Zulfi.Boy مراسلہ: 17 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 17 فروری 2013 (ترمیم شدہ) is ka jawab aur matlab chahiye ke inhhone tafseere azeezi me ilme gaib ko alwahiyat keh kar mukro kaha hai hai... pura page is me hai aur is ka jawab علم جب کہ مطلق بولا جائے ۔ خصوصا جب کہ غیب کی طرف مضاف ہو تو اس سے مراد علم ذاتی ہوتا ہے۔ (ملفوظات،حصہ سوم:ص٢٨٣، مطبوعہ فرید بک سٹال لاہور) Edited 17 فروری 2013 by Usman Razawi Deobandi Wesbsite ka link remove kr k dobara image post kar sktay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 17 فروری 2013 Report Share مراسلہ: 17 فروری 2013 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 17 فروری 2013 Author Report Share مراسلہ: 17 فروری 2013 .......شفقت اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
p ahmed raza مراسلہ: 12 جون 2017 Report Share مراسلہ: 12 جون 2017 On Sunday, February 17, 2013 at 2:22 PM, SunniDefender said: Yahi aitraz ek wahabi ne kiya hai. ..iss ibarat ko samjhaae badi meharbani hogi Jazak allah.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 13 جون 2017 Report Share مراسلہ: 13 جون 2017 Puranay Ulamah ki kutub mein Deobandi aur Wahhabi tehreef kar detay hen. Yahi Deobandiyoon aur Wahhabiyoon ka shoroon say wateera raha heh. Shah Abdul Aziz rahimullah kay Wahhab/Deobandi honay par kissi Sunni aalim ka qawl nahin. Yeh tehreef shuda hen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
p ahmed raza مراسلہ: 13 جون 2017 Report Share مراسلہ: 13 جون 2017 2 hours ago, MuhammedAli said: Puranay Ulamah ki kutub mein Deobandi aur Wahhabi tehreef kar detay hen. Yahi Deobandiyoon aur Wahhabiyoon ka shoroon say wateera raha heh. Shah Abdul Aziz rahimullah kay Wahhab/Deobandi honay par kissi Sunni aalim ka qawl nahin. Yeh tehreef shuda hen. Ji hazrat agar ye tafseer e azeezi ki ye ibarat tahreef shuda hai to plzz koi daleel dijiye q ke ye khabees log aise to maanege nhi... Aur SARKAR AALA HAZRAT raziallahu anhu ne ek Ibarat ka khulasa kijiye Jisme AALA HAZRAT ne farmaya k ilm jab mutlaq bola jaye khususan jab gaib ki taraf isse ilm zaati hota hai .iska bhi jawaab dijiye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 13 جون 2017 Report Share مراسلہ: 13 جون 2017 1 minute ago, p ahmed raza said: Ji hazrat agar ye tafseer e azeezi ki ye ibarat tahreef shuda hai to plzz koi daleel dijiye q ke ye khabees log aise to maanege nhi... Aur SARKAR AALA HAZRAT raziallahu anhu ne ek Ibarat ka khulasa kijiye Jisme AALA HAZRAT ne farmaya k ilm jab mutlaq bola jaye khususan jab gaib ki taraf isse ilm zaati hota hai .iska bhi jawaab dijiye Salam alayqum, Hazrat logh Quran o Hadith ko chor kar Mirza ko Nabi maan rahay hen. Tafsir e Azizi ko chor kar koi kia manay ga. Agar yeh sabat bi ho jahay aur purana nuskha mil bi jahay toh tab bi aap ko kohi Deobandi ya Wahhabi sudharnay wala nahin. Jin kay wastay hidayat likhi heh, woh choti si baat pay hidayat pa jaatay hen aur jin kay leyeh gumrahi aur kufr, pura Quran parh kar suna denh, kohi sunnay wala nahin kohi mannay wala nahin. Joh baat Quran o Sunnat kay khilaaf ho, Shah Abdul Aziz rahimullah ki ho ya un kay abba huzoor ki, nah aap maneh gay aur nah mein. Ilm e ghayb Quran o Ahadith e Sahiha mutawatira say sabat heh, toh agar bil farz e muhaal Shah sahib ki tafseer mein esa likha huwa heh jesay pesh huwa toh kia aap Deobandi ya Wahhabi ho jahen gay? Un logoon say Quran o Hadith kay mutabiq maghz mari karen toh shahid un ko kohi faida ho. Meray pass ek banda aya thah Ala Hadhrat ki ek ibarat leh kar jis mein Ala Hadhrat nay Ismail Dehalvi ki girift ki. Deobandi ka dawah thah kay Ala Hadhrat nay Allah jalla shaanahu kay baray mein gustakhana kalamat kahay hen. mein nay poocha mujjay keun batatay ho, kehnay laga is waja say kay kia tum esay ko mano gay, mein nay poocha muj say kia tawaqoh rakhtay ho, kehnay laga tum chor doh gay keun kay tum mein insaaf heh, mein nay poocha tum be chor detay kehnay laga jee chor deta, mein nay kaha, jis nazriyeh ka tum ilzaam Ala Hadhrat deh rahay ho agar wohi bilqul tumaray maulvi ka sabat ho jahay toh aur Ala Hadhrat bari ho jahen toh phir Sunni ho jaho gay, kehnay laga phir ihtiraz nahin karoon ga, mein kaha nahin us ko chor doh gay aur Sunni ho kar kufr ka hokam jari karo gay jesay tum nay Ala Hadhrat par keeya, kehnay laga nahin. Mein nay poocha chalo deobandiat ko choro gay, is ka bi munkir huwa, toh mein nay kaha, chalo idhar say, aynda meray darwazay par mat ana. Sharminda huwa, kehnay laga chalen kon say maulvi nay esa likha, heh mein nay kaha, mein nahin chahta kay tummein batahoon aur tum us ki perwohi karo aur kufr karo, aur mujjay shareek karo apnay kafir honay mein. Darwaza band kar deeya, phir say salam dua bi nahin keeya ussay. Batanay ka maqsid yeh heh kay, janab logoon say wesay maghz mari nah karen, kuch likhwa lenh, agar esay nahin aur esa sabat ho gaya toh phir tum Sunni ho jaho gay. Agar likh deh toh phir us kay wastay koshish karen. Jinoon nay Quran aur Hadith kay dalahil kay ambar ko nahin mana woh Shah Abdul Aziz rahimullah ko maneh gay. Wesay waqt barbadi heh in logoon say. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔