Jump to content

Owaisi Sb Ka Kol Janabat Kay Hawalay Sy, Hawala Darkar Hay.


Bhai Jaan

تجویز کردہ جواب

ASSLAM O ALYKUM,

 

HAZRAT 1 NAY YEH AITERAAZ KIYA HAI AGER MUMKIN HO TO IS KA JAWAB ATA KAR DAIN

 

Ma'zarat Lekin Aaap Nafs-e Sawaal Ko Achi Tarah Samajhe Nahin. Pehla Nuqta, Aaap Ne Jawaab Mein Janabat Ko Do Qismoon Meh Baant Diya, Yeh Taqseem Kissi Bhi Fiqha Ki Kitaab Mein Mawjood Nahain. Agar Hai, Tho Please Uska Hawala Do? Doosra Nuqta, Fel Jaari Aur Uske Qabal Aur Baad Ki Baat Nahin. Koi Fiqhi Tareef Mawjood Nahin Hai Jisme do Qismoon Ko Is tarah Muarraf Kiya Giya Hai. Main Ne Fiqha Ki Kutub Ka Phoora Mutala Kar Ke Baat Kar Raha Hoon. Main Ne Hanafi, Shafi, Maliki Aur Hanbali Kutub Ko Kangaalne Ke Ba'ad Aap Se Istiftaa Kiya. Main Huzoor Faiz-e-Millat Ke Muhibeeen Se Hoon, Bahot Hi Mohabbat Aur Izzat Karta Hoon. Magar Iss Masale Ka Sahih Jawaab Zaroori Hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...