Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 meri mohtaram islami behnon kal ham ne nigran e shoora k bayan mein aik khushkhabri suni k islami behnon ki mulki satah per aik mushawerat ka qiyam hoagaya hay Alhamdulillahi ala ahsanihi yaqeenan saniha e faizan e madina k baad islami behnon k madani kaam mein bohat taraqqi hoi hay . hamari wo behnain jo abhi dawateislami k madani mahole mein nai hain ya wo jo abhi mahole se munsalik nahin sirf mahabbat kerti hain or jan na chahti hain k dawateislami ka madani mahole kia hay or saniha e faizan e madina kia hay to meri wo behnain zaroor biz zaroor ameereahle sunnat ki ye kitab parhain: Saniha E Faizan E Madina Tundi e baad e mukhalif se na ghabra aye uqab ye to chalti hay tujhay ooncha uranay k liye ap ko is kitab k mutaliye se pata chalay ga k dawateislami kia hay or jo is mahole se wabasta hojata hay usay kia kia fayyoz o barakat ata hotay hain,or jo is madani mahole mein rehtay hoay shahadat ka jaam nosh kergain un k darajat o maqam bhi ap ko is kitab ko parhnay se maloom hongay. baraye madina is kitab ka mutala'a karen or doosron ko bhi targheeb den. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ameereahlesunnat ki nigah e faiz aser se dawateislami k madani kaam ko din 25 ween raat 26 ween taraqqi ata farmaye or tamam muballigheen ko ikhlas ki dolat se nawaz ker madani kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 wa alikum salam .............g sis.............ab tu Pakistan main islamic sis k madani kaamoon ko par lag jaei gy..........aor yeh madiney ki taraf urney lagey ga........................insha Allah Azzawajal................masha Allah Azzawajal..................subhan Allah Azzawajal.................ALhamdulillah Azzawajal.............wasalam with request fo duae maghfirat. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ATTARIA2526 مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 ji baji ye khushkhabri kal bayan me nigran e shura ne batai,badi khushi hoi sab behno ko mubarik ho insha ALLAH madni kaam badhe ga or sahi kaha ap ne sanihaye faizan_e_madina ke baad kaam badh gaya hay pehle 3 jaga ijtima hote the markazi or us k bad 30 jaga hone lage or ye book waqi buhat achi he sab sisters padhen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 24 جولائی 2007 Author Report Share مراسلہ: 24 جولائی 2007 bilkul sahi farmaya attaria sister ap ne yaqeenan saniha e faizan e madina k baad kaam barh gaya hay. ameereahlesunnat ka ye bayan bhi tamam behnain zaroor sunain ye bayan ameereahlesunnat ne abhi shaheedat e saniha e faizan e madina ki pehli barsi per kiya tha: shaheedat e faizan e madina ki pehli barsi ye bayan sun nay se ta'alluq rakhta hay. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ameereahlesunnat damat barkatuhum ul alya ki nigah e faiz aser se .shaheedat e sahina e faizan e madina k tufail ham sab ko bhi isi madani mahole mein merna naseeb farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 24 جولائی 2007 Share Kerney Ka Shukrya.. Yeh Bayan Main Ney Suna Tha.. Buhut Hi Acha Bayan Hai.. Khush Qismat Islami Behnein Thi Woh Jinho Ney Shahadat Ka Jaam Piya.. Allah Ki Un Per Rahmat Hoo Aur Unkey Sadqey Hamari Maghfirat Hoo.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat مراسلہ: 26 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2007 Alhamdulillah Azzawajal..........islamic sisters ki mulki mashawaret ki islamic sisters ............Babul MAdina karachi sey........................Sardar Abad......... Faisal abad tashreef la rahi hein...............Faizan e Madina ...........Madina Town.....main ..hafta k din 12 Rajab shareef ko wo islamic sisters ki taqreeban 6 gantey key liyee tarbiyyeti nashist lagein gien...........ummeed hey k pir Pakistan k deeger maqamaat per bi madani doura fermain gi.........insha Allah Azzawajal. Allah Azzawajal inn madani sisters ka ana ham sab key liyee mubarak fermay ameen, wasalam with request of dua e maghfirat. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 26 جولائی 2007 Author Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2007 mubarak ho faizan e attar! babul madina se madani markaz ki islami behnon ki tashreef awari mubarak ho faizan e attar lootiye or duaon mein yad rakhain. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ap ka seena madeena banaye or madani kaamon ki dhoomain machanay ki madani sa'adat ata farmaye. aameeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat مراسلہ: 26 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2007 jazakilahu khaira ameen marhaba اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ATTARIA2526 مراسلہ: 28 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 28 جولائی 2007 zaberdast faizan e attar sister mubarik ho Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ap ka seena madeena banaye or madani kaamon ki dhoomain machanay ki madani sa'adat ata farmaye. aameen summa aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 29 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2007 Subhan Allah JazaKAllah (Azawajal) Thanks for sharing... Imtiaz Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madina.merijan مراسلہ: 30 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2007 FAIZAN E ATTAR JARI RAHAY GA INSHA ALLAH AZZAWAJAL BEGGAR OF DUA E MAGHFIRAT O GHAM E MURSHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari26 مراسلہ: 8 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 دسمبر 2008 meri mohtaram islami behnon kal ham ne nigran e shoora k bayan mein aik khushkhabri suni k islami behnon ki mulki satah per aik mushawerat ka qiyam hoagaya hay Alhamdulillahi ala ahsanihi yaqeenan saniha e faizan e madina k baad islami behnon k madani kaam mein bohat taraqqi hoi hay . hamari wo behnain jo abhi dawateislami k madani mahole mein nai hain ya wo jo abhi mahole se munsalik nahin sirf mahabbat kerti hain or jan na chahti hain k dawateislami ka madani mahole kia hay or saniha e faizan e madina kia hay to meri wo behnain zaroor biz zaroor ameereahle sunnat ki ye kitab parhain: Saniha E Faizan E Madina Tundi e baad e mukhalif se na ghabra aye uqab ye to chalti hay tujhay ooncha uranay k liye ap ko is kitab k mutaliye se pata chalay ga k dawateislami kia hay or jo is mahole se wabasta hojata hay usay kia kia fayyoz o barakat ata hotay hain,or jo is madani mahole mein rehtay hoay shahadat ka jaam nosh kergain un k darajat o maqam bhi ap ko is kitab ko parhnay se maloom hongay. baraye madina is kitab ka mutala'a karen or doosron ko bhi targheeb den. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein ameereahlesunnat ki nigah e faiz aser se dawateislami k madani kaam ko din 25 ween raat 26 ween taraqqi ata farmaye or tamam muballigheen ko ikhlas ki dolat se nawaz ker madani kaam kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 8 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 دسمبر 2008 MashaAllah Azawajal........ Jazakillahu khaira(Ameeen) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 12 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 12 دسمبر 2008 Masha Allah Azzawajal Bapa k peyaray Tu majlis hou ya na hou Kaam kartay hi rahegii Ham jesay Nikamo k Liee koi bhi majlis banna waqie khush khabri k shayad Hami bhii kam krna Aajie..... Jazzak Allah For this Madni news Allah Azzawajal Dawateislami k har majlis ko Tarraqi Atta Farmie Inkay kamoo ko Aasan farmiee Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔