Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 27 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2007 madina! mazeed ameereahle sunnat madani muzakray mein farmatay hain: naap k kapray darzi se kapray silwana wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kaneez e Attar مراسلہ: 28 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2007 ASSALAM O ALAIKUM bohat achi malomat share horahi he orat ko kis tarah zindagi guzarni chahye is barey me bapa jaan ka ye risala parhna mufeed rahega sab bhai or behnen zarur parhen http://www.dawateislami.net/library/litera...1&year=2006 (PARDAY KE BAREY ME SAWAL JAWAB) JAZAKALLAH AZZAWAJAL اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 28 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2007 ASSALAM O ALAIKUMbohat achi malomat share horahi he orat ko kis tarah zindagi guzarni chahye is barey me bapa jaan ka ye risala parhna mufeed rahega sab bhai or behnen zarur parhen http://www.dawateislami.net/library/litera...1&year=2006 (PARDAY KE BAREY ME SAWAL JAWAB) & Welcome to im (Islamimehfil). MashaAllah aap ka nic buhat achha hay. W'ssalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 28 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2007 sister ap ne bohat achay or mufeed risalay ka link diya hay &welcome here also wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 29 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 29 ستمبر 2007 pyari islami behnon hamaray yahan aik or baat mash hoor hay k ghusel kertay waqt kalima waghaira parnha chahiye is baray mein fatwa mulahiza karen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 JazakAllah azawajal .. thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 30 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2007 or mazeed ameer e ahle sunnat damat barkatuhum ul aliya ki zabani sama'at farmain: sabz rang k chappal pehenna kaisa wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 (ترمیم شدہ) Warahmatullahi Wabarakatuhu Wamagfiratuhu Yani Jab Female(islami Behn) k liye Use karain gay to Kaaf k nichay Zair Use karain gay Yani Kahain gay Jazakillah Aur jab Male(islami Bhai) k liye use karain gay to kaaf k OOper zabar use karain gay yani kahain gay Jazak Allah Talabgar e Dua Edited 29 اکتوبر 2007 by Qufl e Madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2007 warahmatullahi wabarakatuhu wamaghfiratuhu qufl e madinah sister ap ne bohat achi islah farmai jazakillahu khaira wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 18 اکتوبر 2007 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2007 Subhan Allah azawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 6 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2007 mashaAllah bohut hi achay sawal javab aur fatway post ho rahay hain yahan Allah pak sab ko in kamoon ka ajir azeem day ameen mera aik sawal hai kay aaj kal jo bohut say log bohut hi dhoom dhaam say bohut birth days aur anniversary manatay hain wo kaisa hai aur kahain tu aisa laghta hai kay shadi hai itna ahtemaam kya jata hai aur anniversary mein saas sahiba mazaq bhi furmatee hai apnay damaadon (beti ki husband) say kay kheer mien cotten rakh kay diya khanay ko ladoo mein koi kids toy rakh diya baray hi ahtemaam say flowers mien koi kids toy rakha kay talash karoo aur sab logon ko dekhana kay hum kaisay kaisay games kurtay hain kya yee sab islam mien jaiz hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 6 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2007 aik aur sawal pochna hai kay yee shadi ki rasmon say pehlay aik hinduana rasam hoti hai ubtan ki jo kay yahan log bohut hi ziyada manatay hain kay jis mein murd aurton ki aik dosray ko ubtan laganay mien khoob hatha paee hoti hai yee islam mein kahan jiaz hai ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 6 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2007 mera aik sawal hai kay aaj kal jo bohut say log bohut hi dhoom dhaam say bohut birth days aur anniversary manatay hain wo kaisa hai sana birthday manana kuch sharait k sath sharan jaiz hay ulama e kiram rahimahum ullah hamari is tarah rehnumai farmatay hain: mazeed ye k jo israf or dikhawa karay us ko khud hi is ka hisab dena hoga or sana sister jo baten shariat k khilaf hoti hain un ko ghalat kehnay mein to koi tammul hi nahi laikin in ghalat kamon ki waja se birthday mananay ko najaiz nahi qarar diya jayega fatway se jaisa k maloom horaha hay k sharai qouoodat k sath jaiz hay Allah pyaray aaqa k sadqay men hamain shariat e mutahhara per amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameeeeeen bijahin nabiyyil ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Iqra مراسلہ: 15 نومبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2007 (ترمیم شدہ) baraye madinah listen this madani muzakra kapray_ki_cutting.mp3 YASEEN_naam_rakhna_kaisa.mp3 Edited 15 نومبر 2007 by IQRA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2008 meethi islami behnon! baal katwanay k baray men shariat e mutahhara hamari rehnumai farmati hay: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 14 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2008 madina! mazeed allama abbas razawi damat barakatuhum ul aliya ki zabani bhi is ka jawab mulahiza farmain: Oraton Ka balon Men Qainchi Lagana Allah Pyaray aaqa k sadqay Men ham sab Ko Shariat E Mutahhara Per Amal Kernay Ki madani sa'adat ata Farmaye. aameeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 14 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 14 فروری 2008 JAZAKILLHA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 23 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2008 MASHALLAH JESA KEY RABUNNOOR SHARIF HAMERY DERMYAN HAY LAKIN MASLA SHARE KRTI HUN LAMBI TEHMEEHED NAHI BAHNDTI " JESY KEY AJ KAL MAHFILL HO RAHII HAY MAles ki bhi aur females ki bhi tu femaless raat ko bhi mahfill ker rahii hain wo bhi full loud speaker mein raat ko 3 bajey takrbunn kahtam hoti hain aur loud speaker mein jo mahfil hoti hain kuch din phley hamery aalqy mein raat ki mehfill hoi mic pe aur fajer key waqt takrubunn kahatam hoi aur din mein jo hoi wo bhi full mic mein namiaziyoun ko bhi takleef hoi sawal yeh hay key kia aik aurat mic pe raat ko mahfil ker sakti hay??????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 24 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2008 sister ap apnay is swal k jawab k liye isi topic ki post #7 read karen. direct link: Orat Ka Loud Speaker Per Naat parhna jazakillah wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 25 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2008 madinah, ap ny baal katwany sy mutallik fatawa post kiye me ny kai ulama sy suna hy k kandhoon sy neechy neechy tak baal ktwana bilkul jaiz hy....aurat k liye, aur dekha jay to is se mardoon sy mushabahat b nhe hoti...... mgr in fatawa ko read kr k opposite lg rha hy us fatwy k jo me bata re hun.....??? agr baal isliye katwaey jain k lamby baloon me kangi krna kafi time consuming hotahy phir b najaiz hy??? (agr shoulders k neechy tak bal rakhy huay hun us soorat me...??) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 2 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 2 مئی 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ATT@RI@ مراسلہ: 10 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2008 mi ny Darul ifta say kuch sawal pochy thy un ka ans nhe mila.......jab k email add b likha tha....kia by mail ans aty hain ya by post?q k unhoo ny add b pocha hai????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 10 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2008 mi ny Darul ifta say kuch sawal pochy thy un ka ans nhe mila.......jab k email add b likha tha....kia by mail ans aty hain ya by post?q k unhoo ny add b pocha hai????? dear sister jawab by mail atay hain laikin address wo sirf apnay record k liye mangtay hain ager ap apna adreess nahi dena chahteen to poora mat likhain sirf city name street no etc likh den tab bhi sahi hay sirf ap ka profile ban jata hay un k pas is liye address manga jata hay or reply anay men time lag jaye to pareshan mat hon kion k hazar ha masail ba yak waqt poochay jatay hain or muftiyan e karam din raat us k jawabat denay men hi waqt sarf kertay hain mager time to lag jata hay jazakillah wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔