Jump to content

Kya Ham Ahle Sunnat Wal Jama't Shia Ho Jaeng? :-((


Rais.Khan

تجویز کردہ جواب

Assalam-o-alaykum va rahematullahe va barkatohu...

 

Mai hindustan ke gujarat ke ahmedabad shahr ka rahenwala hun. Alhamdulillh ahmedabad me hindustan k sabse jayad auliaallah aram farman hai. kher, kuchh sal pahele ki bat hai, ek mertaba kisi wajah se ek wahabi deobandi hazarat ke wahan jana pada. wo shahab bhole bhale sunnio ko ye kaha karte hai, ki ye jo sunni hai, barelvi, ye sahb kayamat se pahle 'SHIA' ho jaeng, or shia se milker 'Dajjal' ke sath ho jaeng, Astagfirullah. our majid ye sahb dhoka dene ahmedabad ke khanpur ilake me aram farma Allah ke Vali Hazart Shah Vajihuddin Gujarati Rahematullahe alayhe ke nam se ye bat kahte hai ki, agar shah vajihudding na hote to pure hindustan khas ker gujarat me ek bhi sunni (mer khyal se deobandi) na hota. our kahete hai ki Ahemad Shah Badshah r.a. jinho ne Shaher Ahmedabad basay, wo bhi shia hote. our apni bat sabit karne ke lie dalil ke taour per Ahmedabad ki Jama masjid ka hawala detey hai. Jama masjid me ek corner per hujra jaisa bana hai, kaha jata hai ke wahan rani our unki dasia ibadat ker sake islie use tamir kia gaya hai. to ye sahb kehte hai ki dekho jama masjid me Shio ke imam bade ke tarah ourto ke lie hujra bana haina. our ye sakhs ye bate kahe ke Shah Vajihuddin r.a. ke roze ki ziyarat ki davat bhi deta hai.

 

Ab mer sawal yeh hai ki iske bare me hamare ulema ka kya khayal hai? kya iske samne hamare pas koi dalil ya sabut hai? Barae maherbani is ke khilaf koi mawad ho to post kare.

 

Jazakallah,

 

Allah hafiz.

Edited by Rais.Khan
Link to comment
Share on other sites

Baee Isfahan say yahoodiyoon ka group niklay ga joh 70'000 kay qareeb hoon gay. Aur Najdi yehni Wahhabi Dajjal kay saathi hoon gay. Yeh hadith say sabat heh, baqi joh kohi hamaray khilaf kehta heh us kee bunyad kuch be nahin bas chavlen hen logoon kee. Aur chaval logoon kee chawal batoon per dehan nahin detay. Ulamah kee batoon ko suntay hen jahiloon kee baqwas ko nahin. Aapna aqeedah nazriya ulamah kay mutabik rakhen joh jahil logh hen un ko kohi sunneh kee zeroorat nahin. Mujjay agar kohi aam banda Surah Fatihah ka darjuma sunahay toh meh sunneh kay leyeh tiyar nahin hota. keun kay aaj woh Surah Fatihah ka tarjuma suna raha heh kal woh aur kuch sunahay ga aur meh deen kay maslay meh kissi ek kee bee baat sunneh ko tiyar nahin hota chahay us kee dari teen gaz lambi ho ya das gaz, deen sirf aur sirf ulamah aur woh be Ahle Sunnat kay ulamah aur woh be wohi joh Ala hazrat ka nazriya biyaan kertay hen is kay ilawah ko chor denh.

Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alikum.

 

Janab aisi be tuki batoon ka kia jawab dia ja sakta hai? Saboot to dawa karay walay par hota hai. Un sahab say un ki betuki batoon ka hawala to pocha hota. 

 

Dajjal kay sath jo guroh ho ga wo khawarij ka ho ga, or khawarij ki nishanian wahabion, deobandion main milti hain na kay ahlesunnat main.

Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alikum.

 

Janab aisi be tuki batoon ka kia jawab dia ja sakta hai? Saboot to dawa karay walay par hota hai. Un sahab say un ki betuki batoon ka hawala to pocha hota. 

 

Dajjal kay sath jo guroh ho ga wo khawarij ka ho ga, or khawarij ki nishanian wahabion, deobandion main milti hain na kay ahlesunnat main.

Walaykum alssalam,

 

Hazrat, Usne dalil ke tour per moharm sharif me jo khurafat kuchh bhole bhale kaho ya jahil, ase sunnio ki tarf point out ker ke kahta hai ki ye dekho moharram ko tajia dari karte hai, dhol bajate hai, matam manate hai, our inke ulema is mamle me kuchh ket nahi hai. wo ye dalil dete hai. our alhamdulillah Khawaja garib nawaz r.a. our ala hazrat r.a. ke faiz se in sha allah wo mujhe nahi bhatka sakta. allah k karm hai. Mer post kernek maksad sirf ye hai ki in ki nai nai chalo se parda uthe. our jyadase jyada sunni bhaio ki hifazat ho sake.

 

Jazakallah,

Allah hafiz...

Link to comment
Share on other sites

assalamoaly kum mera naam hashmat ali hai me saudi men rahta hun yahan par log kahte hai ki jab ap log sahi hain to yahan ake munazra karke sabit karo ki tum sahi nahin karrahe ho mujhe zeyada maloomat na hone kiwajah se chup rahna padta hai  :o

 ab ap koi mashwara den ya apne ulma se injahilon ko samjhayen ki ap log galat hain men sahi masware ka intezar karunga  (ia)

Link to comment
Share on other sites

assalamoaly kum mera naam hashmat ali hai me saudi men rahta hun yahan par log kahte hai ki jab ap log sahi hain to yahan ake munazra karke sabit karo ki tum sahi nahin karrahe ho mujhe zeyada maloomat na hone kiwajah se chup rahna padta hai  :o

 ab ap koi mashwara den ya apne ulma se injahilon ko samjhayen ki ap log galat hain men sahi masware ka intezar karunga  (ia)

walaikum assalam

                ghair aalim ko bad mazhab say behas karna or bad mazhab ki kitabain(books) parha mana hai..

ulama e ahlesunnat nay bad mazhabon ki har baat ka daleel say jawab dia hay..

Aap ulama ahle sunnat ki books ka mutala karain takay aap ki malomaat main izafa ho..

Link to comment
Share on other sites

Walaykum alssalam,

 

Hazrat, Usne dalil ke tour per moharm sharif me jo khurafat kuchh bhole bhale kaho ya jahil, ase sunnio ki tarf point out ker ke kahta hai ki ye dekho moharram ko tajia dari karte hai, dhol bajate hai, matam manate hai, our inke ulema is mamle me kuchh ket nahi hai. 

 

Jazakallah,

Allah hafiz...

Ulma to kehtay hain lekin wahabion ko nazar nahi ata.

http://www.islamimehfil.com/topic/14990-%D8%BA%DB%8C%D8%B1-%D8%A7%D8%B3%D9%84%D8%A7%D9%85%DB%8C-%D8%B1%D8%B3%D9%88%D9%85%D8%A7%D8%AA-%DA%A9%DB%92-%D8%AE%D9%84%D8%A7%D9%81-%D8%A7%D9%85%D8%A7%D9%85-%D8%A7%D8%AD%D9%85%D8%AF-%D8%B1%D8%B6%D8%A7-%D8%AE%D8%A7%DA%BA-%DA%A9%DB%92-%D9%81%D8%AA%D9%88/

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...