Jump to content

Shirk Ka Khof Nahi?


Smart Ali

تجویز کردہ جواب

salam

hazrat oper jo app nay link diya. us may shirk per bohat achi bahes hoi or bohat achay jawab diya. mager us may is chees ki wazahat nahi ki gayee kay ya hadith srif sahaba kay liya thi ya poori ummat kay liya. ahle kahbees keh rahey hien kay ya SHIRK KA KHOF NAHI. srif sahaba say khitab tha. sahaba ko kaha tha. us ko poori ummat per lagoo nahi ker saktay.

Link to comment
Share on other sites

salam

 

bukhari muslim etc..ki ahadees me nabi kareem aleh salam ne mukhatib bazahir sahaba ko kiya tha par muraad hum jaisy gunahgaar thy...kyunki agar aisa na hota to phir sahaba ikram par duniya ki mohobbat me giraftaar hony ka ilzaam aaid hota par aisa nahin tha wo muqaddas shaksiyaat to duniya ko thokron par rakhny waly thy wo kahan duniya ki mohabbat me giraftaar ho sakty thy....is liye manna parega ki na wo shirk me giraftaar huey na hum par han humny duniya ko or iski maal dolat ko apna mehboob bana liya....ye kese ho ksata hai ki nabi akhri uz zaman jo shirk ko mitnay aaye thy unki aamad ke baad bhi ummat (aksariyat) shirk me mulavviz rahy phir to aapky baisat ka maqsad hi be mani ho jayega....isliye sawad e azam kabhi shirk me mulavviz na huey na hongy...is par ek or hadees bhi gahwah hai ki nabi kareem sallallaho aleh wa sallam ne "UMMAT" KE LAFZ KE SAATH SHIRK KI NAFI KI HAI.....muslim waghera me ummat ka lafz na sahi par aapki muraad ghair sahaba (baad me aany wali ummat jo dunia ki talabgaar hogi) hi thy.....

 

or phir bhi wahabi israar karty hain ki nahin bukhari ki hadees se murad sahaba ikram hi hain to phir humy kehna hi parega ki aapka rifz bhi khulkar samne aa hi gaya ..ki jaisy shiya sahaba ikram par mal or dolat ke harees hony ka ilzaam lagaty aaye hai aap bhi unsy kam nahin ho...choty rafzi jo tehry...

 

riya kari.jpg

Link to comment
Share on other sites

hazrat aik information chahiya. ya jo hadith mien nay attach ki hay. is hadith ki heading may likha hay "UMMATI" ya hadith ki heading mien nay bohat dhoondi bhukair shareef or Muslim shareef may. kahi nahi milli. mien nay ahle kahbees ko bola kay heading perh lo. heading may bhi likha howa hay UMMATI. un ho nay kaha kay ya hadith ki heading kiss hadith ki book may hay. barai madinah bata diya ya hadith ki heading kiss book may hay. book ka naam, jild# or baab wagirah bata dien

 

post-367-1168805221.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Mager Mishkat shareef may jo hadith hay jo oper us ka scan page laga howa hay. us may to hadith ki wording may bhi UMMATI hay. jub kay jo mien nay attach ki hay hadith us ki hadith ki wording may UMMATI nahi hay. srif HEADING may hay.

 

 

مسٹر اسمارٹ علی

کیا آپ سیدھی سی بات بھی سمجھنے سے قاصر ہیں، آپ نے جو اسکین دیا ہے اُس میں صاف اور واضح الفاظ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمائے کہ "ہماری ملاقات کی جگہ حوضِ کوثر ہے" جس کا مطلب ہے کہ صحابہ کرام رضوان اللہ علیھم اجمعین کے دلوں میں دنیاوی محبّت نہ ہوگی اور اُن سے حوض کوثر پر ملاقات کی بشارت عطا فرمائی جارہی ہے، بلکہ یہ بعد میں آنے والے اّمّتیوں میں ہوگی۔ یہی بات توحیدی بھائی نے سمجھانے کی کوشش کی ہے۔

 

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

kiya is ka jawab urdu may nahi ho sakta???? 

 

Salam alayqum wr wb

 

Janab meray pass time nahin kay meh har zubaan meh apnay articles ka tarjuma kerta phiroon. Agar kohi ahle ilm heh toh ussay denh woh tarjuma ker deh ga. Agar kohi hadith joh is meh heh jissay aap Ahle Sunnat kay mowaqif kay khilaaf samajtay hen toh pesh ker denh meh us kee wazahat ker doon ga. Magar saray article ka jawab denay kay leyeh khadam kay pass time nahin.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...