Jump to content

Nida Ya Rasool Llallah


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

mujhay system ke itni sudh bhud naheen sirf topic parh laita hoon aur  likh sakta hoon. mujhey system par urdu main likhna naheen aata.  is liee ay roman urdu main likhta hoon.   is topic ko 2/3 qistoon main likhoon ga.  urdu tarjama paish kar raha hoon.  

 

attention deobandi/ghairmuqalad

 

HAZRAT FATIMA TU ZAHRA raziallah ho anha

 

ay akhri rasool,aap barkat o saadat kee ju ay faiz hain.aap par  to quraannaazil karnay waalay nay bhee darood bhaija hay.

 

HAZRAT IMAM ZAINUL ABAY DEEN raziallah ho anho

 

ay rehmaa tallilaalameen,aap gunahgarron kay shafi hain,hamain qiamat kay din fazal o sakhawat  aur karam say izzat bakashiay.

 

ay rehmat e aalam ainulabaydeen ko sanbhaaliee ay wo zalimoon kay haathoon main giraftaar hairaani aur paraishanee main hay.

 

HAZRAT IMAAM ABU HANEEFA raziallah ho anhu

 

Ya rasool lallah banda hazir a darbaar hay.aap ke khusnoodi o hifzo amaan darkaar hay.

 

YA mudassar,aap main hainwo safat e aalia, jin kee hay taareef say qasir har ik sha ir (poet) raha

 

 

dear mughal haee jahan munasab samjhtay hain darood sharif naam kay sath darood sharif add kar dain.

 

 

2nd qist kal.thank you 

 

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

naheen aisa naheen kay urdu naheen likh sakta.  matlab ya tha k english key board par agar urdu likhna chah hoon to kaisay likh sakta hoon. i.e press   english main ALLAH likhoon magar  likha urdu main ja ay. hope you have understood.  toheedi bhaee agar ya paraihain to guide karain wo nastaaleeq khat main urdu main  hamaisha likhtay hain ya jawab daitay hain. jazakALLAH to all  whi will guid me .

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...