Rais.Khan مراسلہ: 19 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 19 اپریل 2013 Assalamo-alaykum-va-rahematullahe-va-barkatuhu.Kuchh din pahle mai Kuran Sharif ke bareme hindi me jankari search kar raha tha, google per. Mer maksad Ahlesunnat va jamat ki hindi zaban me website khojna tha, magar mujhe Shia, Ahle Hadith aur Hinduon ki sites hi hath lagi. Usme hindu sites deth ker khun kholne laga, me chaht hu inhe hindi zaban me hi jawab die jae, hindi website create kar k.Bahrhal mujhe ek hadees sharif per kie gai galeez bakwas ka jawab dena hai, barae maherbani mer madad kare. Us najees page ka address ye hai. (edited by admin: please sunni sites kay alawa aur koi site ka link na dain )Mujhe ise jawab dena hai, Islami Mahefil se ummid hai ki meri madad ki jaegi.Muje Madni Community ke is pyare or noorani fourm ke rulse thik se pata n hai, agar koi galti ho jati hai to rahenumai farmaye.Jazakallah,Allah hafiz. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 24 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2013 as salam alaikum janab aap un kay aaitaraazat ko urdu mai yaha post karain in sha Allah us kay jawab mil jaiay gain phir aap unhain hindi mai tarjuma kar leajay ga ya agar aap hindostan mai hai tu waha kay muqami ulama ki hindi ki kitabo say bhee malomat hasil kar saktay hain .. dawateislami.net par hindi mai kuch kitabain maujood hain mukhtalif deenimozo par. jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔