Jump to content

Khudkushi Karna Kaisa?


Ashiqa Barelvi

تجویز کردہ جواب

Salam,

kya khudkushi har haal mein haraam hai?

1-Agar koi muhlik amraaz ka ilaaj na karwaye to yeh bhi khudkushi hai?

2-Apni ismat bachane ke liye khudkushi ki ja sakti hai?

3-Agar kisi ka shauhar ma'az allahi azzawajal murtid ho jaye ya bad mazhab ho jaye aur aurat ko talaaq na de to aurat zina se bachne ke liye khudkushi kar sakti hai?

Was salaam.

Link to comment
Share on other sites

Salam,

kya khudkushi har haal mein haraam hai?

1-Agar koi muhlik amraaz ka ilaaj na karwaye to yeh bhi khudkushi hai?

2-Apni ismat bachane ke liye khudkushi ki ja sakti hai?

3-Agar kisi ka shauhar ma'az allahi azzawajal murtid ho jaye ya bad mazhab ho jaye aur aurat ko talaaq na de to aurat zina se bachne ke liye khudkushi kar sakti hai?

Was salaam.

Khudkhasi bila waja apni jaan ko, niyatan, iradatan, koshishan, apnay hathon say,   kuch kha lena, ya unchi building say chalang lagana, ya chalti gari kay agay khara hona, yeh khud khasi heh. Khudkashi har halat meh haram heh. Apni amraaz ka ilaaj nah kerwana khudkashi nahin. Agar niyaat ho kay Allah (subhanahu wa ta'ala) sehat yaab keray ga, aur maut ho jahay toh shaheed kee maut heh. Apni ismat kay bachanay kay leyeh be khudkashi jaiz nahin. Agar khawand murtad ho jahay toh musalman aurat ka nikkah mansookh ho jata heh, talaq denay aur nah lenay kee zeroorat heh. Aurat ko iddat guzarni peray gee. Is kay ilawa aurat per joh be Nikkah meh sharahit rakhi gahi theen un per poora utarna zeroori nahin. Misaal kay tor per nikkah meh shart thee kay agar aurat talaq leh toh ussay mard ka deeya huwa haq mahir aur sona wapis kerna peray ga. Is shart per aurat ko amal kee zeroorat nahin keun kay aurat nay awal talaq nahin leeh mard murtad huwa. Kafir mard aur musalman aurat meh nikkah nahin ho sakta. Chaheh court meh forms fill keeyeh hoon, ya United Nations nay nikkah jaiz kerwaya ho.

 

Link to comment
Share on other sites

Musalman ko apnay Rab e kareem azzwajal kay fazal o karam say mayoos nahe hona chahay hargiz kisi haal mai

 

har haal mai Allah azzwajal ki rahmat say ummid rakhni chahay aur us ki madad par bharosa chahay kaisi bimari kaisi takleef kaisi uftaad aan pari ho

 

Allah azzwajal kay ata karda asbab ko ikhtiyar karna chahay jaisay elaaj mualja aur apnay ap ko jaan boojh kar halakat mai nahe dalna chahay.

 

Allah azzwajal ham sab ko tamam buraio, bimario , museebato , hadisaat say har burai say mahfooz rakkhay aamin

Edited by Tanveer Afridi
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...