجویز کردہ جواب

aik maheena pehlay main nay aik topic 4/5 page ka likha tha, JASHAN E EID MILAD UN NABI PAR AITRAAZ,  us ko ghour say parh lain. asal masla ya  naheen kay  sahaaba k daur main kia is tarah ka jashan ka riwaaj tha.  masla ya hay k kisi sahaabi nay HAZOOR AKRAM (saw) kay paidaash walay din melad ka tazkara kia k naheen.

 

ab har ko e table par baith kar khaana kha raha hay, kia kisi sahaabi nay table par khana khaya.  kia kisi sahabi nay waist kot pehna,kia kisi nay qaraqali topi pehni.  

 

kis tarah ka swaal kia gia hay, ya jahilaana andaaz hay. aur all ghair muqalid are jahil  ghair muqalidoon ka to batoor jamaat poori dunya main elaawa sub continent k kaheen wajood he naheen.

 

ya ghair muqalid sahib jis nay swaal kia hay, maira sakoon say topic parh lain. har cheez wazeh ho ja a gee.

 

ya azlee bay adab hain, in kay swaal say bay adbi zahir ho rahi hay.

 

sahabi ko HAZOOR AKRAM (saw)  nay sahabi ko apnee paidash ka ahwaal bian karnay par swaab ke naveed sunaaee aur ya bhee farmaya jo bhee ya amal karay ga us ko bhee swaab milay ga.

 

please read my topic then object.

Link to comment
Share on other sites

GHAIR MUQALID ke aulaad pehlay ya parh lay.

 

(1) makkha/madina main ab tak maamool hay k wo peer  (soomwaar --Monday ) ko roza rakhtay hain aur haram sharif main roza kushaaee k liee a dastarkhaan bicha ay jaatay hain.  ghair muqalid wahan say pata kar lain ya kion kia jaata hay.
 

tanveer fee mouldul bashar ke kitab k hawaalay say syed Ahmad Muhammad deedar ali apni tasneef RASOOL ul KALAAmman kalaam syed ul anaam fee biaan ul moulod wal qiaam  main aik our rewait biaan farmatay hain.  Hazrat Abu Darda (raa)farmaatay hain HAZOOR AKRAM (saw)  k hamrah aik din maira guzar Hazrat amir ansari (raa)kay makaan  ke taraf hu aa , ham nay daikha k wo apnay kunbaa waloon aur apnay baitoon ko wilaadat nabvi (saw)  kay waaqiaat suna rahay thay k yahee wo din tha (peer ka din).AAP  (saw)  nay farmaya k bay shak Allah (azw)  nay tumhaaray liee ay rehmat k darwaazay khol diee ay hain. aur sab farishtay tumhaaray liee ay bakhsish kee dua mangtay hain.JO SHAKHS BHEE  TUMHAARAY JAISA KAAM KARAY GA(ZIKRAY WILADAT)ISSAY TUMHAARAY JAISA AJRO  SWAAB MILAY GA.

 

 

GHAIR MUQALID KEE AULAD  PEHLAY YA GHOUR SAY PARH LAY AIK SAHAABI KA BIAAN PHIR TABEE/TABBA TAABAYEEN KAY AQWAAL PARAHIAN GAY>

 

maira topic issi baray main 4/5 page ka hay  issi foroumn par dhoond kar parh lain.  sari haqeeqat samnay aa ja a gee.  lagta hay hay kissi islami bhaee nay parah naheen. kuch hissa ghalti say SULAAH QULIAAT main feed ho gia tha.  

Link to comment
Share on other sites

Tanveer fee mould ul bashar main hazrat ibney Abbas  (saw)  say aik riwaait marvee hay.hazrat Abdullah bin abbas  (saw)  aik din logoon kay saamnay apnay ghar mainHAZOOR (saw)  ke wiladat kay waaqiaat biaan farma rahay thay aur izhaar e musarat o khushi kar kay ALLAH (azw) ka shukar baja laa rahay thay aur HAZOOR (saw) par darood o salam bhaij rahay thay achaanak HAZOOR (saw)  tashreef laa ay aur daikh kar farmaya  MAIRI SHAFAA AT TUMHAARAY LIEE AY HALAAL HO GAEE.

 

ghair muqalid ke aulad issay bhee parh lay.

Link to comment
Share on other sites

hay ko e ghair muqalid ke aulaad jo ya bata ay,

 

moroco(maghrab),marakash main saal ka sab say bara din jo manaya jaata hay wo 12 rabiulawal sharif ka din hay,jab saaray mulak main chutti hoti hay ,chiraaghaan kia jaata hay, khairat hoti hay,log saaf suthaa libaas pehntay hain.

 

morocoo main majority malki maktaba fikar kee hay,

 

indonesia/malyasia main 95 per cent log shafi mas lak kay hain aur shaafieen kehlwaatay hain.

 

in both countries main 12 rabiulawwal ko  jaloos nikaalay jaatay hain.

 

kia ya brailvee maslak kay hain /ya hanfi hain.

 

 

ghair muqalid kee aulaad makkha muazmaa ka akhbaar   al qibla  1917,rabiulawwal maheena ka parh lay jis main jashnay miladun nabi kay jaloos with laaltain kay sath nikla tha us ka ahwaal likhta hay. log jeddah say aa kar jaloos main shamil hotay thay.

 

us waqat qazi e makkha shafi maslak say th.

 

ghair muqalid kee aulaad monthly magzeen  tareeqat lahore  january 1917 kissi liabrary say lay kar parh lay jis main makkha muazma main rabiul awwal kay jaloos ka likha huaa hay.

 

is say ziada kia kahoon.

 

ghair muqalid kee aulaad apnay maslak kee tareekh to  bata day k ghair muqalid kab wajood main aa ay.  ib ne taimia bhee muqalad tha. jahan tak maira ilam hay.

Link to comment
Share on other sites

hazrat umul moomaineen bibi aisha (raa) farmaatee hain  HAZOOR AKRAM (saw)  (saw) kay baad sab say big biddat pait bhar kar khana hay.

 

hay ko e ghair muqaloid kee aulaad jo  is biddat par amal naheen karti.  ya bidat in ko yaad naheen aati.

 

ya pakki roti kitab parh kar molvi ban jaatay hain.  85 percent mlve panjaabi main taqreer kartay hain.  urdu bolain to tashree karni parti hay.  jo aati naheen.  check kar lain, hazrat yousaf alay hissalaam,hazrat youns alayhissalaam aur hazrat mariam alayhissalaam ke baatain bata dain gay.  tehqeeq na karna aati hay aur na kar saktay hain.

 

in say behas karna he fazool hay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...