Jump to content

Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasm Khana Shirk Hai Ya Makhru?


MunAAm

تجویز کردہ جواب

Allah ke alawa nabi o auliya ki qasm khana shirk hai ya makhroo 1 wahabi ki video dekhi jisne apni aqeeda sabit krne yane ummat shirk krti rahegi sabit krne k liye imam bukhari o muslim k naam se kaha unhone kaha hai Allah k alawa kisiki qasm khana shirk hai aur kaha aaj bohat se muslim allah k alawa kitno ki kasme khate hai to kya ye shirk nahi matlb ummat e muhammadi me saare nahi lekin shirk kregi...

aur

mazak me kisike sar ki kasm khana,maa baap bhai wagera ki qasm khana kaisa hai ?

Edited by Sag-e-Attar
Changed letters to lower-case. Please always use lower-case letters for easy read
Link to comment
Share on other sites

Walaikum as salam

Wahabia apny kufrieat ki waja sy kafir o murted hain yehi waja ha k un ko her bat main shirk nazer aata ha baki ghairullah ki qasam mana hai shirk nehi .

loag jo aam bol chal mai ( is ki qasam, tairi qasam , falan ki qasam) qasmain uthaty hian yeh qasmain sharaii nehi blky urfi hoti hain aisi qasmain uthanay sy kaffara nahi lazim aata.

jis tarah nazer ki 2 qismain hain isi terah qasem ki b 2 qismain hain Mufti ahmed yaar khan naeemi sahab nay is ki tafseel apnay fataway main bayan farmai ha . Mulaheza ho.

 

qasam.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...