Jump to content

Dawat-E-Islami Par Aitrazat Ke Jawabaat (Radd E Iblees Ka Raqs)

Najam Mirani

تجویز کردہ جواب

  • 5 months later...

janab najam merani sahib, jazak ALLAH aap nay bahut mehnat kee hay swaal jawab likh kar.  aik chooti see baat  ke taseeh karna cahta hoon. start k page main aap nay likha k ham gunbad e kizra k colour graan ke nisbat ke waja say green amaama pehntay hain.  gunbade khizra ka colour green start say naheen . perhaps 300/400 saal pehlay ya colour green kia gia to  green colour say pehlay kia us waqat k muslimaan green amaama naheen pehntay thay yaqeenan pehntay thay.

asal baat ya hay k green amama sunat sharif hay. jis ka saboot ya hay k  tope khana  istanboul turkey main jo  HAZOOR (saw) say mansoob jo cheezain rakhi hain un main aik amama sharif bhee hay jis ka colour green hay. to ham is green amama ko sunnat samajh kar pehntay hain. gunbad khizra kay colour green ke waja say naheen.

alhamdolillah ALLAH (azw) nay ya saadat mujh ko bakhjshi kay aug 1989 main makkha haram sharif maghrab kee namaz say pehlay hazrat ilyaas qadri  sahib say mulaaqat hu e to main nay araz kia k aap sunatoon par amal karwaatay hain jab k aap nay jo naswaari colour ka amama pehna huaa hay ya sunnat e rasool (saw) naheen .ya kehtay hain k ya colour sunnat e siddik akbar  (raa) hay. us waqat nooraani sahib ya colour istemaal kartay thay kion k wo siddiquee thay.  main nay araz kia sufaid, black ya green sunnat sharif hay.  aap nay waada kia k pakistan jaa kar tehqeeq kar kay kuch karoon ga. to september 1989 main naswaari say colour  green change ho gia. us waqat say yahee colour isteemaal ho raha hay.

to janab green colour sunnat hay.  gunbad e khizra kee waja say green amama naheen pehntay.  thanks to all

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

شہزاد بھائی تصحیح کے لیئے آپ کا بے حد شکریہ

جزاک اللہ خیرا

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...