Ashiqa Barelvi مراسلہ: 20 جولائی 2013 Report Share مراسلہ: 20 جولائی 2013 Salam, Hindustan mein 8 tole sone ki zakaat kya hogi? Please hisab kitab kar ke bataen ke kitni Indian ₹ money. Was salaam. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abu.Huzaifa مراسلہ: 22 جولائی 2013 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2013 7.5 taulay (taqreeban 87.47 gram) sona ya us sa bhe jo bhe ziada hai aur us par 1 saal guzar gaya tu zakat daini hoti hai total value ka 2.5 % yani har 100 rupay par 2.50 rupayagar 1 saaal nahe guzra tu jab 1 saal guzar jaaiy us waqt zakat laazmi hai is leay ahtiyatan loag ramzan say ramzan ka hisab rakh laitay hain takay aasani rahay aur sawab bhe ziada ho ramzan shareef ki barkat say..total gold ki qeemat lagwa kar us ki jo raqam banti hai us ka 2.5% zakaat daina hai.maslan india mai gold ka 19 july kay rate 10 gram gold ka faraz karain = 24,693.61 rupaytu aik gram kay 24,693.61 /10 = 2469.361agar total 8 tolay sona hai tu yei taqreeban 93.3105 grams banta hai93.3105 gram(taqreeban 8 tola) sonay ki 19 july ko qeemat banay gee93.3105 x 2469.361 = 230417.3095905 rupayitnay rupay ka 2.5 fi sad = 230417.3095905 * 2.5 / 100 = 5760.4327397625 rupay ahtiyatan thora ziada kar kay 6000...india kay hisab say sonay ki qeemat total sonay kay hisab say maloom kar kay us ka aisay he 2.5 fisad nikal lain..agar kisi kay pas sona na ho balkay sirf 52.50 tola chandi hai ya is ki qeemat kay barabar rupia hai ya kuch sona kuch chandi aur itna rupya ho jo sab mila kar 52.50 tola (taqreban 612.36 grams) chandi ki qeemat kay barbar ho jaiy ya ziada ho jaiay tu usay bhe zakat daini hogee. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 22 جولائی 2013 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2013 Gold ka current rate malum kar lain oopar hisab kitab bhe mukammal kia howa hai bas current rate kay hisab say kar lain india kay hisab say jo hamain nahe malom wo aap waha apnay local gold shop say he pata karain.. jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔