Iqra مراسلہ: 6 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2007 aksar logon main yah baat mashoor hai kah jab namaz parh li jaye jo jaye namaz ka aik kona mor dia jaye kionkah aisa na karnay sai us pai shitaan namaz parhta hai is kai mutalik AMEER AHLE SUNNAT kia farmatay hain neechay diye gaye madani muzakra main sunain jaye_namaz.rm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Iqra مراسلہ: 6 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) aksar log kabooter k paoon surkh honay k baray mein kia soch rakhtay hain us kai baray AMEER AHLE SUNNAT ki zabani sunain kia farmatay hain kabootar_kai_paoon.rm aik aur baat bhi mashoor kai kabootar kai sayed honay kai baray main us kai mutalik AMEER AHLE SUNNAT kia farmatay hain madani muzakra main sunain kabootar.rm Edited 6 ستمبر 2007 by IQRA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 6 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2007 iqra behan zaberdast achay masail share kiye ap ne wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2007 thanx 4 sharing. ameereahlesunnat ne madni muzakiron main aise kayi suwalat ke jawabat ata farmae hain. hamara muashra jahalat se bhara hoa hai. Allah hidayat de musilmano ko. ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 7 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2007 mashaAllah bohut hi zaberdast kaam kur rahin hai iqra bahan aur aik baat aur share kurni thi kay kisi bachay ki back pay pyaar karoo tu logon ka kehna hota hai kay us say next beta ya beti hoo wo murjata hai nahin kurna chahey back pay pyar .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 16 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2007 uff sana behan ye to is baat ko sun ker koi bhi faisla kersakta hay k ye jahilana baat hay ya nahi moat zindagi to Allah k ikhtiyar mein hay kisi bachay ko pyar kernay ya back per pyar kernay se is ka kia ta'alluq? aisiy to kai tawahhumat hamaray muashray mein paye jatay hain. Allah pyaray aaqa k sadaqay mein hamain tamam ghair sharai rasmon or baton se bach ker shariat per sahi se amal paira honay ki madani sa'adat ata farmaye aaaaameen bijahin naiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 MASHALLAH boaht acha thread hai bohat kuch sikhnay ko mill raha hai InshAllah main bhe jald kuch sawalat lay k ayoon gi JazakAllah keep sharing duaoon ki talbgar Allah hafiz waslam o alikum اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 22 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2007 JazaK Allah azawajal ........ bohat bohat shukriya post karney ka. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 27 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 27 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2007 wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 28 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2007 MASHALLAH JAZAKALLAH WASLAM O ALIKUM اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kaneez e Attar مراسلہ: 28 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2007 ASSALAMOALAIKUM MASHAALLAH AZZAWAJAL nice thread,nice info JAZAKALLAH AZZAWAJAL اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 6 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2007 mera aik sawal hai kay Allah pak nay kisi aurat ko aulad nahin di tu us mein aurat ka kitna amal dakhal hai kya wo aurat manhoos qaraar di jai gi is mashray mein kya us aurat say new born babay ki khabur chupaee jai gi? kya wo aurat bachay ya bachi ko hath laghna chahey tu us say hatha laina chahey baby ko kya wo picture mang lay tu nahin daina chahey kay wo koi jadoo kur day gi ya kuch kur day gi baby ko wo hi aurat koi juice ya soup ya koi food bana kur day tu us ko bahur daal daina chehy kay us nay jadoo kur kay diya hoga kis say pochay yee sawal kis ka qasoor hai in sab baton mein aisee aurat ko kya kurna chahey ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Iqra مراسلہ: 7 نومبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 7 نومبر 2007 piari sana bahan yah sab jahilaana batain hain in ka islam sai koi waasta nahin yah sab waham aur shaak hai kah koi insaan kisi beaulaad aurat kai baray main aisa sochay agar kisi aurat ko ALLAH nai aulaad ki dolat sai nahin nawaza to is main us aurat ka kia kasoor ???? har aurat ki khawahish hoti hai kah woh shaadi kai baad maan banay magar yah sab batain kisi insaan kai ikhtiar main to nahin yah to ALLAH ki marzi jis ko chahay baita day jis ko chahay baiti dai aur agar chahay to kisi ko kuch bhi na dai .... is main kisi insaan ka koi amal dakahal nahin ....is lye jo log aisai batain kartay hain woh agar to muslims hain to at least itna soch lain kah yah sab kartay aur sochtay hoye hamain ALLAH daikh raha hai... US sai har waqt darna chaiye kah koi bhi aisai baat ya aisa kaam ham sai na ho jis sai WOH naraz ho jaye .... aur waise bhi kisi beaulaad aurat ko jab log aisai batain karain gay to us bechari ki kitni dill azaarai hogi aur us dilazaari sai ALLAH kitna naraz hoga agar yah sab batain ham soch lain to aisai baaton ki nobat hi na aye ALLAH tumaam muslims ko hidayat dai jo asiay batain sochtay aur kartay hain ameen aur jo beaulaad hain ALLAH un ko naik aulaad sai nawazay ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 7 نومبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 نومبر 2007 pyari behan! is baray mein hamari ap ki rehnumai ameer e ahl e sunnat damat barkatuhum ul aiya is tarah farmatay hain: Kia Beolad Orat Manhoos Hoti Hay??? mazeed sister hamaray yahan jo log aisi baten kertay hain shariat e mutahhara men is ki koi daleel nahi milti, yaqeenan is men orat ka na hi mard ka kisi ka bhi qusoor nahi hota olad dena ya na dena Allah k ikhtiyar men hay wo jisay chahay ata karay jisay chahay ata na ker k azmaish men daalay, aisee aurat ko kya kurna chahey ? pyari behan her dukh takeef Allah ki taraf se ati hay or yaqeenan hamari azmaish k liye hi hota hay sab kuch, museebat der haqeeqat naimat hay or is naimat ka andaza laganay k liye museebaton or azmaishon per saber k fazail per ghor kerna bohat mufeed rahay ga main yahan afat k fazail per mabni madani phool attech ker rahi hoon ap is ka mutal'a karen or jo beolad khawateen hain wo bhi is ko parhain or apni is azmaish per saber ker k ajr kamain: in fazail ko parhain gi to inshaAllah saber kerna asan hojayega mazeed sana behan aisi khawateen ko jo beolad hain ya kisi bhi azmaish men mubtala hain ameer e ahl e sunnat damat barkatuhum ul aliya ka ye bayan zaroor sunna chahiye: Museebat DEr Haqeeqat Naimat Hay or aisay logon ko jo k is tarah hamari beolad behnon ko ulti seedhi baten bana ker pareshan kertay hain kuch soch laina chahiye k musalman ki dil azari gunah o haram or jahannam men lay janay wala kaam hay, laikin pyari behan main un tamam behnon ko jo is azmaish men mubtala hain yehi arz karoongi k aisay fuzool logon ki baton ko sun ker apnay ansoonoon ka qeemti sarmaya zaya na karen k ansoo ager bahain to khof e khuda men bahain ,apnay gunahon ko yad ker k bahain ya ishq e mustafa mein bahain ,aisay fuzool jahil logon ki jahilana baton se ham aopnay is qeemti sarmaye ko zaya kion karen madina!!! meri madani iltija hay k aisi khawateen apnay jaiz maqsad k husool ki niyyat se or rada e rabbul anam k liye madani ina'amat per amal kernay ki koshish karen .hafta war sunnaton bharay ijtima men shirkat ki sa;adat hasil karain or wahan ja ker apnay maqsad k husool k liye Allah k huzoor dua karen inshaAllah murad poori hogi. jazakillah wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 10 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2008 aslmolikum log samjhty hain key SAFAR ka mah acha nahi hota ab logo se banda pochey key ye kia kisi aur ka mah hay ye bhi jihalat hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 10 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2008 ji sister ye bhi bilkul ghalat mash hoor hay is baat ka jawab isi thread men post#64 men mulahiza farmain. Allah pyaray aaqa k sadqay men ham sab ko aisi tamam be sar o pa baton se bach ker shariat e mutahhara per amal kernay ki madani sa'adat ata farmaye. aaaameeeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 19 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 19 فروری 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 19 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 19 فروری 2008 lakin hamery mashwery mein tu aaam hain ye cheezin aur jab kafi arsa se raiiaj hun tu kesy khatam ker sekty hain??????? baery he kerny per majbur ker dein tu aur ager koi kirhat rekh ker kery tu ghuna tab bhi hay???????? koi dermaiyan ka rastaaaaa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Searc4theTruth مراسلہ: 19 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 19 فروری 2008 maine ye kabhi bhi nahin suna tha kay SAFAR ka maheena acha nahin hota, pishley din QTV pur kissi ney mufti sahib se sawal kiya tha ke kya hum shaadi iss maheeney mein kar saktey hain, kay ous ne sunna tha kay agar iss maheene mein shaadi kareygi toh talaq (astagfirallah) hoh jaye gi, mufti sahib hans kar farmaya ke kya statistics mein kya isse maheeney mey hoh gaye shaadiyon mey talaq hoh jaati hai, nahin doosreh mahinon mein hoh gaye shaadiyon mey bhi talaq hoh jathi hai, aur ye jahileeyat soch hain. laikin is ka background kya hain, longh istarah ki sooch kyon rakhtey hain?? (sorry is i used any word of punjabi) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 23 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 acha main ne aik bat ye bhi suni hai ke jab aankh phadkey tu koi museebat ane wali hoti hai.. aur baaz bayeen (left) ankh ka bhi kehte hain. bye the way meri kafi bar ankh phedki hai. per kuch howa nahi.. shuker Alhamdulilah. kya kisi ko is bare main kuch malom hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 23 فروری 2008 Report Share مراسلہ: 23 فروری 2008 sister bohat acha fatwa share kiya jazakillah wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 jazakillah amenn اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 waqai aisi kitni hi besaro pa baten hamaray muashray men na sirf mash hoor hain bal k raij hain or inhain aitiqad banaliya gaya hay jin se peecha churana beintiha mushkil hojata hay. Allah pyaray Aaqa k sadqay men ham sab ko shariat e mutahhara ki mukammal pairwi kernay ki madani sa'adat ata farmaye or aisi jahilana baton se door rehnay ki tofeeq ata farmaye aaameeen bijahin nabiyyil ameen jazakillah sister! wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔