Jump to content

Salam PLzzzzz PLzzzzzzz Read it


S_S_G_Commando

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

pyare bhai, apko im per welcome. ap ne likha ke yahan sirf sunni atey hain aur faida sirf apno tak mehdod ho ker reh jata hai. tu yeh bat ghalat hai. yahan agerche wahabi zyada discussions ke lye nahi arahe mager is ka ye matlab nahi ke unko site per ban ker dya gaya hai.. kya Sirf aur Sirf full wahabyon ki jo sites hain wahan ap nahi jate hain?

 

dosri bat ke jo sunni hain woh khud apne aqaid se itne dor hain ke aaj jo

Link to comment
Share on other sites

I m agree with Ubaid-e-Raza, but aik baat Ghulam Murtaza Attari bhai ne achi kahee hai keh

hamain surfing karni chahiye aur apney aap ko defend karna iss soorat main sahi ho ga agar

hamain islam kee achi knowledge ho gi ..

 

Wasalaaam

 

Imtiaz Attari

Link to comment
Share on other sites

mein bhi agree kurti hon aap say mujh ko bhi kuch dino say is baat ka khayal arha tha kay hum yahan atay hain achi baat hai but pk mein jo jo log rehtay hain un sab say request hai kay wo log bahur niklay surfing karain dosray forum mein jain aur apna maslak zahur karay bina logon ko sahi aur ghalat ka farq batain aur bohut mazrat kay saath aaj kal jo pakistan kay halat dukh sirf is laey ziyada hota hai kay aik muslim country ho kur itnay buray halat hain jo jo sunti hon tu dil rota hai aap sab bayon say request kurti hon kay bahur freinds banahain aur un ko islaam ki taraf lanay ki try karain un apni mahrum na mahrum ki hud bataey un ko zanah kay baray mein batain waldain ki izzat aur haqooq kay baray mein meri bohut si freinds batati hain kay pkk mein bohut buray halat hain canada usa kay tu kya kehnay but hum pehlay khud tu apni manzil seedhi karain na? tu chalin aaj say hum sab aik naiee manzil ki taraf chaltay hain hum sab bahan bahi aaj say is post kay zaryay new missin ka aaghaaz kurtay hain aur yahan aakur batanaa bhi hai kay hum nay kya kiya chlain tu :) bismilah

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Alhamdu Lilah (azw) Bataye Baghair Bhi Kam Ho Sakta Hai.. Aur Ho Raha Hai.. Aur Kitna Ho Raha Hai.. Is Key Liye Main Aapko Sirf 2 Barey Urdu Forums Ki Misal Doun Ga.. Jis Mein 1 Per Hamarey Isi Forum Key Users Ki Mehnat Sey Islam Section Mein Ikhtilafi Material Post Kerney Per Ban Lag Gaya.. Jab Key Pehlay Wahan Sirf Wahabyon Ki Posts Ki Bharmar Thi..

 

2nd Forum Per Wahan Key Wahabi SM Ko Farigh Ker Diya Gaya Hai...

 

Tu Is Key Liye Awal Tu Wahan Post Kerney Waley Ka Zehn Dalail Sey Bhara Howa Hoo.. Yeh Nhin Key Jawaban Reply Mein Idher Udher Ki Batein Hoon.. Ya Uski Daleel Ka Rad Na Ho.. Tu Is Sey Dosrey Users Per Bura Asar Perta Hai Key Sunnis Key Pas Jawab Nhin Hai..

 

Tu Pehlay Apney Aqaid Mein Mazboti Bey Had Zarori Hai.. Werna Faida Ki Bajaye Nuqsan Hoga..

 

Aur Alhamdu Lilah (azw) IM Ko Yeh Advantage Hasil Hai Key Is Forum Ki Madad Sey Jahan Hamarey Apney Users Key Zehn Mazboot Ho Rahay Hain Wahan Woh Aada Ki Sakobi Bhi Ker Rahay Hain.. Ager Unko Yahan Share Nhin Kiya Jata.. Tu Iska Yeh Matlab Nhin Key Hum Yahan Tak Hi Mahdod Hain...

 

Aur Is Forum Ki Madad Sey SUNNI URDU USERS Ko Buhut Faida Ho Raha Hai.. Key Jis Cheez Ka Mutalba Un Sey Kiya Jata Us Key Dalail Woh Yahan Sey Ley Ker Jawab Detay Hain..

 

Per Deger Forums/Paltalk etc Per Kisi Ko Dawat Deney Sey Pehley Hazar Bar Soch Liya Kejiye Key Woh Kiya Sirf Islam Section Tak Hi Mahdod Rahay Ga..? Ya Ager Forum Ki Deger Categories Mein Jaye Ga Tu Us Mein Bhi Deeni Maslahat Pesh-e-Nazer Hogi? I Think Abhi Jo Halat Hamarey Sunnis Key Hain Un Mein Yeh 90% Na Mumkin Nazer Aata Hai.. Hamarey Aksar Sunnis Aisay Forums Per Sirf Lahw-o-La'ib Kamoun Mein Mashghol Hotey Hain.. Jis Ki Hazaron Misalein Mojod Hain.. Tu Aisi Jaghon Per Sirf Usko Dawat Dejiye Jis Per Aapka Dil 100% Satisfied Hoo Key Yeh Deen Ka Hi Kam Kerey Ga..

 

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...