Jump to content

Qabar Per Chadar Daalna


Zulfi.Boy

تجویز کردہ جواب

sub say assan  jawab is baat main muzmir hay un k liee jo qabar par chadar daalnay ko ghalat samjhtay hain. k HAZOOR salalla ho alahay waa aalay hee wasalm ke qabr mubarak par red aur green colour ke chadar pari hu e hay.  hazrat bilal e habshee, hazrat owais qarni, hazrat ammar bin yassar in tamam ke qabroon par chafdar maujood hay.  kia in tamam countries k loogoon ka maslak bhee brailvee hay.  asal main hamara maslak wo hay jo un countries k loogoon ka hay.  hazrat saad bin abi waqaas (R.A) ka mazar china kay city main hay. wahan bhee aap ko chadar nazar aa ay gee. hazrat zakryaa aur hazrat yahya aly hissalam kay mazar sharif par bhee chadrain nazar aa ain gee.  ya deobandioon/wahabioon  ko samajh naheen aata.

 

1977 tahreek nizam e Mustafa k douraan mufti mehmood nay daata sahib chadar daali aur mian tufail (jamat islami) nay jhang sultan bahoo (R.A ) k mazar par haazri dee.

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...
Barai Madinah her Hadess ki book say Scan Page mill saktay hien
 
·

mazar par chadar dalna kaisa?

sahabiye rasool ibn-e- abbas raziallah unho bayan
karte hai

"RASOOL ALLAH SALALLAHO ALAIHE WASALLAM KI
KABR MUBARAK PAR SURK(RED) RANG KI CHADAR
DALI GAYI THI"

 

1:HADEES: MUSLIM SHAREEF JILD 1 KITAB ALJANAIZ
HADEES NO:2137

2:TIRMIZI SHAREEF HADEES NO:1047

3:NASAI SHAREFF 2021

4:MASNAD-E-AHMAD HADEES NO:2010

5:IBN-HIBBAN HADEES NO:6631

6:BAHEKI SHAREEF HADEES NO6511

7:TABRANI MOZZAM KABIR HADEES NO:12965

 

agar chadar chadana shirk hota toh huzoor sallallaho alaihe wasallam ki kabr par sahaba chadar nahi
chadatey

Masla:
Ala hazrat farmate hai
Jiska khulasa ye hai Mazar par chadar dalna mustahab hai Agar mazar par
pahele se hi ek chadar maujood ho aur usme koi
kharabi na ho to dusri dalna israf hai wahi paisa kisi
miskin ko de diya jaye... Fatawa e razavia

 

 

Oper video wali Post ka bhi Reply ker dien

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...