Jump to content

Kawwa Khana Kaisa???


Iqra

تجویز کردہ جواب

Rasheed Gangoohi choonke Aakhiri umr men aankhon men "Motiya" utar aane se "Andhaa" ho gaya thaa, TO ghaaliban Syedi Aala Hadrat (ra) ne ye is liye kaha hay ke :

 

Pari hay Andhy ko aadat ke shorby se hee khaye

Bater haath naa aayee to Zaag le ke chaley

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Jazak ALLAH sister for sharing the fatwa

 

Firqa Zaghiya Deobundiyya kay nazdeek kawwa khana Mubaah nahi balkeh Sawaab ka kaam hay jaisa keh deobundion kay Mufti e Azam aur Murabbi etc etc Rasheed gangohi nay Fatawa rasheediyah main Kawwa khanay ko Sawaab likha hay.(Taleefat e Rasheediyah Pg #489 published Idara Islamiyat Lahore)

Aur inn ka Mufti Taqqi Usmani uss say bhi barra KAWWA BIRYANI ka aashiq nikla aur uss nay aik risala likh daala KAWWA HALAAL HAY.

 

jab Sunni inn sat kehtay hain keh Deobundi Tableeghi Raiwind main ja kar KAWWA BARYANI khaatay hain aur khoob Sawaab kamaatay hain

 

tau woh kehtay hain keh nahi ji woh aik Khaas kissam ka kawwa hota hay jis ko Aq-Aq kehtay hain. hamaray gangohi sahib tau uss kay Shorbay kay aashiq thay

 

 

jab keh inn kay rasheed gandohi jin ka ailaan hay keh HAQ WOHI HAY JO RASHEED GANDGOHI KI ZUBAAN SAY NIKALTA HAY(Tazkira tul Rasheed Vol_2 pg#17 by molvi Aashiq Meerathi published Idara Islamiyat Lahore)

 

 

iss liye main inn kay rasheed gangohi sahib ki zubaan say iss ki tasdeeq bhi karwa doon keh uss ki muraad koi khaas Aq-Aq naam ka kawwa nahi tha balkeh uss ka kehna hay keh

 

yeh jo kawwa bastion main phirta hay agar yeh Aq-Aq na ho tau bhi Halaal hay.(Tazkira tul Rasheed Vol_1 pg#178 by molvi Aashiq Meerathi published Idara Islamiyat Lahore)

 

 

Listen thes Clips for details.......

 

Voice of Maulana AbdulSattar Hamdani sahib (ex Deobundi)

Crow_Eater_Deobundis_1.rm

 

Vaoice of Maulana Syed Muzaffar Husain Shah sahib

Crow_Eater_Deobundis_2.rm

Edited by Ubaid-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

A'la Hadrat, Azeemul Barkat, Imaam-e-Ahle Sunnat, Ash Shah Imam Ahmed Raza Khan al-Qaadiri Muhaddith Bareilwi (alaihir rahmah) nay aik risala Daf��y e Zaygh e Zāgh "دفع زیغ زاغ" kay naam say likh aur uss main gandgohi say kawway kay halaal hnay say mutaliq 40 sawaal kiye

 

Jab Rasheed gandgohi nay woh sawaal sunnay aur ussay pata tha keh woh saaray kawwa Khor ikathay kar kay bhi unn 40 sawalaat kay jawab nahi day sakta tau unhon nay mukhtalif heelay bahnay kar kay jawab dainay say inkaar kar diyya.

 

 

aaj tak Firqa Zaaghiyyah Deobundiyyah par woh 40 Sawaal udhaar hain aur aaj tak woh apni Favourite KAWWA BARYANI ko jaiz sabit karnay kay liye unn sawaalon kay jawab nahi day sakay

 

aap bhi mulahiza farmain

 

Title.jpg

03.gif

04.gif

05.gif

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Main nay uper Rasheed gandgohi ka ik fatwa post kiyya tah keh uss nay hinduon kay tehwaron ki Holli Deewali ki cheezain khaanay ko jaiz likha hay.

Jis par hindu apnay mantar aur deegar Geetain parhtay hain aur jaanay uss main Gaaye(Cow) ka kaya kuch daaltay hon gay kiun keh unn kay liye woh sub kuch mutabarrak hota hay

 

laikin Deobundi uss ko shok say kha jaatay hain.

 

post-367-1186520762.jpg

post-367-1186521683.jpg

 

 

Aur jub koi Sunni Muslman Gyarhween Shareef kay tabarruk par Qurani ayaat parh kar doosron ko khilaata hay tau deobundi kehtay hain keh yeh tau haraam hay aur Gyarhween ka khaana aisay hay jaisay Pig khaana.(Ma'az ALLAH)

 

khair iss ka nateeja tau yeh khud bhugatain gay INSHA ALLAH.

 

 

Hinduon ki holli Deewali ki pooriyan khaanay aur bantwaanay main siraf rasheed gandgohi hee shamal nahi tha balkeh poori deobundi jamaat hee hinduon kay khair khwah hain aur unn kay Kufriyyah aur Shirkiyyah GEETAAON aur MANTARON wali cheezon ko khaanay ko haraam nahi smajhtay

 

ALLAH jaanay Deobundion ki Khaana Saaz Shariat Qurani ayaat parhnay say khaana kaisay haraam ho jaata hay

 

laikin

 

Kufriyyah aur Shirkiyyah alfaaz parhnay say kiun nahi haraam hota.

 

Deobundion ki yeh khaana Saaz Shariat na jaanay kiss Hindu Deota ko khush karnay kay liye hay.

 

 

Darulifta Deobund ka taaza fatwa

 

Question # 287

 

میں ایک انجینئر ہوں اورسنگاپور میں ماسٹرس لیول کا کورس کررہا ہوں۔ میرے دوستوں اور ہم پیشہ لوگوں میں عموماً ہندو اور سکھ ہیں۔ وہ کبھی کبھی مجھے پرساد کی پیشکش کرتے ہیں اور مجھ سے گردوارہ میں جانے اور لنگر میں کھانا کھانے کے لیے کہتے ہیں۔ میں ان کا پرساد یہ سوچ کر لے لیا کرتاہوں کہ یہ ایک مٹھائی ہے اور ان کے لنگر میں اس نیت سے چلاجاتا ہوں کہ یہ سکھ بھائیوں کی دعوت و میزبانی ہے۔ نیز، غیر مسلمین کے ساتھ رہتے ہوئے اس طرح کی چیزوں سے بچ پانا بڑا مشکل ہوتا ہے۔ براہ کرم، شریعت کے حکم سے مجھے مطلع فرمائیں، کیا درج بالا نیت سے پرساد لینا، گردوارہ جانا اور لنگر کھانا جائز ہے یا ناجائز؟ والسلام

 

Answer

 

(فتوى: 400/هـ=599/هـ)

 

 

وہ پرساد یا لنگر کا کھانا فی نفسہ حرام نہیں ہوتا وہ لوگ از خود دیدیں تو لے کر کھالینے کی گنجائش ہے۔

 

واللہ تعالیٰ اعلم

 

دارالافتاء، دارالعلوم دیوبند

 

post-895-1186537107.jpg

Edited by Ubaid-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

  • 9 months later...

اہل تشیع کے نزدیک بھی کوا حلال ہے

 

 

الحسن بن سعید عن خضلی عن ابان عن زرارہ عن احدھما علیہ السلام انھ قال انّ اکل الغراب لیس بحرام انّما حرام ما حرّمھ اللہ فی کتابھ ـ

 

ترجمہ : ـ

 

زرارہ نے حضرت امام رضا سے روایت کی ہے کہ آپ نے فرمایا ـ کوّا کھانا حرام نہیں ـ حرام وہ ہے جسے اللہ تعالی نے اپنی کتاب میں حرام فرمایا ہو ـ

( تہذیب الاحکام ، جلد 9 ، ص 18 ، فی الصید الخ )

 

( وسائل الشیعہ ، جلد 16 ، ص 396 ، کتاب الاطعمۃ و الاشربۃ الخ )

فرقہ غربیہ یعنی دیوبندی کوّا کو حرام کیسے بول سکتے ہیں جب بڑے بھائی اہل تشیع نے اسے حرام نہیں کہا ـ

 

 

کوّا چلا حنس کی چال اپنی چال بھی بھول گیا

 

 

یہ نہ سمجھنا کہ میں نے شیعوں کو حنس کہا ہے ـ ہاں میں دیوبندیوں کو کوّا ضرور کہا ہے ـ

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...