Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Assalamoalaikum, Mera taluq officially kisi bhi firqay se nahi hai. Is liye bara-e-meharbaani apni laanatein save rakhein. Mein yahan ye poochna chahta hoon k agar koi shakhs dawat e islami k zariye qadri silsilay mein bait hona chahta hai to us per ye shart kyun rakhi jati hai k usko Fatawa-e-Rizwiya ko aankh band kar k follow karna hoga? Aur us k ilawa kisi ko bhi ikhtilaaf e raaye ka haq nahi hai? Kia mere muslim hone k liye itna kaafi nahi k mein Allah ko aik manta hoon, Rasool Allah PBUH ko Allah ka nabi aur Rasool manta hoon, unki sunnaton per chalta hoon aur un k aik ishare pe apni jaan dena bayes e fakhar samajhta hoon? Sirf is liye k mein aik shakhs jo Rasool Allah PBUH k bohat baad mein aaya aur mein uski book per 100% yaqeen nahi rakh sakta kyun k wo quran ka harf nahi hai aur mujhe us mein kuch baaton se ikhtelaaf hai to dawat -e- islami wale mujhe kafir kaheinge? Bayt k rules mein bhi ye cheez mention hai. Aap tamaam hazrat kin basis pe Maulana Ilyaas Qadri ko apna peer maan bethe hein? Jab k koi bhi shakhs ghalat naam de k bhi bait ho sakta hai. Ye kesa peer hai jis ko mureed ki asliyat ka hi nahi pata? I am sorry mein kisi ko beizzat nahi karta aur na hi karna chahta hoon lekin ye sab wo cheezein hein jo meine khud experience ki hein. Fatawa mein ikhtelaaf kahan hai aur kyun hai to wo Prize Bond ka issue hai. State Bank of Pakistan us per sood kamaata hai aur ussi sood ko prize ki shakal mein distribute karta hai. Jab k kuch barelvi ulema k nazdeek prize bond jayez hai jab k Quran mein likha hai k sood lene dene wale k khilaaf Allah aur uska Rasool PBUH ailaan e jang karte hein. Aakhir itna difference kyun? Kindly iska jawab zaroor dein Regards, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Post delete? Kyun? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 On 2/20/2013 at 11:51 PM, Syed Muhammad said: Post delete? Kyun? Muhtram aap ki koi post delete naheen ki gayi , Aap nay 1 topic main 2 masail utha leay hain .. aap nay jo topic name rakha tha wo masla yaheen hay ...... Masla 2 jo keh prize bond say mutaliq hay , us ko yaha move kar k new topic bna diya gya hay Aik topic main please aik hi mozu discuss karain. http://www.islamimehfil.com/topic/20483-prize-bond-ka-issue/ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Doosri baat ye hai ke kia mera Ahmed Raza Khan Barelvi ko apna Imam maan'na sunni-hanafi hone k liye zaroori hai? Nothing to disrespect Ahmed Raza Khan but Rasool Allah PBUH k baad kisi insaan ki andhi taqleed mujh se nahi hoti. فَسْـَٔلُوْۤا اَهْلَ الذِّكْرِ اِنْ كُنْتُمْ لَا تَعْلَمُوْنَۙ ترجمعہ اے لوگو علم والوں سے پوچھو اگر تمہیں علم نہیں سید صاحب قرآن کریم میں اللہ تعالیٰ کا ارشاد ہے کہ اگر تمہیں کسی مسلے کا علم نا ہو تم علم والوں سے پوچھ لو ۔ اس لیے امام احمد رضا خاں ؒ جنہوں نے دین اسلام کی تشریح میں سینکڑوں کتابیں لکھیں تقلید کرنا صحیح ہے ۔ ہاں اگر آپ کو کسی امام صاحب کے کسی مسلہ سے اختلاف ہے تو اسے آپ یہاں ڈسکس کر سکتے ہیں ۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 (ترمیم شدہ) ... Edited 20 فروری 2013 by Syed Muhammad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Koi masla nahi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 فَسْـَٔلُوْۤا اَهْلَ الذِّكْرِ اِنْ كُنْتُمْ لَا تَعْلَمُوْنَۙ ترجمعہ اے لوگو علم والوں سے پوچھو اگر تمہیں علم نہیں سید صاحب قرآن کریم میں اللہ تعالیٰ کا ارشاد ہے کہ اگر تمہیں کسی مسلے کا علم نا ہو تم علم والوں سے پوچھ لو ۔ اس لیے امام احمد رضا خاں ؒ جنہوں نے دین اسلام کی تشریح میں سینکڑوں کتابیں لکھیں تقلید کرنا صحیح ہے ۔ ہاں اگر آپ کو کسی امام صاحب کے کسی مسلہ سے اختلاف ہے تو اسے آپ یہاں ڈسکس کر سکتے ہیں ۔ Lets say mein Ahmed Raza Khan ki taqleed nahi karta. To iska matlab mein ghalat hoon? Kyun k mujh se to qabar mein ye hi sawal hona hai k mera rab kon, mera deen kia, aur Rasool Allah PBUH ko dikha k poocha jayega k ye kon hein? To agar koi mujhe sirf is liye kaafir/baydeen n what not.. keh de to wo shakhs khud ghalti per hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Kia Ahmed Raza Khan Barelvi Ko Na Maan-ne wala Kafir Hai? Imam Ahmad Raza ko kia na mannay wala kafir hay? Aap nay wzahat naheen ki .. Imam Ahmad Raza ko Muslman na mannay wala kafir hay. On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Mera taluq officially kisi bhi firqay se nahi hai. Is liye bara-e-meharbaani apni laanatein save rakhein. Muhtram aap ghalat fehmi ka shikar hain .. Hmaray forum par kisi bhi member par Lan'Tan naheen ki jati .... Agar aap ko koi aesi post nazar aayi ho to nishandehi farmaeay On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Mein yahan ye poochna chahta hoon k agar koi shakhs dawat e islami k zariye qadri silsilay mein bait hona chahta hai to us per ye shart kyun rakhi jati hai k usko Fatawa-e-Rizwiya ko aankh band kar k follow karna hoga? Aur us k ilawa kisi ko bhi ikhtilaaf e raaye ka haq nahi hai? Muhtram aap ghalat fehmi ka shikar hain .. Aap nay jo bat byan ki hay aesi koi bat naheen hay ..... Agar aesi bat hay to proof paish kijiay .... Ulama ka ikhtelaf to rahmat hay. On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Kia mere muslim hone k liye itna kaafi nahi k mein Allah ko aik manta hoon, Rasool Allah PBUH ko Allah ka nabi aur Rasool manta hoon, unki sunnaton per chalta hoon aur un k aik ishare pe apni jaan dena bayes e fakhar samajhta hoon? Muslman honay k leay Kin cheezon par eeman lana zroori hay wo aap books main parh sktay hain .. Jesa keh farsihton / roz-e-aakhirat par eeman lana bhi zroori hay musliman honay k leay On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Sirf is liye k mein aik shakhs jo Rasool Allah PBUH k bohat baad mein aaya aur mein uski book per 100% yaqeen nahi rakh sakta kyun k wo quran ka harf nahi hai aur mujhe us mein kuch baaton se ikhtelaaf hai to dawat -e- islami wale mujhe kafir kaheinge? Muhtram aap ghalat fehmi ka shikar hain ... Aap nay dawat-e-islami ko specify kia .... Main aap ko challenge deta hon keh aap dawat-e-islami ko kia Poori dunya-e-sunniat k kisi aik Siqa aalim ka aesa fatwa paish kar dijiay jis main aap ki byan ki gayi bat kahi gayi ho. Ulama main Furuyi ikhtelafat Rehmat hain. On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Bayt k rules mein bhi ye cheez mention hai. Aap nay jo batain uoopar byan ki hain , jo main nay quotes ki hain , wo batain bait form main shamil hain to is ka suboot dain. On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Aap tamaam hazrat kin basis pe Maulana Ilyaas Qadri ko apna peer maan bethe hein? Muhtram aap ghalat fehmi ka shikar hain ... Har sunni Maolana Ilyas Qadri sahib say bait naheen hay On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: ab k koi bhi shakhs ghalat naam de k bhi bait ho sakta hai. Ye kesa peer hai jis ko mureed ki asliyat ka hi nahi pata? Muhtram kisi say badzan hona achi bat naheen hay ... Aap k pass kia proof hay keh un ko Mureedeen k haal ka ilm naheen?? On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Fatawa mein ikhtelaaf kahan hai aur kyun hai to wo Prize Bond ka issue hai. State Bank of Pakistan us per sood kamaata hai aur ussi sood ko prize ki shakal mein distribute karta hai. Jab k kuch barelvi ulema k nazdeek prize bond jayez hai jab k Quran mein likha hai k sood lene dene wale k khilaaf Allah aur uska Rasool PBUH ailaan e jang karte hein. Aakhir itna difference kyun? Kindly iska jawab zaroor dein Is baray main discussion is topic main kar sktay hain : http://www.islamimeh...-bond-ka-issue/ 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Lets say mein Ahmed Raza Khan ki taqleed nahi karta. To iska matlab mein ghalat hoon? Naheen , aap ghalat naheen hain .. Hmaray kisi aalim nay yeh fatwa diya ho keh Imam Ahmad Raza Ki taqleed kro to please share kijiay .. To agar koi mujhe sirf is liye kaafir/baydeen n what not.. keh de to wo shakhs khud ghalti per hai? Agar koi shakhs aap ko sirf is wja say Kafir ya biddati kahay keh Aap yeh kahain keh Main Imam Ahmad Raza ki Talqeed naheen karta ... to wo shakhs ghalati par hay. Muhtram Agar hmaray kisi aalim nay aesa fatwa diya ho keh Imam Ahmad Raza Ki Taqleed-e-shakhsi na karnay wala kafir/biddati/gumrah hay to please share kijiay. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Sab se pehle http://www.dawateislami.net/static/images/services/mureed/m-letter-1.jpg is mein 15 madani phool mein No. 2 mulahiza kar sakte hein. bait k bare mein: [Dawat-e-Islami] Become Mureed السلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ Following person/people entered into ATTARI SILSILA. Accept Salam from Murshid. Please convey Salam to the following and now they can read the Shajra-e-Attariyah by clicking on the following link. Shajra-e-Attariyah YAHAN MEINE AIK FAKE NAME DIYA THA US NAAM KI ONLINE BAIT HOGAI. Please click here to view Maktoob No. 1 , No. 2 والسلام مع الاکرام Majlis e Maktobaat o Tawezaat e Attariya(Dawat-e-Islami) Mujhe badzan hone ka koi shauq nahi. Mein khula zehan rakhna pasand karta hoon lekin ye baat mujhe hazam nahi hui. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Muhtram aap nay jo form diya hay wahan Kaheen bhi yeh alfaz naheen likhay keh : On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Fatawa-e-Rizwiya ko aankh band kar k follow karna hoga? Aur us k ilawa kisi ko bhi ikhtilaaf e raaye ka haq nahi hai? On 2/20/2013 at 11:02 PM, Syed Muhammad said: Sirf is liye k mein aik shakhs jo Rasool Allah PBUH k bohat baad mein aaya aur mein uski book per 100% yaqeen nahi rakh sakta kyun k wo quran ka harf nahi hai aur mujhe us mein kuch baaton se ikhtelaaf hai to dawat -e- islami wale mujhe kafir kaheinge?Bayt k rules mein bhi ye cheez mention hai. ............. Aap ki doosri bat On 2/21/2013 at 12:18 AM, Syed Muhammad said: YAHAN MEINE AIK FAKE NAME DIYA THA US NAAM KI ONLINE BAIT HOGAI. Muhtram fake name aap nay diya aor ghalat dawat-e-islami walay huay??? Musilman k sath husn-e-zan rakhna chaheay nakeh badzan hon so aik banday nay naam diya hay to us k sath husn-e-zan wala mamla kia jata hay Agar koi kafir apnay aap ko muslim zahir kray aor main us ko muslim maanon to main ghalat hon ga keh woh? Ma sha Allah Azawajal aap syed hain .. U know aajkal bahut saray log jhootay syed bnay phirtay hain , istrah koi banda jhoota syed bnay , mujhay maloom nahee , main uski bat par aibar kr k uski izzat karon to main ghalat hon keh woh? ....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 20 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 Fitnon k daur mein husn e zan aap ko hi mubarak ho. Mein agar ye kaam na karta to mujhe kabhi maloom na hota ke ye banda sacha hai k nahi. Kis tarha se bait mein le liya us naam ko jiska wajood bhi nahi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 جناب یہ وہ پرچہ ہے جو بیعت کرنے کے دعوت اسلامی سے ملتا ہے اب آپ یہ بتائیں کہاں لکھا ہے کہ فتاوی رضویہ کو آنکھ بند کے فالو کرنا ہوگاء اور دوسری بات کہ اگر کوئی غلط نام سے بذریعہ خط بیعت کرئے تو بات یہ ہے کہ وہ تو حسن ظن رکھتے ہوئے اسے سلسلہ میں داخل کر لیں گئیں اب یہ خط بھیجنے والےکی بد نیتی ہے اور خیانت ہے کے وہ غلط کام کررہا ہے 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 20 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 20 فروری 2013 (ترمیم شدہ) Edited 21 فروری 2013 by Toheedi Bhai 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 21 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2013 As- Salam alaqyqum wr wb, Yeh janab Syed Muhammad sahib ko ghaliban meh janta hoon. In'neeh jesay naam kay saath ek banday nay RasoolAllah (sallalahu alayhi was'sallam) kay leyeh qull ilm e ghayb e illahi sabat kerna chaha apni oot'patang shirk e akbar ko sufiat kay lebaday meh gussa kay mujjay hazam kerwanay kee koshish meh laga thah. Aur us banday ko Ala Hazrat Imam e Ahle Sunnat, qutb ul ulama o awliyah Ahmad Raza Khan rahimullah alayhi ta'ala say is maslay kee waja say kafi chir ho gaee thee. Aur un janab ka kehna thah kay Ala Hazrat, mujadid e millat e islamiyah nay wahhabiyoon kay khauf say haqiqat ko chupa deeya. Aur us Muhammad Syed kee ibaraat per khadam nay be takfir kee aur Sayyidi Taajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan al Azhari nay fatwah e shirk deeya tha. In per nazr rakhyeh ga agar yeh janab wohi huway toh ham sab ko Shirk kee goli istilahat e sufia meh gol gol ker pilahen gay. Aur in janab ka andaaz wohi thah joh us Mushrik ka thah. Aur yaqeenan in ko ala Hazrat kee ata'hat ka dard masla e ilm e ghayb kee waja say hoga. Thora intizar keren janab phoot peren gay. Muhammed Ali Razavi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Muhammad مراسلہ: 21 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 21 فروری 2013 As- Salam alaqyqum wr wb, Yeh janab Syed Muhammad sahib ko ghaliban meh janta hoon. In'neeh jesay naam kay saath ek banday nay RasoolAllah (sallalahu alayhi was'sallam) kay leyeh qull ilm e ghayb e illahi sabat kerna chaha apni oot'patang shirk e akbar ko sufiat kay lebaday meh gussa kay mujjay hazam kerwanay kee koshish meh laga thah. Aur us banday ko Ala Hazrat Imam e Ahle Sunnat, qutb ul ulama o awliyah Ahmad Raza Khan rahimullah alayhi ta'ala say is maslay kee waja say kafi chir ho gaee thee. Aur un janab ka kehna thah kay Ala Hazrat, mujadid e millat e islamiyah nay wahhabiyoon kay khauf say haqiqat ko chupa deeya. Aur us Muhammad Syed kee ibaraat per khadam nay be takfir kee aur Sayyidi Taajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan al Azhari nay fatwah e shirk deeya tha. In per nazr rakhyeh ga agar yeh janab wohi huway toh ham sab ko Shirk kee goli istilahat e sufia meh gol gol ker pilahen gay. Aur in janab ka andaaz wohi thah joh us Mushrik ka thah. Aur yaqeenan in ko ala Hazrat kee ata'hat ka dard masla e ilm e ghayb kee waja say hoga. Thora intizar keren janab phoot peren gay. Muhammed Ali Razavi Chalo .. ho gaya kaam ... abhi mujhe kaha ja raha tha k kisi se badzan nahi hona chahiye aur khud hi shuru ho gaye. Mein wo banda nahi jiska tum ziker kar rahe ho. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 21 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2013 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 21 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2013 Syed Muhammad Mohsin ya Muhammad Syed Mohsin, yeh aap ka email adress toh nahin nah? [email protected] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 23 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2013 ساری باتیں ایک طرف لیکن یہ فرضی نام سے بیعت کرنے والی منطق واقعی مضحکہ خیز ہے۔ موصوف فرماتے ہیں کہ Fitnon k daur mein husn e zan aap ko hi mubarak ho. Mein agar ye kaam na karta to mujhe kabhi maloom na hota ke ye banda sacha hai k nahi. Kis tarha se bait mein le liya us naam ko jiska wajood bhi nahi? امید کرتا ہوں کہ آپ شادی شدہ نہیں اور اگر ہیں تو یہ بتادیں کہ وقتِ نکاح کہیں قاضی صاحب کی سچائی معلوم کرنے کے لئے نکاح نامے پر بھی فرضی نام تو درج نہیں کروایا تھا؟ اور اگر قاضی صاحب کی ہیلو ہیلو ٹیسٹنگ کرنا یاد نہیں رہا تو آپ کے لئے تو بڑی پریشانی کی بات ہوگئی۔ 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 26 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 26 فروری 2013 salam, Jazak Allah Toheedi Sahab, janab ye jo waqya apny bayan kiya hai wo kis san hijri ka hai wo bhi likh dein to meharbani hogi... Allah Hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 26 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 26 فروری 2013 Assalamoalaikum Kionkeh Book ka naam Pakistan Say Dyar-e-Haram Tak hay so it means keh 1947 k bad ka waqea hay .. anyways main nay book dekhi hay to 1958 ya qareeb ka safar nama maloom hota hay .. book main safarnama shuroo karnay ki exact date likhi naheen ya mujhay dikhi naheen.. Anyways Toheedi Bhai hi Exact Sin-e-Hijri bta saktay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Burhan25 مراسلہ: 27 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 27 فروری 2013 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
p ahmed raza مراسلہ: 13 جون 2017 Report Share مراسلہ: 13 جون 2017 Subhan allah...allah azz wajal apne habeeb sallallahu alaihi wasallam ke sadqe o tufail aap tamami bhaiyo ke ilm o amal me barkate ataa kare Aameeeeen... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔