Ashiqa Barelvi مراسلہ: 10 جولائی 2013 Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2013 Woh chahta hai jisko jo nawaz deta hai kabhi nasheeb, to kabhi faraaz deta hai is imtihaa mein kamyab hai wahi jis ko zaban e shukr aur dil gudaz deta hai! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 10 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2013 Aap Allah ke noor hain Ishq ki raah ke noor hain Aap ke noor se musta'ar Mehr aur maah ke noor hain! Azzawajal and peace be upoun him اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 10 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2013 guzar gaien hukumaten, na takht hai na taj hai. sikandaron ka kal gaya, bata ke kaun aaj hai? Muhabbaton ne ye kaha gulam e mustafa piya. Yahi faqeer, auliya, dilon pe in ka raaj hai! Peace be upoun him and mercy of Allah upoun them. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 11 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 11 جولائی 2013 Ho jaan jaan par niyaz tab ibadat hai Qaza raza mein ho namaz tab ibadat hai Ho shah bhi gulam ayaaz tab ibadat hai Ayaa ho tujh pe jab ye raaz tab ibadat hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 11 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 11 جولائی 2013 Zameen o aasmaa,suraj hai kaukab bhi Muhammad ka Ye bahr o bar,adan kausar hai ye sab bhi Muhammad ka Tumhen kya kya bataon mein ke hai kya kya Muhammad ka Kiya jisne inhe paida hai woh Rab bhi Muhammad ka اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 11 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 11 جولائی 2013 Woh beshumar mein nahi jo chaar yaar mein hai Jo chaar yaar mein hai kul woh yaar e gaar mein hai Khumar e ishq ne kaha khuda gawah hargiz Woh zanjabeel mein nahi jo zehr e maar mein hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 12 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 12 جولائی 2013 786 Hadd e nigaah sehra hi sehra na gul, na aab Mehboob ke liye kiya hai khoob intikhaab Zair na gul, na aab, gulistaa se senke aankh Markaz, kashish, sabab ho safar ka faqat Janab! (peace be upoun him) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 13 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 13 جولائی 2013 786 Qaroon wa qaisaron se hai badh ke woh ameeri Mehboob ke hai dar ki jis ko mili faqeeri Aazadiyan na chahe aabadiyan na chahe Us zulf e jaan e jaan ki jis ko mili aseeri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 18 جولائی 2013 Author Report Share مراسلہ: 18 جولائی 2013 786Na 'ood, na hi ambar, lobaan, mushk e aahooNa gul koi mu'attar, na aur koi khushbooAllah paak ko hai mehboob sab se barh karRoze se rehne waale bande ke moonh ki boo اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashiqa Barelvi مراسلہ: 3 دسمبر 2013 Author Report Share مراسلہ: 3 دسمبر 2013 دل میں جگر میں جاں میں اجالا ہی ہوا ہے جو لمحہ لمحہ اور زیادہ ہی ہوا ہے احمد رضا سے پیار کیا جب سے قسم سے عشق نبی میں اور اضافہ ہی ہوا ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔