Jump to content

Mutafarriq Masail


Iqra

تجویز کردہ جواب

(salam)

G sister mein ne wo fatwa parh liye hain. Aur ho sakta hay ke Qibla Shah Sahab ka fatwa pahile ka ho. Is liye mein ne phir se yahee Question Qibla Shah Sahab ko bhej diya hay.

Aur aap ne Alcohol ka bhee bataya. Theek hay ke umoome balwa ki wajah se in ko ja'iz qarar diya gaya ho. Lakin mujhy itna ma'aloom hay ke jab bhee aisee situation hoti hay to Muftiyaan-e-Kiraam aakhir men aisaa zaroor farmaaty hain ke "Bahitar yahee hay ke is se bacha jaaye."

Hum ko jab pahile patta tha ke ye cheez naja'iz hay, aur hum us se bacha karty thy, Lakin ab umoome balwa ki wajah se us ko ja'iz qaraar diya jatta hay, To ye to un logon ke liye hay jin ko patta nahin hay, ya jo log is cheez ko chhor nahin sakty. Lakin kam iz kam jab hum pahile us cheez ko use nahin karty thy, to ab bhee us se bachaa jaaye.

Aur mujhy ye bhee yaad hay ke Mufti Akmal Sahab ne QTV par jab Alcoholic Perfume ke jawaaz ka fatwa diya thaa, to saath men ye bhee kaha thaa ke "PArhezgaari yahee hay ke us se bachaa jaaye."

 

Wasslam

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 139
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

(wasalam)

(ma) beshak bilkul sahi baat kahi ap ne taqwa to hay hi sab se barh ker afzal o a'ala wasf Allah (azw) hamain ye wasf ata farmaye aameen

mager choonkay yahan per ham fatway share ker rahay hain is liye main ne ye fatwa share kiya is k ilawa jewellery mein bachna phir bhi itna mushkil nahi mager metal k glasses hair clips shoes kahan kahan metal use hota hi hay jis se bachna qareeb ba namumkin hay wa ma taufeeqi illa billah (azw)

ap ne acha kiya jo 2bara shah sahib madda zilluhul aali ki khidmat mein istifta bhaija jawab aye to zaroor yahan share keejiye ga

Allah (azw) sayyid ul atqiya pyaray pyaray aaqa (saw) k sadqay mein ham sab ko taqwa ka wasf ata farmaye or ikhlas ki dolat se nawaz day

aaaaameeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

(ja)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

meethi islami behan is mein mera kia kamal hogaya ,fatwa to mufti sahib ne diya hay

Allah (azw) ka be intiha ahsan k us ne hamain itnay achay ulama e kiram o muftian e izzam ka sath ata kiya jinhon ne zindagi k her shaubay mein hamari rehnumai ka mansab sanbhala hoa hay,Alhamdulillah (azw)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein ulama e ahle sunnat ka saya hamaray saron per salamat rakhay or un k ilm o amal o umer mein barakaten ata farmaker hamain shariat e mutahhara per amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye

aaaaameeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

baraye madina ainda be ja tareefon se bachain or sab k liye ikhlas ki dua farmain.ummeed hay ta'awun farmaingi.

(ja)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

eman sister aap yee dekhain kay yee sister attaria ki mohabbat hai un kay mohabbat kay azhar ko aap apni kaser-e- nafsee say kaam laikur kam na hi karain tu acha hai aap ki baat bhi baja hai kay hum ko itnay achay mufti sahab hain koi shak nahin laikin jo koi bhi madni bhai ya bahan hum kisi ki bhi madad allah pak kay laey yahan karay gaa hum ko us ka bhi shukur guaaz hona chahey jazak Allah sisters

Link to comment
Share on other sites

(salam)

pyari sana ap sab ki mahabbaton ka bohat shukriya

mager ap meray kehnay ka maqsad shayad samjhi nahi hain, ye baat pehlay bhi disscuss hochuki hay k personal baton ,personal mazaq o islah or tareef in sab baton k liye personal messenger ka istimal sab se behter hay . main forum per hamain postings kerni hain or in baton mein pernay se ham shayad apnay madani maqsad se door hojain.(or meri is baat ko sister attaria786 bhi samjh chuki hain)

ummeed hay ab ap samajh gai hongi or baraye madina ab is topic per mazeed koi baat na karen.Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein ap sab k husn e zan ki laj rakh lay or hamain ikhlas ki lazawal dolat ata farma ker deen ki khidmat lay lay

aaameeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam) tammam sister ko madinay ke galeow ka jomta hoa aslam_o_alikum piarii isslami bayhnow aaenad ham iss form par koi personal baat nahii karain gain is kay liay sister sec hai may muafi chatin hoon jo ye likh ,baat b theak hay hamin alhamdollilah sister sec mila hai ham yahin 1 dosray ke isslah kay liay to hain mujay fakhar hay kisi nay maree isslah ke alhamdoolah (wasalam)fi-aman: allah azwjal hamin den_o_dunia ke balian naseeb farmay ammen

Link to comment
Share on other sites

(salam) aik masla meray bhai ka hai kay wo rehtay usa ki state florida mein hai aur un ka kehna hai kay agur mein florida mein saray rozay rakhoon kyun kay job florida mein hai aur akhri ashrah aatikaf mein baithnay kay laey columbus ,usa (jo kay dosri state hai aur 10 hours ka car ka safer hai ) ajaon kyun kay columbus mein ammi bhai bahan sab hain tu kya aisa ho sakhta hai ?

 

(wasalam)

sana ap ka send kiya hoa fatwa attech ker rahi hoon

fatwa_aetakaf.GIF

 

 

(ja)

wassalam ma'al ikram

Edited by Ubaid-e-Raza
attachment edited
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

(salam)

(sa) bohat achi baat share ki

Allah (azw) ki karor ha karor rahmatain hon ulama e ahlesunnat per jinhon ne zindagi k her shaubay mein hamari rahnumai farmai Alhamdulillah (azw)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein hamain in tamam jahilana o hindoana rusoom se bach ker shariat e mutahhara per amal kernay or doosron ko sahih rastay ki taraf rahnumai kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

(ja)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

(salam)

pyari islami behnon orat k driving kernay k baray mein ulama e kiram hamari is tarah rehnumai farmatay hain:

untitledriving.GIF

 

 

 

mazeed ameereahlesunnat is tarah farmatay hain:

orat ka driving kerna

 

 

jazakAllah

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...