Jump to content

Shafayi, Maliki, Hambli Bahar E Shariat Say Aqaid Ka Bayaan Padh Sakte Hai?


MunAAm

تجویز کردہ جواب

On 5/29/2013 at 4:47 PM, MunAAm Attari said:

(salam)

 

Muhtaram Mun'am Attari Shafi'yi Bhai ,

 

WaAlaikumussalam & Islamimehfil Main Aap Bhi Khush Aamdeed!

 

 

 

On 5/29/2013 at 4:47 PM, MunAAm Attari said:

 

 

HANFI,SHAFAYI,MALIKI,HAMBLI KE AQAID ME KOI FARQ NAHI HAI TO KYA SHAFAYI BAHAR E SHARIAT JISME AQAID KA BAYAAN HO O PADH SAKTE HAI??

 

 

 

 

Ji han, Ahnaaf samait Baqi Aaima k muqalideen bhi Bahar-e-Shariat say aqaid ka baab parhain kionkeh aqaid ham sab sunnion k same hain.

 

 

On 5/29/2013 at 4:47 PM, MunAAm Attari said:

 

SHAFYI URDU BOOKS KAHA MILEGE AKSAR SHOPS PE NAHI HOTE KOI WEBSITE JANTA HO TO BATADE..

 

 

Is baray main mujhay ilm naheen , lekin guzarish hay keh aap shaf'yi Sunni urdu books talash karain kionkeh deobandi hanafiyat ki tarah shafi'iyat ka libada bhi orhay phirtay hain.

 

 

 

 

On 5/29/2013 at 4:47 PM, MunAAm Attari said:

 

 

I LOVE THIS WEBSITE

 

 

 

Jazak Allah Azawajal

 

Website pasand karnay ka shukria , isay mazeed behtar bnanay k leay koi suggestion ho to zroor btaeay ga aor ho skay to apni posts jari rakhain aor ilmi batain share krtay jain . Isitrah apnay doston ko bhi is website k baray main btain.. Shukria

 

Koi ghalati nazar aaye tab bhi Mut'la farmain takeh ghalati door ki ja skay.. Shukria

Link to comment
Share on other sites

  • 5 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...