Zulfi.Boy مراسلہ: 4 اگست 2013 Report Share مراسلہ: 4 اگست 2013 (ترمیم شدہ) inke page ki request.... 1) hazrat nafe se riwayat hai ke hazrat farooqe azam jab kahi safar se ate to sarkar sallal la ho alaihe wassalam ko salam kehte(musannif abdur razzaq, baabul islam qabrun nabi)(musannif abne abi sheba)2) mawahib ludunya aur midraj un nabuwa me hai shabe wiladat me farishte hazrat amna khatoon ke darwaze per khare ho kar salato salam parhte..3) aur 70 hazar farishte subah aur shaam ko hazir hote hai.... is daleel ki bhi request haiaur agar koi aur dalail ho khare ho kar salam pharne ke to pages yaha upload kadeaj kal isi ki daleele log mangte hai Edited 4 اگست 2013 by Zulfi.Boy اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 4 اگست 2013 Report Share مراسلہ: 4 اگست 2013 ek eham daleel hai sure saffat ki ayat 181 jisy mukhalifeen bhi ain namaz ki halat mein qayam ki halat mein parhty hain...to jab ambiya par salam ain amaz ki halat me jayaz hai to baad namaz qayam ki halat me kyu mana hoga? 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 9 اگست 2013 Author Report Share مراسلہ: 9 اگست 2013 jazak Allahlekin inke pages bhi chahiye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔