Jump to content

Mutafarriq Masail


Iqra

تجویز کردہ جواب

(salam)

(ja) ALLAH AZAWAJAL AP KO BEHTREEN JAZA DEY..YAH BARA AHAM TOPIC THA JS PER AP NE TAFSEEL SE ROSHNI DAALI..BOHAT DINON SE IS BAARY MAIN POOCHNA CHAH RHI THI..

ISLAMI BEHNON MUJHY IS BARAAY MAIN BTAIN K AGR LARKI YA SHADI SHUDA ORAT KI MOONCHAIN HON TO KIA WO UPPER LIPS KI THREADIND KER SKTI HA?

KINDLY GUIDE ME

(ah)

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 139
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

(ja) qufl e madinah sis !

buhut informative fatwa share kiya

or jazakillahu khaira karam ya rasool Allah sis! kafi acha point uthaya.

shareeat e mutahhara ka her hukum kis qader behtereen hay (al) .Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ham sab ko shareeat e mutahhara ki mukammal pairwi kernay ki madani sa'adat ata farmaye. aaaaaaaaaameeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Aaameen bijaen Nabi ul Ameen (saw)

nd (ja) qufle Madina sis..ap ne bht informative ftwa share kia..Or bht si islami bahnon k mind main yah question tha jo clear ho gya..

Allah Azzawajal hmari is islami mehfil ko din 11 ween raat 12 ween taraqiyan ata fermaye..or is k her member ka seena MADINAH bnaye..Aaaameen

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam) aik aur sawal pochna hai kay yee shadi ki rasmon say pehlay aik hinduana rasam hoti hai ubtan ki jo kay yahan log bohut hi ziyada manatay hain kay jis mein murd aurton ki aik dosray ko ubtan laganay mien khoob hatha paee hoti hai yee islam mein kahan jiaz hai ?

 

 

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

untitled11.GIF

untitled111.GIF

 

was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

(sa)

jazakillah sister!

bht informative fatawa share kiye.

Allah (azw) Pyaray aaqa (saw) k sadqay men ham sab ko shareeat e mutahhara ki mukammal pairwi kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaameeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Jazakillah

very thanks sister Qufle Madinah Allah (azw) ap k ilam may aur azafa farmayay Ameen

aj kal shadi main dolha ko larki walay

doodh pila kar phir is k paisay wasool kartay ha agar wo kam dain to phir aur kism ki ghiar sharai harkatain ki jati ha aur doodh b doolhay ko larki ki behan pash karti ha is k baray main agar kisi ko fatwa maloom ho to zruz share karain

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

(salam)

 

 

Aik Sister ne aik Question pocha hai kisi forum per ke Aurton ka hair cutting karwana jaiz ha ya najaiz ?

Yeh tu meine bata diya ke yeh kaisa hai laikin aghar iss baray mein detail say koi article ya book ho tu please share kar dain.

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(ja)

 

itny important masa'il share krny ka buht buht shukriya ss........

 

ALLAH (azw) piyary AAQA (saw) k tufail unki ummat ko in khurafaaat sy bachaey...........aameeeeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeeen (saw)

 

(meri naqis raaey hy k iss topic ko Main Forum ki General Discussions me shift kr diya jay.........q k is me sirf females sy related masail nhe share kiye ja rhy...........)

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 2 weeks later...

Assalamualaykum dear sisters,

 

Well, I've got a problem to solve but I'm confused.

 

The problem is that an islamic sister shaped her eyebrows and she heared many people say it's sinful. By the way, anyone here shapes eyebrows?

Her eyebrows were rather thick and messy, so she shaped them at first she just tried to tidy them by plucking hairs from around it but it wasn't looking good still and it made her look pretty bad so she shaped it in her own style.

 

What can she does now? I mean if she stop shaping it, she'z gonna look bad again. Is there any other way? I mean I heard on QTV that if u use a kind of chemical or whatever, i heard it long time ago....it's alright to shape then but we're not allowed to pluck.

 

She pluck them because it's less painful and it safes much of her time.

 

What should she does now?

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

dear sister mujhay aisay kisi chemical ka nahi maloom na hi is ka hukum maloom hay laikin main sirf aik naqis raye doongi k jab hamara kisi kaam ka mind ban jata hayna phir wo cheez kisi ko kitni hi buri lagay ham us kaam ko kertay hi hain jahan ham ye sochaingay k log kia kahaingay ye aisay kesa lagay ga waghaira to ham kabhi kisi kaam per istiqamat hasil nahi kersakaingay ,mujhay khushi hoi ye parh ker k Un sis ko ahsas horaha hay k unho ne aik ghalat kaam kiya ab aap ko chahaye k un ka zehan aisay banaiye k eyebrows banana shareeat men mana hay hamaray pyara Allah (jallah) or us k pyaray habeeb (saw) is khilaf e shara kaam se razi nahi hotay to is se ye zehan banayga k jis kaam men Allah (jallah) or us k mahboob (saw) ki narazgi hay us kaam se hamain bachna hay chahay hamara chehra lakh bura lagay ab jab zehan ban jaye ga na to chahay chehra ka look kharab lagay chahay log kahain laikin phir bura nahi lagay ga (ia)

to ab aik to un ko ahsas hay k ye ghalat kam hay to ab aap un sis ka  zehan banain k ab tak jo howa so howa ainda (ia) main eyebrows nahi banwaoongi or jab Allah (jallah) ko razi kernay walay kaam hongay to personality men bhi aik attrection automatically paida hojati hay k log khud bakhud baat samajhnay lag jatay hain or dunya or dunya walon ki care nahi kerni hamain to apni akhirat ki fiker kerni hay.

ye seedhi si baat hay k banda jahan jitnay time k liye rehta hay wahan rehnay k liye tamam saman jama kerta hay, ab dekhiye hamain dunya men kitnay arsay rehna hay or us k baad aglay maqam (moat k baad qabr men,phir after judgement jannat ya dozakh men) kitna arsa rehna hay to zahir hay ye understood hay k hamain yahan ziada arsay rehna bhi nahi 50 saal 60/70 saal laikin moat k baad qabr men pata nahi kitnay hazar saal phir qiyamat k din faislay k baad jannat ya dozakh to hamain apni akhirat k liye saman jama kerna hay wahan k liye sari facilities ka saman kerna hay to jis jaga 50/60 /70 saal hi rehna hay or yahan rehnay walay logon ko razi kernay men jahan shareeat ki khilaf werzi horahi hogi to kia faida aisi jaga k liye saman jama kernay or logon ki care kernay ka?

jab ham Allah (jallah) ko razi karaingay to (ia) akhirat to ban hi jaye gi to pyari sister akhirat ki fiker karen .

ab tak jitnay gunah howay us se ham sab ko sachi pakki toba ker k ainda zindagi gunahon se bachnay ki niyyat kerni chahiye,

Allah ta'ala pyaray aaqa (saw) k sadqay men ham sab ko shareeat e mutahhara ki mukammal pairwi kernay ki sa'adat ata farmaye aaameeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

duaon ki talabgar

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...