Raza مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 JazakAllah Ho Khiran Kaseerah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 (ترمیم شدہ) Brother Nice Post. Mein b yahan par kuch baaten batana chahoon ga, Pahilee baat, aap ne OS (Operating Systems) ke baare men bataya, Bilkul theek kaha aap ne; Lakin Linux OS mostly professional users ke liye hay, Jab ke windows har ko'ee use kar sakta hay, Professionals bhee, aur non-Professionals b. Main diffrence ye hay ke Linux is more secure than Windows, and is also little bit difficult to install and handle as compared to windows. Aur aap ne jo doosiri baat kee hay ke "Jab b computer khareeden, to bilkul new len, U r 101% right; B/c jo used computers hote hain, aksar wo kuch hee arse ba'ad kharab ho jaate hain; Aur un kee repairing par itna kharchaa aata hay ke jitni us PC ki qeemat b nahin hay." Aur 3rd world countries bil-khusoos Pak men agar new PC khareed karne jaa rahe hain, to aaap aik xpert ko zaroor ba zaroor saath le jaayen; Warna aap ko NEW Components k ki qeemat le kar Purane aur used components de denge; Reason is that u do not ABC of computers. Edited 23 جولائی 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 Computer Lenay Mein Asal Bat Hai Computer User Kesa Hai... Ager User Khud Hardware/Software Mahir Hoo Tu I Think Used Computer, New Computer Sey Zyada Faida Mand Hai.. Main Ney 3 Times Pc Change Kiya Hai Aur Kabhi Bhi New Computer Nhin Liya.. Aur Alhamdu Lilah Mujhay Used Per Koi Bhi Lose Nhin Howa.. Aur Na Hi Baar Baar Kisi Shop Per Ley Janey Ki Zarorat Peri Hai.. New PCs Ki Main Ney Kafi Installation Ki Hai.. Ager Same Usi Speed Per Mujhay Used Branded PC Istimal Kerney Ka Moqa Mila Hai Tu Usay Zyada Behter Paya.. Is Liye Meray Hardware Teacher Ney Apney Cafe Per Branded DELL P4 Double Processor Key Sath As a Server Rakha Howa Tha.. Aaj Unho Ney Woh Shop Meray Friend Ko Sell Ker Di.. Per Server Wohi Use Ho Raha Hai.. Aur Us Sey Pehlay Unho Ney P4 Everything New Key Sath Use Kiya Tha.. Aur Jo Rooz Key Masail They Woh Mujhay Yaad Hain.. Beherhal Asal Chez Computer User Hai.. Chahey New Koi Ley Per Istimal Kerna Sahi Nhin Aata Tu Computer Shop Key Daily Chaker Laganey Pertey Hain.. Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan e Attar@Madani Inaamat مراسلہ: 23 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 23 جولائی 2007 jazakumullahu khiara ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 27 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 27 جولائی 2007 Very nice post according to need of time.Good Keep it up. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 29 جولائی 2007 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2007 Subhan Allah JazaKAllah (Azawajal) Thanks for sharing... Imtiaz Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔