Jump to content

Ulema E Ahlesunnat Of Pakistan Role For Egypt And Syria


Sufism786

تجویز کردہ جواب

Dear Brothers... Asalamo Aliekum

 

May i know the role/stand of Ulema e Ahlesunnat of Pakistan for Egypt and Syria conflict.. Please share the current status of different Ahlesunnat ulemas Speeches/bayan or writings etc..

 

 

please must must share and contribute to this topic so we all peoples could come to know or clear that what ulema e Ahlesunnat Pakistan says about Egypt and Syria bloodshed...!

 

Ulema Ahlesunnat Pakistan ka role of bayanat of mokuf share k uarain taan ky hum sab jan sakay ke humarey ulema is maslay main kis k hami or kis k khelaf hain or haqeeqat jan saky asal waja wahan ki... Shukria

 

Jazak Allah

Sufism786f

Link to comment
Share on other sites

Salam alaqyum wr wb

Deen seekhnay meh time sirf keren in batoon per nahin. Kohi be bashahoor insaan ghair mulki waqiat per kohi tassur nahin pesh ker sakta jab taq us ko waqiat ka ilm nah ho. In mumalik meh khana jangi say joh log faida uthahen gay woh Wahhabi hen. Larahi kay aakhir meh wohi kuch hoga joh hota aya heh aur hota rahay ga. Yehni mazaraat e Awliyah, aur qaboor e momineen ko rocketoon, buldozeroon,  say mandam keeya jahay ga aur Sunni ulamah ka qatal aam keeya jahay ga aur phir resistance ko khatam kernay kay baad Saudi Arab kay dollars say Wahhabiat kee tableegh ko firogh deeya jahay ga aur nateeja wohi hoga joh Saudi Arab meh aap dekh rahay hen. Yehni Sunni bachen gay toh sirf chup chup ker Sunni rahen gay. Ahle Sunnat kay madaris o bilqul khatam keeya jahay ga state level per Wahhabi hakumat hogi joh Wahhabiat ko farogh deh gee. Aur is kee waja sirf ek hee heh ham Sunniyoon nay Jihad ko tarq ker deeya heh. Aur Deobandiyoon aur Wahhabiyoon nay qatal e aam ko apnay mazhab kay tahaffuz aur pehlanay ka tareeka bana leeya heh.  Agar aap in haqaiq ko mad e nazr rakh ker sochen toh khud samaj jahen gay kay kohi be Sunni Aalim Syria aur Egypt kay baghiyoon kay baray meh kuch acha nahin keh sakta keun kay in baghiyoon kee bunyad Wahhabiat aur woh Wahhabiat ko pehlanay kee khatar jang ker rahay hen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...