ASADULLAH مراسلہ: 7 جنوری 2013 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2013 Assalam o Alaikum, Agar koi yun kahe k deen mein asani hai aur mushkil hum logo ne khud bana diya hai aur yun kahe k pehle zamane mein leather socks hote thay tou massah jaiz tha aaj ka zamana alag hai isliye cotton socks per b kiya ja skta hai tou us k baray mein kya kehte hain Ulma e deen? jo shaks aesa kehta hai woh bazahir sunni hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 7 جنوری 2013 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2013 On 1/7/2013 at 8:49 PM, ASADULLAH said: Assalam o Alaikum, Agar koi yun kahe k deen mein asani hai aur mushkil hum logo ne khud bana diya hai aur yun kahe k pehle zamane mein leather socks hote thay tou massah jaiz tha aaj ka zamana alag hai isliye cotton socks per b kiya ja skta hai tou us k baray mein kya kehte hain Ulma e deen? jo shaks aesa kehta hai woh bazahir sunni hai Wa Alaikumussalam Jurabon Par Masah K Baray Main Tafseeli Maloomat is kitab main mil skti hain : http://library.faiza...ndex.php?id=455 Download : http://library.faiza...load.php?id=455 Deen Main Aasani Say Kia Murad Hay? Yeh jannay k leay Madani Channel k Programme Aik Hadees Aik Sabaq By Mufti Asghar Ali Madani Sahib ki Episode No.5 dekheay : Link : http://www.dawateislami.net/medialibrary/mediaHome.do#!section:media_aik%20hadees%20aik%20sabaq.aik%20hadees%20aik%20sabaq.1.1.1.1.1.16.0.0 .......... Islam ka jo hukum hay usi par amal ho ga yeh naheen keh apni marzi say jo chaho bana lo , istrah har maslay main apni traf say nayi batain nikalnay ki bjaye islami ahkamat par amal karna chaheay. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ASADULLAH مراسلہ: 7 جنوری 2013 Author Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2013 Bht hi mufasal tafseel bayan ki aapne MashaAllah. Mera sawal yeh hai k kya aesa kehne wala ahlesunnat wal jama'at se kharij ho jata hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔