Jump to content

Ala Hazrat Ka Fatwa.


wasim raza

تجویز کردہ جواب

SAWAAL : GRAMOPHONE

KA KYA HUKM HAI ? JAWAB: BAAZ BAATON

ME ASL KA HUKM

HAI,BAAZ ME

NAHIN,GRAMOPHON E ME AGAR QURAAN

AZEEM HO IS KA SUNNA

FARZ NAHIN BALKI

NAJAAIZ,AUR AAYAT E

SAJDA US SE AGAR SUNI

SAJDA WAAJIB NAHIN. - HAALA'NKI YUN QURAN

SUNNE ME AUR AAYAT E

SAJDA PAR SAJDA

WAAJIB- AUR GAANE ME

ASL KA HUKM HAI AGAR

ASL JAAIZ YEH BHI JAAIZ AGAR ASL HARAM YEH

BHI HARAM,MASLAN

AURAT WA AMARD KI

AAWAAZ NA

HO,MAZAAMIR(MUS IC) KI AWAAZ NA

HO,ASH'AAR KHILAAF E

SHARA NA HO'N TO

JAAIZ HAI WARNA

NAHIN AUR QURAN

AZEEM KA SUNNA TO JID HAI KI IBADAT HAI AUR

AGAR GRAMOPHONE SE

SUNNA LAHAV(KHEL)

HAI KI WOH MOUZU HI IS

LIYE HAI AGARCHE KOI

NIYYAT LAHAV NA KARE,MAGAR ASL

WAJH'E KI TABDIL KOI

NAHIN KAR SAKTA FIR

JO MASALA IS ME BHARA

HOTA HAI IS ME AKSAR

SPIRIT KA MEL HOTA HAI AUR SPIRIT SHARAB HAI

AUR SHARAB NAJIS HAI

TO IS ME QURAN SHARIF

KA BHARNA HI HARAM

HUA.

(AL MALFOOZ SHARIF PART 3 PAGE 71).

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...