Jump to content

Rename Topics In Roman Urdu


Mustafaye

تجویز کردہ جواب

Moderator Hazrat say Darkhast

 

Hamaray forum par bohot saray aetrazat k title kuch is tareqay say hain "Is aetraz ka jawab dain", "Is baat ki wazahat kar dain" wagera wagera. Barae meharbani in k title name ko aetraz k naam par rakha jaye or koshish kar k ROMAN URDU ka istemal kia jaye q k Jb loog Google wagera par search kartay hain to aksar ROMAN URDU ka istemal kartay hain.

 

Kal mghe Krishan Kanya walay aetraaz ka jawab dhondnay main poray forum ko dekhna para.

Link to comment
Share on other sites

Moderator Hazrat say Darkhast

 

Hamaray forum par bohot saray aetrazat k title kuch is tareqay say hain "Is aetraz ka jawab dain", "Is baat ki wazahat kar dain" wagera wagera. Barae meharbani in k title name ko aetraz k naam par rakha jaye or koshish kar k ROMAN URDU ka istemal kia jaye q k Jb loog Google wagera par search kartay hain to aksar ROMAN URDU ka istemal kartay hain.

 

Kal mghe Krishan Kanya walay aetraaz ka jawab dhondnay main poray forum ko dekhna para.

 

 

Brother aap ki suggestion bahut achi hay .. Is silsilay main members ki madad darkar hay.

 

Aap aor agar ho skay to doosray members :

 

1. Jo jo aitrazat K Topics hain wo dhoondhain , misal k tor par aap nay krishna walay aitraz ka jwab dhoondha tha , istrah doosray topics dhoondhain aor phir in topics ko moderators ko report krain ....... Moderators In saray topics k links ko AIK HI topic main jemma kar dian ge .......... istrah jab koi banda wo aik topic open kray ga to saray aitrazat k jwabat usay mil jain ge.

 

 

2. Kuch topics main 1 say ziada aitrazat k jwabat mojood hain ...... members in topics main say 1 , 1 aitraz k jwab ko alag alag kar k mukhtalif topics ki shakal main post kar dain ...... aor phir un k links aik hi topic main add kar deay jain .....

 

 

3. Members Ja-Al Haq.com visit krain .... Islamimehfil k jo jo topic wahan par added hain wo to theek hay .... par jo jo topic wahan added naheen hain un ko report krain takeh wo topics Ja - AlHaq.com par upload kia ja sakain.

 

Is k ilawa agar koi suggestion ho to btaeay....... Shukria

 

Umeed hay keh aap aor doosray members Co-Operation Karain Ge.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
On 3/19/2013 at 12:25 AM, Mustafaye said:

Main In sha Allah is par kaam karoon ga.

 

Mustfaye Brother ,

 

Ma Sha Allah jis tezi say aap nay sirf 4 weeks bad foran reply kar diya hay ,.. aor us main bhi In sha Allah keh kar next par kaam daal diya hay ... isitrah ab keh kar bhool mat jaeay ga.

 

Umeed hay keh next post main aap amali tor par kuch krain ge..

 

...

 

behrhaal aap ki mehrbani k aap nay reply kiya to sahi , irada to zahir kiya , Baqi kisi Member nay to reply ki zehmat hi gwara naheen ki ..

 

........

 

Hmaray Mughal bhai nay already is par kaam shuroo kar diya hay... Moderators Mughal bhai k shuroo krda topic main hissa lain. Shukria

 

.......

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...