Saeedi مراسلہ: 4 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2013 786 7 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 9 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2013 (ترمیم شدہ) aaye main app ko phir se samjhaane ki koshish karta hun, halanke main samjha chukka hun lekin shayad aap samajhna hi nahin chahte kher main to apna farz poora Karun phir aap jaanen ap ke emaal:<o:p></o:p> sheikh nanotvi sahb ka maqsad yeh hai ke agar awam khatim ke sirf ye hi maana len ke RasoolAllah (peace be upon him) Allah Pak ke aakhri nabi hen (yani khatmiat e zamani) to aesa nahin hai, kyun ke khatim ke maana khatmiat e zamani ke saath saath khatmiat e martabi bhi hai aur fazilat khatmiat e martabi mein hai khatmiat e zamani mein nahin wo is liye kyun ke phir us mein RasoolAllah (peace be upon him) ki bazaat kuch fazilat nahin nikalti.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> ab yahan par jo baat samajhne ki hai wo yeh hai ke sheikh nanotvi ne awam ka khayal yeh bataya hai ke wo khatim se muraad sirf khatmiat e zamani ke lete hen, to yahan hasar karne ko awam ka khayal bataya hai. awam yahan khatim ke lafz ko literally lelete hen ke is ka matlab sirf aur sirf aakhri nabi ke hen halanke is mein khatmiat e martabi bhi chupi hai jo awam ko tehzeer un naas se pata chali.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> ab agar koi yeh kahe ke nahin nanotvi sahb ki ibarat mein hasar nahin hai to is ka jawab ye hai ke agar hasar nahin hai to phir aap yeh bhi maanen ke sheikh nanotvi ne (nauzubillah)inkar e khatme nabuwwat kya hai. lekin aap yeh bhi nahin keh sakte kyun ne Munazra e Ajeebah mein kayi jaga pe nanotvi sahb ne khatme nabuwwat ka iqrar kya hai aur usay apna deen aur emaan maana hai.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Munazra e Ajeeba koi alag kitab nahin balke tehzeer un naas ki hi sharah hai aur usi ke mutaalliq sawalat ke jawabat hen.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Aap ne kaha ke sheikh nanotvi sahb ne munafiqana iqrar kya hai to aap ke pas kya sabot hai is bat ka? Agar saboot tehzeer un naas wali ibadat hai to ape k circle mein hi ghomte rahiyye aur bar bar ek hi baat duhraate rahiyye, bad mein khud musannif sahb ne jo munazra e ajeeba likhi hai wo bhi to dekhen us pe bhi to nazar Karen, aur un ke wahan khatmiat e zamani ke iqrar ko munafiqana kehna ek sufaid jhoot ke ilava kuch nahin.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Dosri baat yeh ke aap ne phir mere sawal ko gol kardya, chalen phir se pochta hun bauhat hi asan alfazon mein:<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Kya sheikh nanotvi sahb ki tehzeer un naas wali ibarat sirf raza khan barelvi ko hi nazar aayi thi? Un ke ilava aur kon kon se ulema the jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir qaraar dya?<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Mere aakhri post ka jawab to aap ne dya hi nahin.<o:p></o:p> <o:p> </o:p> Aur ab bhi agar mere jawab dene mein koi kasar reh gayi hai to zaroor aakhri had tak samjhayi jaegi InshaAllah.<o:p></o:p> Edited 9 اپریل 2013 by -Mazhar- Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 11 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 11 اپریل 2013 ALLAH 4 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 12 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 12 اپریل 2013 (ترمیم شدہ) tum kehte ho ke sheikh nanotvi sahb ne kufr kya hai ke RasoolAllah (peace be upon him) ko aakhri nabi nahin maana, kyun jhoot bolte ho? Kya munazra e ajeeba mein unhon ne is ko apna deen aur emaan nahin maana hai? Aur jab unhon ne khatmiat e zamani ko apna deen aur emaan mana hai to phir un ko kaafir kehna kahan ka insaf hai? Aur tum ne jo maktoobat e qasim ke hawale mein jo ibarat pesh ki hai, wo poori ibarat pesh karo aur us ibarat ka tarjuma bhi to do. Aur mera sawaal to wahin ka wahin khara hai, main ne poch tha ke mujhe wo ulema batao jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir qaraar dya, un ke naam batao aur un ke fatwe dikhao, tum to ulta nanotvi sahb ki hi ibarat pesh kar rahe ho aur baat ko ghuma rahe ho. Agar tehzeer un naas ki ibarat itni hi saaf thi to Hindustan aur poore aalam e islam mein kin kin ne fatwa dya zara batao to sahih? Halanke asal baat yeh hai ke raza khan barelvi ne aesa jhoot bola ke kisi ne un ka saath tak nahin dya aur un ki is takfeer ka hissa banne se saaf inkaar kardya. Raza khan ne harmain shareefain se galat fatwa le to lya lekin bad mein harmain shareefain se wo fatwa wapis hogaya aur ulema e deoband se tasdeeq hone ke baad harmain shareefain ne phir raza khan ki chaal samajh li. Utho aur haqeeqat ko jaano,haqeeqat yeh hai ke raza khan barelvi ne ulema e Hindustan aur deegar ulemaon ko kayi khat likhe aur apna saath maanga lekin un ulemaon ne raza khan ko saaf mana kardya aur ulema e deoband ko ahle sunnat hi samjha, to kya wo ulema galat the aur tum sahih ho? Aur tum ne jo ek hi tarah ke 15 sawaal kye hen, un ka jawab to ek line ka hi hai aur wo yeh hai: Tehzeer un naas mein sheikh nanotvi ne khatmiat e zamani ka inkaar nahin kya aur is ka saboot yeh hai ke unhon ne tehzeer un naas ki hi sharah munazra e ajeeba mein khatmiate zamani ko apna deen aur apna emaan maana hai aur is ke inkaar karne waale ko kafir kaha hai. Un ki is taujeeh se baat saaf hogayi lekin raza khan ko ehle sunnat ke 2 tukre karne ke liye angrezon se hukum mila tha aur unhon ne apni agent ki job bharpoor ada ki lekin afsos wo nakaam hogaye aur ilzam aj tak ilzam hi hai jurm aaj tak saabit nahin hua. Edited 12 اپریل 2013 by -Mazhar- Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 12 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 12 اپریل 2013 6 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 14 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 14 اپریل 2013 786 6 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 15 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2013 جناب مظہر صاحب، جب ایک موضوع دونوں فریقین کا طےشدہ ہے تو دیگر الزامات یا اعتراضات کو اس ٹاپک سے علیحدہ رکھیں۔ آپ نے اپنی آخری پوسٹ میں جو انگریز نوازی و پاک وہند کے علما کے فتاوی کے متعلق جو بھی الزامات لگائے اول تو ان کے جوابات پہلے سے فورم پر موجود ہیں، دوئم یہ کہ طے شدہ موضوع سے متعلق بھی نہیں۔ لہذا ان سے پرہیز کریں۔ بصورتِ دیگر آپ کی آئندہ پوسٹنگز سے کوئی بھی غیرمتعلقہ الزام یا اعتراض بغیر کسی وارننگ کے حذف کردیے جائیں گے۔ نانوتوی کی تحذیرالناس کے متعلق آپ کا موقف یہ ہے کہ انہوں نے مناظرہ عجیبیہ میں اپنے موقف کی توجیح پیش کردی لہذا ان پر کفر ثابت نہیں۔ اس کے جواب میں سعیدی صاحب نے آپ دیوبندیوں کے ہی مسلم عالم دربھنگی کے حوالے سے اس ضمن میں ایک اصول پیش کردیا۔ اب اپنے ہی عالم کے اس اصول کو مدِنظر رکھتے ہوئے تحذیرالناس کے کفر کا رد پیش کریں۔ ورنہ آپ جیسے غیرمستند دیوبندی کے اصول پر دربھنگی کے اصول کو فوقیت حاصل ہے اور اسے ہی مانا جائےگا۔ سعیدی صاحب کے 15 سوالات جنہیں آپ ایک ہی طرح کا قرار دے رہے ہیں برائےکرم ان کا جواب دیں۔ چاہے ایک ہی طرح دیں، لیکن نمبروار طریقے سے دیں تاکہ دیگر حضرات بھی آپ کا جواب پڑھ کر آپ کا موقف سمجھ سکیں۔ اب اگر آپ نے اگلی پوسٹ میں پھر ان سوالات سے منہ چھپانے کی کوشش کی تو افسوس کے ساتھ اس بحث کو یہیں ختم کردیا جائے گا۔ 2 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 16 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 16 اپریل 2013 2 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 16 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 16 اپریل 2013 تھریڈ ان شاٗ اللہ بند نہیں کیا جائے گا۔ لیکن فریقین اگر اصل طے شدہ موضوع سے ہٹنے کی کوشش کریں گے تو انہیں منتبہ کرکے قوائدوضوابط پر پابند کیا جائے گا تاکہ یہ تھریڈ بحث برائے بحث کی نظر نہ ہوجائے۔ غیر ضروری پوسٹ فی الحال ہٹا دی گئی ہیں۔ امید ہے کہ مظہر صاحب باقاعدگی سے جواب عنایت فرمائیں گے۔ Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 18 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2013 (ترمیم شدہ) aap ke post # 56 ka jawab: mirzai to yeh kehte hen ke ghulam ahmed qadiani nabi hai, wo to saaf saaf inkar e khatme nabuwwat kar rahe hen aur isi waja se kaafir hen. lekin sheikh nanotvi ne to khatm e nabuwwat ko apna deen aur emaan mana hai. yahan pe mirzaion ka zikr lana topic se hatna hai hum is waqt mirzaion ki baat nahin kar rahe hen. aap ne kaha ke ek jaga shaan na maanna aur wohi baat doosri jaga manna kufr nahin hai, to jawab yeh hai ke yeh to do opposite baaten hogayin, in mein se ek baat sahih hosakti hai, yaa top aap kahen ke maana ya kahen nahin maana, yeh kehna ke jahan maana hai wahan un ka aetbaar nahin kya jasakta siwae jhoot ke kuch nahin hai. ap khud hi confuse horahe hen. aap ne jo hissa munazre mein pesh kya hai main ne us ka tarjuma ap se maanga hai, to aap hi den main kisi aur se kyun karwaon? aap ne ibarat pesh ki hai to tarjuma dena bhi ap ka hi farz hai kisi aur ka nahin. ap ne jo ibarat pesh ki wo mere samajh mein nahin aarahi hai main kese ap ko jawab dun? aap ne kaha ke ap ne sheikh nanotvi aur maulana thanvi sahb ka bayan naqal kardya hai baqi ap unhi se poochen to janab kya ap ke log aur ap ke ulema kya hindustan ke kisi bhi ulema ko nahin jaante jis ne sheikh nanotvi ko kaafir kaha ho? agar sheikh nanotvi ne baqol aap ke kufriya ibarat kahi hen to kya poore aalame islam mein koi bhi sacha musalman nahin tha ke unhon ne sheikh nanotvi ki ibarat ko parha ho aur kaafir kaha ho siwae ap ke raza khan barelvi ke? ap na post # 56 mein kaha ke 30-35 saal pehle jin ulema ne takfeer o tazleel ki to ap hi bataen wo kon se ulema hen aur un ke fatwe pesh karen. hum mulzim ke saathi hen mujrim ke nahin. agar jurm hai to jao court mein apna bayan le kar aur sheikh nanotvi ko kaafir qaraar karwalo agar sache ho to. جناب مظہر صاحب، جب ایک موضوع دونوں فریقین کا طےشدہ ہے تو دیگر الزامات یا اعتراضات کو اس ٹاپک سے علیحدہ رکھیں۔ آپ نے اپنی آخری پوسٹ میں جو انگریز نوازی و پاک وہند کے علما کے فتاوی کے متعلق جو بھی الزامات لگائے اول تو ان کے جوابات پہلے سے فورم پر موجود ہیں، دوئم یہ کہ طے شدہ موضوع سے متعلق بھی نہیں۔ لہذا ان سے پرہیز کریں۔ بصورتِ دیگر آپ کی آئندہ پوسٹنگز سے کوئی بھی غیرمتعلقہ الزام یا اعتراض بغیر کسی وارننگ کے حذف کردیے جائیں گے۔ jo bhi baat mainne kahi hai wo hassam ul harmain ke hawale se hi kahi hai, koi alag baat shuru nahin ki. sheikh nanotvi pe kufr ka ilzam hassam ul harmain mein hai, to main ne yeh pocha tha ke aur kon kon se ulema hen jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir kaha? meri baat bilkul topic par hai, wo baat alag hai ke is baat ka ap logon ke pas koi jawab nahin to is ko nazar andaz karne ke liye delete kardoge. saeedi sahb ne jo mirzaion ka topic nikala wo bhi to alag baat hai us se bhi un ko roko. نانوتوی کی تحذیرالناس کے متعلق آپ کا موقف یہ ہے کہ انہوں نے مناظرہ عجیبیہ میں اپنے موقف کی توجیح پیش کردی لہذا ان پر کفر ثابت نہیں۔ اس کے جواب میں سعیدی صاحب نے آپ دیوبندیوں کے ہی مسلم عالم دربھنگی کے حوالے سے اس ضمن میں ایک اصول پیش کردیا۔ اب اپنے ہی عالم کے اس اصول کو مدِنظر رکھتے ہوئے تحذیرالناس کے کفر کا رد پیش کریں۔ ورنہ آپ جیسے غیرمستند دیوبندی کے اصول پر دربھنگی کے اصول کو فوقیت حاصل ہے اور اسے ہی مانا جائےگا۔ main us hawale ka jawab de chuka hon ke mirzaion ki baat aur hai wo to aelania kehte hen ke ghulam ahmed qadiani nabi hai. is ka is bat se koi talluq nahin. سعیدی صاحب کے 15 سوالات جنہیں آپ ایک ہی طرح کا قرار دے رہے ہیں برائےکرم ان کا جواب دیں۔ چاہے ایک ہی طرح دیں، لیکن نمبروار طریقے سے دیں تاکہ دیگر حضرات بھی آپ کا جواب پڑھ کر آپ کا موقف سمجھ سکیں۔اب اگر آپ نے اگلی پوسٹ میں پھر ان سوالات سے منہ چھپانے کی کوشش کی تو افسوس کے ساتھ اس بحث کو یہیں ختم کردیا جائے گا۔ main ne ek line ka jwab dediya hai, ab wo apni zidd pe arey hen to main kya karun. un ke 15 sawaal ek hi tarah ke hen jin ka jawab bhi ek hi hai aur wo bhi sirf ek line ka jo main dechuka hun. dosri baat ye ke main ne bhi un se un ulemaon ke naam aur fatwe maange hen jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir qarar dya, un se is ka jawab bhi maangen. munazra khatam karna hai to wese hi haar maan lo, bahaane bana kar aur mere jawabon ko out of context keh kar mujhe nikalne ki koshish bekaar hai, main akela ap ke forum pe hun, aap sab saath ho, himmat hai daleri hai to meri baaton ka jawab do, agar banned karna hai, topic delete karna hai to kardo mujhe koi farq nahin parta. tum haq ko nazar andaz karsakte ho daba nahin sakte. toheedi bhai ke post 58 ka jawab: ap ghaur se parhen to sheikh nanotvi un muftian e karam ke bayan ko tauhmat hi maante hen aur kuch nahin, wo apni safai pesh kar rahe hen aur jis page ka ap ne scan dya us ke aakhri mein (1#) hashia bhi parh len jawab mil jaega. dosri baat yeh ke aakhir wo kon se muftian e delhi hen jinhon ne takfeer o tazleel ki? us ki tafseel kya nahin hai aap logon ke paas? agar hai to pesh karen, nahin hai to sirf sheikh nanotvi ki is ibarat ko bar bar pesh karne se ap ki baat poori nahin hoti. Edited 18 اپریل 2013 by Sybarite multiple posts merged for easy reading Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 18 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2013 786 2 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 18 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2013 jo bhi baat mainne kahi hai wo hassam ul harmain ke hawale se hi kahi hai, koi alag baat shuru nahin ki. sheikh nanotvi pe kufr ka ilzam hassam ul harmain mein hai, to main ne yeh pocha tha ke aur kon kon se ulema hen jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir kaha? meri baat bilkul topic par hai, wo baat alag hai ke is baat ka ap logon ke pas koi jawab nahin to is ko nazar andaz karne ke liye delete kardoge. جناب مظہر صاحب آپ کو وارننگ حسام الحرمین کے حوالے پر نہیں بلکہ ایک گھٹیا اور بلاثبوت الزام کی بابت کی گئی تھی۔ آپ کا وہ الزام یہ تھا۔ Un ki is taujeeh se baat saaf hogayi lekin raza khan ko ehle sunnat ke 2 tukre karne ke liye angrezon se hukum mila tha aur unhon ne apni agent ki job bharpoor ada ki امید کرتا ہوں کہ آگے سے آپ اس گھٹیا پن کا مظاہرہ نہیں کریں گے۔ saeedi sahb ne jo mirzaion ka topic nikala wo bhi to alag baat hai us se bhi un ko roko. main us hawale ka jawab de chuka hon ke mirzaion ki baat aur hai wo to aelania kehte hen ke ghulam ahmed qadiani nabi hai. is ka is bat se koi talluq nahin. سعیدی صاحب نے مرزائیوں کے موضوع کو تو ابھی چھیڑا ہی نہیں جبکہ مرزائی بھی تحذیرالناس کی عبارت کو ہی بنیاد بنا کر آگے بڑھے تھے۔ انہوں نے آپ ہی کے دیوبندی عالم کا ایک اصول پیش کیا۔ وہ اصول صرف مرزائیوں تک محدود نہیں بلکہ کسی بھی کفر بکنے والے کے لئے ہے کہ کفر بکنے کے بعد بغیر اس کفرسے توبہ کے اس کے بعد کا قول قابلِ قبول نہیں۔ اب یہ کفر مرزائی بکے یا کوئی اور۔ یا پھر آپ یہاں کسی بھی مستند دیوبندی عالم کا فتوٰی پیش کردیں کہ دیوبندیوں کے یہاں فتویٰ کفر دینے کے اصول مرزائیوں کے لئے اور ہیں اور باقیوں کے لئے اور۔ main ne ek line ka jwab dediya hai, ab wo apni zidd pe arey hen to main kya karun. un ke 15 sawaal ek hi tarah ke hen jin ka jawab bhi ek hi hai aur wo bhi sirf ek line ka jo main dechuka hun. آپ کی وہ ایک لائن جواب نہیں بلکہ جواب سے فرار کی ناکام کوشش ہے۔ اگر آپ واقعی سچے ہیں تو پھر نمبروار طریقے سے ایک ایک کرکے جس طرح سوال کئے گئے ہیں اسی طرح ایک ایک کرکے بھلے ایک ہی لائن کا جواب دے دیجیئے۔ اس میں آخر کون سی ایسی آفت آن پڑی ہے کہ ۱۵ سوالوں کے ایک ایک لائن کے ۱۵ جواب دینے میں آپ کی جان جارہی ہے۔ dosri baat ye ke main ne bhi un se un ulemaon ke naam aur fatwe maange hen jinhon ne sheikh nanotvi ko kaafir qarar dya, un se is ka jawab bhi maangen. سعیدی صاحب نے اس ضمن میں خود نانوتوی کی ہی کتاب کا حوالہ آپ کو پیش کردیا جس میں خود نانوتوی کو اقرار ہے کہ تکفیر کی گئی۔ اب چونکہ حوالہ خود دیوبندی کتب کا ہے لہذا سوال ہم سے نہیں دیوبندی علما سے کریں کہ یہ کون سے علما تھے جن کا تذکرہ نانوتوی نے اپنی کتاب میں کیا۔ munazra khatam karna hai to wese hi haar maan lo, bahaane bana kar aur mere jawabon ko out of context keh kar mujhe nikalne ki koshish bekaar hai, main akela ap ke forum pe hun, aap sab saath ho, himmat hai daleri hai to meri baaton ka jawab do, agar banned karna hai, topic delete karna hai to kardo mujhe koi farq nahin parta. tum haq ko nazar andaz karsakte ho daba nahin sakte. اول تو اس غلط فہمی کو دور کردیں کہ آپ مناظرہ کررہے ہیں یا مناظر کہلانے کے اہل بھی ہیں۔ اگر خود کو واقعی مناظر سمجھتے ہیں تو ذرا اصولِ مناظرہ ہی لکھ دیجیئے۔ یہاں آپ دونوں حضرات مباحثہ کررہے ہیں۔ بہانے اگر بنانے ہوتے یا آپ کو بین کرنا ہوتا تو وہ تو ہم بغیر وارننگ دیئے کردیتے اور آپ کو یہاں اس طرح رونے کا موقع بھی نہیں مل پاتا۔ ہم صرف آپ کو منتبہ کررہے ہیں کہ مباحثہ کو غیرمتعلقہ موضوعات سے الجھانے کی بجائے اصل موضوع تک محدود رہ کر گفتگو کریں۔ 1 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 26 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2013 (ترمیم شدہ) saeedi sahb ke post # 61 ka jawab: aap phir se wohi ek hi baat duhra rahe hen aur mere pas phir wohi jawab hai to main de chukka hun pehle. aap ne kaha ke zikr to mutalliqa agar ek kafir hai to dosra munafiq kyun nahin to mera jawab ye hai ke ap yahan sheikh nanotvi ko munafiq keh rahe hen, lekin ap to unhen kaafir maante hen?to yeh ap ki bat mein tazaad kyun?? [Content removed] aap ne kaha ke main aap ke sawaal ka jawab nahin de raha. janab main jawab de chukka hun ap zidd pe arey hain to main kya karoon. aap ne kaha ke agar bil-farz kisi ulema ne fatwa na dya ho to main ap ko islami maaney dun, to janab kya yeh islami maaney sirf aap ki hi aqal mein aaye hen? kya yeh islami maaney dekhne waale pehle paida nahin hue? kya un ko Urdu nahin aati thi? aakhir kya waja hai ke unhon ne fatwe jaari nahin kye? baat phir waheen khari hai jo main pehle bhi keh chukka hun ke fatwa sirf raza khan ne lagaya aur wo koi aalim nahin the. Edited 27 اپریل 2013 by Sybarite آپ کو پہلے بھی وارننگ دی جاچکی کہ غیرمتعلقہ الزامات سے پرہیز کریں۔ حدائقِ بخشش پر ام المومنین حضرت عائشہ رضی اللہ عنہما کے متعلق اعتراض کا ج Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 26 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2013 جناب مظہر صاحب آپ کو وارننگ حسام الحرمین کے حوالے پر نہیں بلکہ ایک گھٹیا اور بلاثبوت الزام کی بابت کی گئی تھی۔ آپ کا وہ الزام یہ تھا۔ Un ki is taujeeh se baat saaf hogayi lekin raza khan ko ehle sunnat ke 2 tukre karne ke liye angrezon se hukum mila tha aur unhon ne apni agent ki job bharpoor ada ki امید کرتا ہوں کہ آگے سے آپ اس گھٹیا پن کا مظاہرہ نہیں کریں گے۔ main ne jo baat kahi wo topic ke related hai aur bilkul related hai, meri baat wo waja hai jis ki badulat Hassam ul harmain likhi gayi hai. aap ko baat is liye buri lag rahi hai ke sach karwa hota hai. آپ کی وہ ایک لائن جواب نہیں بلکہ جواب سے فرار کی ناکام کوشش ہے۔ اگر آپ واقعی سچے ہیں تو پھر نمبروار طریقے سے ایک ایک کرکے جس طرح سوال کئے گئے ہیں اسی طرح ایک ایک کرکے بھلے ایک ہی لائن کا جواب دے دیجیئے۔ اس میں آخر کون سی ایسی آفت آن پڑی ہے کہ ۱۵ سوالوں کے ایک ایک لائن کے ۱۵ جواب دینے میں آپ کی جان جارہی ہے۔ number waar jawab dene ki zaroorat hoti to zaroor deta lekin mujhe zaroorat hi nahin hai. un ke har sawaal ka ek hi jawab hai to alag alag de kar main kyun apna time waste Karun. اول تو اس غلط فہمی کو دور کردیں کہ آپ مناظرہ کررہے ہیں یا مناظر کہلانے کے اہل بھی ہیں۔ اگر خود کو واقعی مناظر سمجھتے ہیں تو ذرا اصولِ مناظرہ ہی لکھ دیجیئے۔ یہاں آپ دونوں حضرات مباحثہ کررہے ہیں۔ بہانے اگر بنانے ہوتے یا آپ کو بین کرنا ہوتا تو وہ تو ہم بغیر وارننگ دیئے کردیتے اور آپ کو یہاں اس طرح رونے کا موقع بھی نہیں مل پاتا۔ ہم صرف آپ کو منتبہ کررہے ہیں کہ مباحثہ کو غیرمتعلقہ موضوعات سے الجھانے کی بجائے اصل موضوع تک محدود رہ کر گفتگو کریں۔ aage aage dekhiye kon rota hai aur kon hansta hai. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 27 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 27 اپریل 2013 main ne jo baat kahi wo topic ke related hai aur bilkul related hai, meri baat wo waja hai jis ki badulat Hassam ul harmain likhi gayi hai. aap ko baat is liye buri lag rahi hai ke sach karwa hota hai. number waar jawab dene ki zaroorat hoti to zaroor deta lekin mujhe zaroorat hi nahin hai. un ke har sawaal ka ek hi jawab hai to alag alag de kar main kyun apna time waste Karun. aage aage dekhiye kon rota hai aur kon hansta hai. آپ یہاں نانوتوی کی تحذیرالناس کی ایک خاص عبارت کا دفاع کررہے ہیں۔ پہلے اسے مکمل کرلیجیئے پھر حسام الحرمین کی وجہ تصنیف پر بھی بات کرلیجیئے گا۔ یا پھر اگر زیادہ ہی دیوبندیت طاری ہے تو حسام الحرمین پر علیحدہ ٹاپک بنا کر وہاں اعتراض کریں، ان شاٗ اللہ وہیں جواب بھی دے دیا جائے گا۔ مظہر صاحب سارے قارئین پڑھ رہیں ہیں یہ ٹاپک۔ سبھی پر واضح ہے کہ آپ جواب سے بھاگنے کی خاطر کئی کئی پوسٹ کر رہے ہیں لیکن 15 لائنوں کے جوابات تحریر کرنے میں جان جارہی ہے آپ کی۔ کچھ تو اپنی دیوبندیت کی لاج رکھ لیں۔ آگے کیا دیکھیں جناب۔ آپ کی کہانی شروع ہونے سے پہلے ہی ختم ہوچکی۔ خود اپنے مکتب کی کتب کا مطالعہ تو کرلیں پھر بنیئے گا مناظر۔ ابھی تو آپ کی یہ حالت ہے کہ اپنے ہی دیوبندی عالم کے لکھے اصول کو دیکھ کر ادھر اُدھر بھاگ رہے ہیں۔ ویسے آپ پہلے نہیں، آپ سے پہلے بہت آئے اور بہت گئے اسی طرح رسوا ہو کر۔ 2 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 27 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 27 اپریل 2013 786 4 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 28 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2013 آپ یہاں نانوتوی کی تحذیرالناس کی ایک خاص عبارت کا دفاع کررہے ہیں۔ پہلے اسے مکمل کرلیجیئے پھر حسام الحرمین کی وجہ تصنیف پر بھی بات کرلیجیئے گا۔ یا پھر اگر زیادہ ہی دیوبندیت طاری ہے تو حسام الحرمین پر علیحدہ ٹاپک بنا کر وہاں اعتراض کریں، ان شاٗ اللہ وہیں جواب بھی دے دیا جائے گا۔ مظہر صاحب سارے قارئین پڑھ رہیں ہیں یہ ٹاپک۔ سبھی پر واضح ہے کہ آپ جواب سے بھاگنے کی خاطر کئی کئی پوسٹ کر رہے ہیں لیکن 15 لائنوں کے جوابات تحریر کرنے میں جان جارہی ہے آپ کی۔ کچھ تو اپنی دیوبندیت کی لاج رکھ لیں۔ آگے کیا دیکھیں جناب۔ آپ کی کہانی شروع ہونے سے پہلے ہی ختم ہوچکی۔ خود اپنے مکتب کی کتب کا مطالعہ تو کرلیں پھر بنیئے گا مناظر۔ ابھی تو آپ کی یہ حالت ہے کہ اپنے ہی دیوبندی عالم کے لکھے اصول کو دیکھ کر ادھر اُدھر بھاگ رہے ہیں۔ ویسے آپ پہلے نہیں، آپ سے پہلے بہت آئے اور بہت گئے اسی طرح رسوا ہو کر۔ hum yahan deobandi akabir ki ibaraat ke bare mein baat kar rahe hen, un par jo ilzaam lagey wo Hassam ul harmain mein lagey. to yahan Hassam ul harmain ki baat karna topic ka hissa hai. aap jitna chahen mujhe topic se idhar udhar karne ki lekin main topic par hi ra rahunga aur apne jawabat deta rahunga, mujhe yeh chaalen achi tarah pata hen janab. Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 28 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2013 tum ne yeh kaha ke qasim nanotvi sahb pe takfeer hui wo khud likhte hen, lekin aakhir tumhare akabir kya yehi keh kar peeche hat jaenge? yeh to jan churane wali bat hui jo har nakami admi karta hai, agar takfeer hui to kahan hen fatwe? kahin nahin hen, is ka matlab yehi hua ke qasim nanotvi sahb ikhtilaf ki bat kar rahe honge ke kuch logon ne un ki bat se ittifaq nahin kya bas aagey aur kuch nahin. agar fatwe hen to dikhao, ek hi baat keh kar jaan na churao. Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 28 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2013 main ap ke saamne ek aur muqadma rakh raha hun, mujhe yaqeen hai ke InshaAllah meri mehnat kaam aaegi aur baat ap ke samajh mein aajaegi. Allah ke naam se jo bara meherbaan nihayat rehem wala hai: molana nanotvi ne tehzeer un naas mein kayi dafa aqeeda e khatme nabuwwat zamani ka izhaar kya hai. 1. page # 6 par farmaate hen : - ke Ap pe silsila e nabuwwat khatam hojata hai aur aap jese nabi ul ummat hen wese hi nabi ul ambia bhi hen. - ek hadees ki wazahat mein likhte hen ke hazrat moosa bhi agar zinda hote to ap ki hi ittiba karte, aur hazrat eesa bhi baad mein aakar ap ki hi shariat par amal karenge. page # 6 ka aks ye raha: 2. Page # 10 par molana nanotvi sahb likhte hen: - jab ap ki siffat mausoof bizzaat hai aur doosre ambia mausoof bil-arz aur sab ke uloom bhi aap ko ata hue to laazim aata hai ke aap ko aakhri zamane mein hi bheja jata. to yahan molana nanotvi ne khatmiat e zamani ko saabit kya hai aur bari shaan se dalail ke saath saabit kya hai, to wo is ko kamtar kese samajh sakte hen. page # 10 ka aks ye raha: 3. page # 13 pe farmaate hen: - (yaha par "Laa Nabi Baadi" wali hadees ko naqal karke likhte hen ke) khatmiat e zamani zaroor saabit hai aur yeh hadees is ko saabit karne ke liye kaafi hai kyun ke yeh mazmoon darja e tawatur ko pauhanch gaya hai jese namaz ki rakaaton par hai aur phir is par ijmaa munaqid hogaya to is ka munkir kaafir hoga ... (phir aage likhte hen ke) … to khatmiat bhi bowaja ehsan saabit hoti hai aur khatmiat e zamani bhi haath se nahin jaati. page # 13 ka aks ye raha: yahan par yeh baat wazeh taur par saabit hai ke sheikh molana nanotvi sahb khatmiat e zamani ko (jesa ke munazra e ajeeba mein bhi kaha) apna deen aur emaan maante hen aur "Laa Nabi Baadi" wali hadees ko is mazmoon mein kaafi maante hen. yahan aakar baat ek dum saaf hojaati hai. baat agar phir bhi samajh nahi aati to phir main barelvion ke ghar ki gawaahi pesh kardeta hun: peer karam shah apne ek khat mein likhte hen: "hazrat qasim ul uloom (RH) ki tehzeer un naas ko mutaadid baar ghaur o taamul ke saath parha aur har baar naya lutf o saroor haasil hua ..." un ke khat ka aks ye raha: ab main ap ke samne ulema harmain se liye hue fatwe ki baat karta hun. mazeed ye ke raza khan aur un ke hindustani saatiyon ne sirf 37 ulema se tasdeeq karai (jo koi bari taadaad nahin) aur un mein wahan rehne wale kuch hindustani bhi the. to is se yeh saabit hua ke yeh poore ulema e arab ki shahadat na thi. ye barelvion ka jhoot hai raza khan ne tor maror ke jo ibaraten pesh ki un par 30 ulema e karam ne taqreez likhne se saaf inkar kardya jin ke naam aur martabey kitab "Ashahab us Saaqib" mein likhe hen. 7 ulemaon ne yeh shart lagai ke agar waqai yeh aqaid saabit hojaen to yaqeenan yeh kufr hoga aur phir is shart ke baad hi taqreez likhi (aur aj tak yeh aqaid saabit nahin hosake hen). yeh 7 taqreezen bimaa shart "hassam ul harmain" mein darj hen parh sakte hen. doosri baat ye ke raza khan ne jo ibaraten pesh ki thin wo asal ibaraten thin hi nahin, un ko tor maror ke pesh kya, to is ka matlab yeh hua ke jin ulemaon ne fatwe dye wo raza khan ki galat ibaraton par diye, asal ibaraton par nahin to zahir hai yeh fatwa kese sahih hosakta hai. kuch arse baad ulema harmain ko ehsaas hua aur deoband ke aqaid ki chaan been hui, ye parhen: ab main yeh sawaal uthata hun ke kya raza khan ne jo fatwa ulema harmain se lya, kya wo insaaf ki bunyaad pe tha, kya fatwa aese hi lena chahiye tha? is ka jawab khud raza khan ke qalam se Allah Pak ne likhwadya aur haq ko zahir karwadiya, ye parhen: Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 29 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2013 hum yahan deobandi akabir ki ibaraat ke bare mein baat kar rahe hen, un par jo ilzaam lagey wo Hassam ul harmain mein lagey. to yahan Hassam ul harmain ki baat karna topic ka hissa hai. aap jitna chahen mujhe topic se idhar udhar karne ki lekin main topic par hi ra rahunga aur apne jawabat deta rahunga, mujhe yeh chaalen achi tarah pata hen janab. دیوبندی دل کی آنکھوں سے تو اندھے تھے ہی لگتا ہے اب سر کی آنکھوں سے بھی اندھے ہوچکے ہیں۔ آپ کو وارننگ دی گئی تھی حسام الحرمین کی وجہ تصنیف پر الزام لگانے کی بابت۔ پچھلی پوسٹ میں آپکا وہ الزام بھی نقل کیا تھا۔ دوبارہ آپکے الفاظ پیش کئے دیتا ہوں شاید اس بار آپ پڑھ لیں۔ Un ki is taujeeh se baat saaf hogayi lekin raza khan ko ehle sunnat ke 2 tukre karne ke liye angrezon se hukum mila tha aur unhon ne apni agent ki job bharpoor ada ki آپ کا یہ الزام کفریہ عبارات سے متعلق نہیں بلکہ وجہ تصنیفِ حسام الحرمین سے متعلق ہے۔ آپ میں واقعی اگر دم خم ہے تو علیحدہ ٹاپک بنا لیجیئے اس موضوع پر۔ موضوع سے بھاگنے کی کوشش تو آپ کررہے ہیں جناب۔ قارئین سب کچھ پڑھ رہیں۔ آپ کی طرح دل اور آنکھ سے اندھا ہر کوئی نہیں جو آپ کا جوابات سے فرار دیکھ نہ پائے۔ سعیدی صاحب نے تو پھر کافی ڈھیل دی ہوئی ہے آپ کو ورنہ تو آپ اس موضوع میں سعیدی صاحب کے پوچھے گئے پہلے ہی سوال کا ابھی تک جواب نہیں دے پائے۔ آئیے آپ کی یاداشت کو تازہ کردوں۔ یہاں میں نے یہ بات نہیں چھیڑی کہ قاسم نانوتوی آپ کو آخری نبی مانتا ھے یا نہیں؟ میں نے لکھا ھے کہ نانوتوی نے لفظ خاتم النبیین کا معنی آخری نبی کرنے والوں کو عوام قرار دے کر اور اھل فہم نہ مان کر رسول اللہ اورصحابہ کرام کی گستاخی کی ھے اور یہ کفر ھے۔ آپ میں اگر رتی برابر بھی شرم وحیا باقی ہے تو صرف یہ بتادیں کہ سعیدی صاحب کے اس سوال کا جواب آپ اب تک کیوں نہیں دے پائے؟ خود کو طرم خاں سمجھنے سے پہلے ذرا اس فورم کو سرچ کریں آپ جیسے بلکہ آپ سے کافی تونگر دیوبندی بھی یہاں سے دم دبا کر بھاگ چکے ہیں۔ ہمیں چالیں چلنا ہوتی تو آپ کو بین کرنے میں مشکل سے کچھ سیکنڈ لگتے۔ آپ کے یہاں کھل کر اپنی بکواس پر مبنی بلاثبوت الزامات لگانے پر بھی آپ کو بین نہیں کیا جارہا۔ صرف موضوع سے ہٹنے پر تنبیہہ کی جارہی ہے۔ پہلے آپنے اعلیٰحضرت رضی اللہ عنہ پر انگریزنوازی کا الزام لگایا، جو کہ فضلائے دیوبند کی کفریہ عبارات سے متعلق نہیں۔ پھر آپ نے حدائقِ بخشش پر فضلائے دیوبند کا ایک پرانا گھسا پٹا اعتراض پیش کردیا جس کا کفریہ عبارات سے کوئی لینا دینا نہیں۔ لہذا تنبیہہ کے جواب تیار کرنے پر محنت نہ کیجیئے بلکہ جو سوالات آپ پر قرض ہیں ان کے جوابات تحریر فرما کر گفتگو کو مثبت انداز میں جاری رکھنے کی کوشش کریں تاکہ قارئین کو بھی مسئلہ سمجھ آسکے۔ حدائقِ بخشش پر کئے گئے آپ کے اعتراض کو متعقلہ ٹاپک میں منتقل کردیا گیا ہے۔ اس موضوع پر مزید بات وہیں کیجئیے گا۔ http://www.islamimehfil.com/topic/11397-حداءق-بخشش-حصہ-سوم-اعتراض؛-مفتی-نجیب-اللہ-و-چیلوں/ 1 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 30 اپریل 2013 Author Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2013 (ترمیم شدہ) janab moderator sahb, mere saare sawalaat ke jawab post # 69 par dekh len. Allah Pak ap ko samajhne ki taufeeq de, Ameen! ap ne mera post move kardya, chalen koi bat nahin radd yahan karun ya wahan bat to ek hi hai. haq chup to nahin sakta, han albatta koi agar nazar andaz kare to wo alag bat hai. Edited 30 اپریل 2013 by -Mazhar- Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 30 اپریل 2013 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2013 janab moderator sahb, mere saare sawalaat ke jawab post # 69 par dekh len. Allah Pak ap ko samajhne ki taufeeq de, Ameen! ap ne mera post move kardya, chalen koi bat nahin radd yahan karun ya wahan bat to ek hi hai. haq chup to nahin sakta, han albatta koi agar nazar andaz kare to wo alag bat hai. پوسٹ نمبر 69 میں اس سوال کا جواب کہاں ہے؟ ذرا ہائیلائٹ کرکے بتلا دیں یہاں میں نے یہ بات نہیں چھیڑی کہ قاسم نانوتوی آپ کو آخری نبی مانتا ھے یا نہیں؟ میں نے لکھا ھے کہ نانوتوی نے لفظ خاتم النبیین کا معنی آخری نبی کرنے والوں کو عوام قرار دے کر اور اھل فہم نہ مان کر رسول اللہ اور یہ کفر ہے۔ Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 1 مئی 2013 Author Report Share مراسلہ: 1 مئی 2013 (ترمیم شدہ) پوسٹ نمبر 69 میں اس سوال کا جواب کہاں ہے؟ ذرا ہائیلائٹ کرکے بتلا دیں یہاں میں نے یہ بات نہیں چھیڑی کہ قاسم نانوتوی آپ کو آخری نبی مانتا ھے یا نہیں؟ میں نے لکھا ھے کہ نانوتوی نے لفظ خاتم النبیین کا معنی آخری نبی کرنے والوں کو عوام قرار دے کر اور اھل فہم نہ مان کر رسول اللہ اور یہ کفر ہے۔ post # 52 mein jawab de chuka hun, khud parh len,halanke wahan main ne doosri dafa samjhaya hai aap ko phir bhi ap ki ek hi ratt hai ke jawab nahin dya. mera wo post ghaur se parhen aur toba Karen. aur us ke saath saath post 69 bhi dekhen, tamam sawalon ka jawab mil jaega, main ne apni baat saabit karchuka hun. Edited 1 مئی 2013 by -Mazhar- Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 1 مئی 2013 Report Share مراسلہ: 1 مئی 2013 ALLAH 5 Link to comment Share on other sites More sharing options...
-Mazhar- مراسلہ: 2 مئی 2013 Author Report Share مراسلہ: 2 مئی 2013 (ترمیم شدہ) post 77 ka jawab; ap mujhe sabot den ke munafiq aur kafir, donon kafir hote hen. ap ne kaha ke mehboob khan ne proof reading ki galati ki thi, to kya yeh galati un ko jab hi nazar ayi jab un ashaar ke upper awaz uthi? pehle ye galati kyun nazar nahin aayi? aur umme zara wali hadees ka kya jawab hai ap ke pas? agar bil farz yeh maan bhi len ke raza khan ne wo ashaar umme zara ke liye likhe the to bhi hazrat Aisha pe us ke asraat jaate hen, baat wahin ki wahin hai. ap ne worldwide takfeer ki baat ki, lekin ap ka jawab wahin ka wahin khara hai, zara bhi aagey nahin barha. fatwe diye hote to ap ke pas bhi zarur hote, ap sirf naqqaali karsakte hen aur naqal karke peeche chup jaate hen, himmat hai to khud saamne aakar wo fatwe dikhao, takfeer o tazleel dikhao aakhir kahan hai? agar hoti to raza khan zaroor us ka hawala dete, deobandion ko badnaam karne ka moqa mile aur wo hath se jaanen den aesa kahan mumkin tha? raza khan ne 50 saal mehnat ki yahan tak ke 2 firqay bana hi daale. raza khan ne un fatwon ka aur us takfeer ka sahara kyun nahin lya? yehi saboot hai ke koi takfeer thi hi nahin. aap ka molana nanotvi ke izhar ko munafiqat kehna na insafi hai, aetraf ek, do jaga nahin kayi dafa hai phir bhi na manna kahan ka insaf hai? aap ne kaha ke peer sahb ne is khat par nidamat ki hai, to mujhe pesh Karen is ka hawala. aur jee han wo tasdeeqat kam hen, baqi ulema kahan gaye the? kya raza khan to itni hi tasdeeqa milin thin? aur wo tasdeeqat ko ghaur se parho, un mein "agar" ki shart hai, zada tar tasdeeqat aesi hen ke jin mein yeh shart lagai gayi hai ke agar un ke aqaid aese saabit hogaye to wo kaafir hen, lekin aj tak saabit hi nahin hue hen, to is "agar" ki shart se poori hassam ul harmain bekaar hojati hai. aur phir kya waja hai ke kisi ne bhi tayeed nahin likhi? ham maslak logon ne tak nahin likhin to baqi kya likhte? aur phir baad mein "al-muhind" mein un ulemaon ne jinhon ne Hassam ul harmain me taqreez likhi thi, apna fatwa wapis liya, aur al-muhind parho aur us mein tasdeeqat parho, yeh mazeed bat ko saaf kardeti hai. raza khan jab Hindustan wapis aaye to 2 saal kyun chup rahe? 2 saal tak koi takfeer nahin ki deoband ki, kahan chale gaye the? is ki waja yehi hai ke wo harmain se buri tarah nakaam hokar lote the, wahan wo gaye to deoband ke aqeede le kar, lekin ulta lene ke dene par gaye aur harmain ne khud un se un ke aqeede ki chaan been shuru ki aur jab un ko galat paaya to un ko foran nikal jaane ko kaha wapis Hindustan. jab al-muhind chapi to raza khan ne koi jawab kyun nahin dya? is ka radd kyun nahin likha? yeh kayi saari cheezen hen jo saaf bata rahi hen ke Hassam ul harmain to un hi ke zamane mein radd kardi gayi thi, ek ke bad ek kitab ne us ko kahin ka nahin chora. ap ne kaha ibarat ke sahih tarjume pesh kye raza khan ne, main ap se pochta hun, zara insaf se kaam lo, kya tehzeer un naas ki 3 ibaraton ko ek hi musalsal ibarat banana aur us mein apna lafz daakhil kar ke apni pasand ka lafz nikalna kahan ka insaf hai? jin ibaraton pe harmain ne fatwa diya wo raza khan ki tori marori hui ibaraten hen asal ibaraat nahin, to fatwa kahan ka? ap na kaha ke al-muhind se kese ruju kya harmain ne? to jawab yeh hai ke agar ruju nahin kya to ulema deoband ko 16 sawaalaat kis ne bheje? harmain ko apni galati ka ehsaas hua aur deoband mein yeh sawaalat bheje aur jawab aane par un ko ahle sunnat hi samjha jesa ke pehle samajhte the. aap ne kaha ke ye usool waha hota hai jahan harmain ke hokum ko maana jaye, to janab pehle bhi maante the kis ne kaha nahin maante the? ye ilzamlaga kar aap patli rah se faraar hona chahte hen lekin nahin hum faraar nahin hone denge, raza khan ne jo usool likhe hen fatwa lene ke wo usool Hassam ul harmain par bhi naafiz hote hen, to raza khan ke hi usoolon se un ki hassamm ul harmain tabah o barbaad hojati hai. ap ne kahan ke main ne subhan us subooh se daleel de kar sheikh nanotvi ke kufr ko maan liya hai to jawab yeh hai ke, phir to aap ne bhi maan liye ke meri daleel waqai sahih hai, aur na aap ne us ka koi jawab likha. Allah Pak ne batil ke jhoot ko baatil se hi kehelwaya aur haq zahir karwadya, raza khan ne apne hi hathon apni mehnat barbaad karli, waqai Allah Pak ne sach farmaya Quran mein: اور وہ چال چلے اور خدا بھی چال چلا اور خدا خوب چال چلنے والا ہے Edited 2 مئی 2013 by -Mazhar- Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب