Ashiqa Barelvi مراسلہ: 31 جولائی 2013 Report Share مراسلہ: 31 جولائی 2013 786 Kaha na jaaye, likha na jaaye, maqaam aisa hai ik wali ka Buzurg o bartar, laqab hai Haidar, ye zikr e aali hai us Ali ka Woh jiska Maulid hai khaana ka'ba, hai pehla manzar bhi roo e ka'ba Abul Hasan aur Husain hai jo, suhaag hai fatima kali ka Mah e walaayat, rah e sharee'at, woh Gaus o Khwaja ke pyare Baba Woh jiski naslen wali hain aur khud woh baadshaah hai har ik wali ka Woh fath e khaibar, Umar ka rehbar, woh 'ilm ke shehr ka jo hai dar Usi ki nisbat, buland himmat wahi to bal hai har ik bali ka Ali hain mujh se, main hun Ali se har ek momin ke woh wali hain Yeh qaul pyaara hai Mustafa ka, ye martaba hai mere Ali ka Sallallahu alaihi wasallam wa Raziyallahu anhum ajma'een Ya Ali mushkil kusha al madad! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔