Jump to content

Akabreen e Deoband :: Qissa Bichre Bhaiio Ka..!!


Aashique-Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

G Hazrat buhat achee post.

Huzoor men aik baat yahaan par batana chahtaa hoon ke agar Rasheed gangohi ka bhai aise naa sahee, to baap he sahee ; aur wo aise ke Dahilwee Sahab kahite hain "Taqwiyat-ul-Emaan" men ke "Ghulam muhammed, Ghulam Hussain, Ghulam Ali, Muhammad Bakhsh, Hussain Bakhsh, Ghulam Muhiy-ud-din wagherah naam rakhina shirk hay". Ab Gangohi sahab ne fatawa-e-Rasheediya men likhaa hay ke "Taqwiyat-ul-Imaan" ka rakhina parhina ain Islam hay. Lakin shayad gangohi sahab ne "Taqwiyat-ul-Imaan" parhee nahin thee, yaa us ne apne shajra-e-nasab nahin dekhaa thaa, kiyoun ke gangohi sahab ke dada, par dada , nana , par nana wagherah ke naam wohi hain jin ko taqwiyat-ul-imaan men mushrik kaha gayaa hay, goyaa gangoohi sahab ne maan liyaa ke mere dada , par dada aur nana wagherah sab mushrik hain. To wo fatwa un k silsila-e-nasab par b laga. Goya ganohi sahab ne apne aap ko ............... hone ka certificate de diyaa. :)

 

aur issi tarah ka waaqi'aa thanvi sahab ka b hay; Jab un ke aba jaan ko khaarish hu'ee thee, to us ko hakeem sahab ne aik dawa batayee thee, lakin us dawa ka side effect ye thaa ke wo dawa "Qatiy-e-nasal" thee. To Thanvi sahab ke aba g ne kahaa ke "Jaan hay to jahaan hay, aise olaad ka kyaa gham jo abhi paida hee nahin huee hay." Is baat se saaf zaahir hay ke Thanvi sahab ke aba ne wo dawa ista'imaal kee thee. Aur phir jabhi to thanvi sahab ki nani aik Majzoob haafiz ka pass gayee thee ke "Huzoor ye mu'aamila huwaa hay." Haafiz sahab ne kaha ghbrao nahin, aik nahin do bete honge, naam rakhina "Ashraf Ali Khan" aur "Akbar Ali khan". Wahan par bethe huye logon ko ye baat samajh men nahin aayee ye pathan ke bete kaise hoonge ? Halanke thanvi kaa baap to farooqi hay.

To unihon ne us Majzzob haafiz se poocha ke "Kiyaa wo pathan honge kyaa ?" To phir Haafiz ne jawaab diyaa nahin "Ashraf Ali aur Akbar Ali " Rakhina.

Mein ne in donon baaton men ko'ee b jhoot nahin bola , Ye baaten "Taqwiyat-ul-Imaan, Fatawa-e-Rasheediya aur Ashraf-fus-sawanih" men dekhi jaa sakte hain. :)

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...