Jump to content

Qayamat K Din Loog Maa K Naam Say Pukaray Jayen Gay Ya Baap K Naam Say (Aehkam E Shariat Par Aetraz)


MadaniLover

تجویز کردہ جواب

ABU DAWOOD SHARIF AUR MUSNAD-E-AHMAD ME HAZRAT ABUDDARDA RAZIYALLAHU ANHU KI RIVAYAT SE EK HADIS SHAREEF NAQAL KI GAYI HAI JIS ME RASOOL-E-AKRAM SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE IRSHAD FARMAYA HAI KI

"TUM LOG QIYAMAT KE DIN APNE AUR APNE WALID (BAP) KE NAM SE PUKARE JAWO GE IS LIYE APNE NAM ACHCHHE RAKKHO"

IS HADIS KO AHMAD RAZA NE BHI APNI KITAB "AHKAM-E-SHARI' AT 1 PAGE 73" PAR LIKHA HAI

MAGAR IS HADIS KE KHILAF AHMAD RAZA DUSRI JAGAH
"AHKAM-E- SHARI' AT 2 PAGE 187" PAR YUN
LIKHTE HAIN

"ROZ-E-QIYAMAT. ..LOG APNI MAWON KI TARAF NISBAT KAR KE PUKARE JAYENGE".

AHMAD RAZA KE QALAM KA YEH HAL HAI IS KE BAWOJUD RAZAKHANI MOLVI YUN TA'REEF KARTE HAIN KI
"AALAHAZRAT KI ZABAN O QALAM KA YEH HAL DEKHA KI MAULA TA'AALA NE APNI HIFAZAT ME LE LIYA HAI AUR ZABAN O QALAM NUQTA BARABAR KHATA (GALATI) KARE IS KO NAMUMKIN FARMA
DIYA"

(AHKAM-E-SHAR'A T PAGE 11)

RAZAKHANIYO! ZARA BATAWO KIYA MAULA TA'AALA NE AHMAD RAZA KE QALAM SE HADIS KE KHILAF LIKHWAYA HAI?

Link to comment
Share on other sites

Bhai 3 part ek book me hai...

 

PLEASE KOI JAWAB DE

 

dWNLD KRE AUR PADHE

 

Salam alayqum wr wb

 

Baee meh nay be is ka jawab rawayat kay saath pera heh ya suna heh. Ghaliban yeh ihtiraaz Tahir Giyawi kay saathi ka joh munazira Mufti Muti ur Rehman ka India meh huwa thah us meh yeh masla uthaya gaya thah Ala Hazrat ko kaffir sabat kernay kay leyeh. Yeh munazra is forum per mojood heh please sun lenh.

Link to comment
Share on other sites

MuhammedAli Bhai

 

Agr aapne jawaab suna ho to yaha likhde...plz

 

Jawab yahi heh kay logoon ko qayamat kay din un kay walid aur walida kay naam say bulaya jahay ga. Aur meray [pass itna time nahin kay meh is 20 gantay kay munazireh ko sun ker reffrences talash keroon. Aap sun lenh aur reffrences likh lena.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

SAEEDI BHAI

 

JAWAAB DENE KE SHUKRIY... :)

 

BHAI KAL " NAJM MIRANI BHAI " NE EK VIDEO SHARE KI THI FB PE

 

QIYAMAT ME WALIDA K NAAM SE PUKARA JAYEGA?

BY. MUFTI AAZAM PAKISTAN ASHRAFUL QADRI DAMAT BARKATUHUM AALIYA

 

UNHO NE KAHA JIS AAYAT KI TAFSEER QIYAAMAT ME MAA K NAAM SE PUKAARE JAANE KI HAI USE ULMA NE MARDOOD KAHA HAI AUR JO SAHI HADITH HAI QAYAMAT ME BAAP K NAAM SE PUKARA JAYEGA.

 

BHAI AHKAM E SHARIAT PART 2 "MASLA NO. 95" ME AALAHAZRAT NE EK MASLE K HAL ME LIKHA HAI MUJHE ITNE PURE URDU NAHI AATI HO SAKE TO REHNUMAAYI KARE... :)

 

ISLAMI DEFENDER BHAI,NAJM BHAI,MOHAMMEDALI BHAI AAP KA BI SHUKRIYA REPLY KRNE K LIYE... :)

 

MohmmedAli BHAI MUAFI CHAHTA HU MAINE KAHA THA AGR AAPNE SUNA HO TO LIKHDE... :)

Edited by MadaniLover
Link to comment
Share on other sites

SAEEDI BHAI

JAWAAB DENE KE SHUKRIY... :)

BHAI KAL " NAJM MIRANI BHAI " NE EK VIDEO SHARE KI THI FB PE

....

ISLAMI DEFENDER BHAI,NAJM BHAI,MOHAMMEDALI BHAI AAP KA BI SHUKRIYA REPLY KRNE K LIYE... :)

MohmmedAli BHAI MUAFI CHAHTA HU MAINE KAHA THA AGR AAPNE SUNA HO TO LIKHDE... :)

 

Salam alayqum wr wb,

 

Kohi baat nahin, in do hissoon ko sun lenh jawab in meh heh. Kohi baat nahin meray baee, mafi ki kia baat heh.

 

 

 

Koshish keeya keren kay baee ka adat dalen kay aap ka knowledge first hand ho. Joh refference ho khud check keeya keren aur tehqeeq keeya keren. Meh nay kaheen bar ek reffrence kee talash meh puri puri kitab perh daali heh. Esa kernay say ilm waseeh be hota heh aur apna mowaqif per confidence be peda hota heh aur shaytaan shakook o shubat peda nahin ker sakta joh aur kissi kay batanay say kerta heh. Aur is kay sath tehqeeq o tasdeeq kee adat bi perti heh.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...