wasim raza مراسلہ: 14 اگست 2013 Report Share مراسلہ: 14 اگست 2013 SAWAAL : GRAMOPHONE KA KYA HUKM HAI ? JAWAB: BAAZ BAATON ME ASL KA HUKM HAI,BAAZ ME NAHIN,GRAMOPHON E ME AGAR QURAAN AZEEM HO IS KA SUNNA FARZ NAHIN BALKI NAJAAIZ,AUR AAYAT E SAJDA US SE AGAR SUNI SAJDA WAAJIB NAHIN. - HAALA'NKI YUN QURAN SUNNE ME AUR AAYAT E SAJDA PAR SAJDA WAAJIB- AUR GAANE ME ASL KA HUKM HAI AGAR ASL JAAIZ YEH BHI JAAIZ AGAR ASL HARAM YEH BHI HARAM,MASLAN AURAT WA AMARD KI AAWAAZ NA HO,MAZAAMIR(MUS IC) KI AWAAZ NA HO,ASH'AAR KHILAAF E SHARA NA HO'N TO JAAIZ HAI WARNA NAHIN AUR QURAN AZEEM KA SUNNA TO JID HAI KI IBADAT HAI AUR AGAR GRAMOPHONE SE SUNNA LAHAV(KHEL) HAI KI WOH MOUZU HI IS LIYE HAI AGARCHE KOI NIYYAT LAHAV NA KARE,MAGAR ASL WAJH'E KI TABDIL KOI NAHIN KAR SAKTA FIR JO MASALA IS ME BHARA HOTA HAI IS ME AKSAR SPIRIT KA MEL HOTA HAI AUR SPIRIT SHARAB HAI AUR SHARAB NAJIS HAI TO IS ME QURAN SHARIF KA BHARNA HI HARAM HUA. (AL MALFOOZ SHARIF PART 3 PAGE 71). اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔