Jump to content

Alhadees::: Meri Tarha Koi Nahi Hai


Zulfi.Boy

تجویز کردہ جواب

heheheh

 

bhai isi poster ki waja se me dhoond raha ho book ka scan page....

 

mujhe is hawale se nahi mil rahi.... book ka page chahiye, fb per ek banda mang raha hai....

 

Good, agar aap pehlay hi yeh poster share kr detay to seedha poster say hwala dekh kar scan day deta. yeh to mujhay itefaqan poster nazar aagya tha.

bhai refrence main kitab ka nam , bab ka naam wazih likha to hay.

 

1.jpg

414.jpg

415.jpg

Link to comment
Share on other sites

On 1/18/2013 at 12:28 AM, Zulfi.Boy said:

jazak Allah, aap ki ilm ki daat deta ho

 

me dhoond dhoond kar pagal ho gaya.....

 

Brother ilm to dawateislami walon ka hay keh unhon nay hwala diya .. main nay to wahan say dekh kr post kr diya. Aor mehrbani Nafseislam walon ki unhon nay Ahadees shareef ki books upload ki hain.

 

Bhai aap kesay dhoondtay rhay hain? maybe aap k dhoondhay ka tareeqa kar ghalat ho?

 

kionkeh wahan WAZIH likha hay keh kitab ka naam Tirmizi shareef , aagay kitab-us-som ...... ab yeh bat to pakki ho gayi keh Rozay say mutaliq jo bab hain Lazman unhi bab main yeh hadees ho gi ........ ab next yeh mushkil bhi aasan kar di gayi keh kitab-us-som main som-e-wisal ki karahat k bab main ........ to ab to bilkul hi aasani ho gaya.

 

Nafseislam.com par Ahadees shareef ki books mojood hain wahan Tirmzi shareef ki jild 1 open krain page 41 say fehrist shuroo hoti hay , aap SIRF surkhiyan dekhain jo bari bari likhi hain to page 56 par likha hay keh ABWAB-US-SOM .........to ab wahan say dekhna shuroo kar dain keh Som-e-Wisal ka kahan zikr hay ........ lekin kionkeh nafseislam per jo tirmizi shareef hay us main fehrist main abwab ka naam zikr naheen hain , lihaza ya to fehrist ki details main say dekhain keh maybe kuch miltay jultay alfaz mil jain ....... agar na milain to page 378 say Kitab-us-som dekhna shuroo kar dain , sirf abwab k naam dekhtay jain , to 5 minute main aab apnay matlooba bab tak phunch jain ge ... ab us bab main say matlooba hadees shareef dekh lain.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...