Ashfaq.hussain مراسلہ: 16 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2012 Assalamo Allaikum Kya fiqh Hanafi mein Lobster (urdu naam mujhay maloom na ho saka but kuch online dictionaries mein issay Jheenga Machi kaha gaya hai) Haram hai ya Halal? Baraye meherbani agar iss baray mei fatwa mojoud hai tu bata dijiye. JazakAllah 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 17 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 17 دسمبر 2012 Assalamo Allaikum Kya fiqh Hanafi mein Lobster (urdu naam mujhay maloom na ho saka but kuch online dictionaries mein issay Jheenga Machi kaha gaya hai) Haram hai ya Halal? Baraye meherbani agar iss baray mei fatwa mojoud hai tu bata dijiye. JazakAllah WaAlaikumussalam Lobster aur Shrimp dono Prawn say miltay jultay jandar hai'n magar jheanga yani prawns nahee .. urdu mai ghaliban in 3no ko he jheanga kah daitay hain... Ahnaf k nazdeek daryai janwron main say sirf machli halal hay. Magar wo machli jo khud bakhud mar kar paani ki satah par aa gayi ho wo bhi haram hay. Jheengay k machli honay k baray main Ulama-e-Kiram ka ikhtelaf hay. Baz Ulama jo isko machli maantay hain un k nazdeek halal hay, aor wo Ulama jin k nazdeek Jheenga Machli naheen hay un k nazdeek Haram hay. Lihaza aesi soorat main ehtyat behtar hay. http://www.alahazrat...dex.php?page=10 Halal-o-Haram janwaron ki aik fehrist is kitab main di gayi hay , online read / download krnay k leay visit kijiay http://www.islamimeh...hand-wzahatain/ 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
khadim مراسلہ: 18 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2012 (ترمیم شدہ) WaAlaikumussalam Lobster aur Shrimp dono Prawn say miltay jultay jandar hai'n magar jheanga yani prawns nahee .. urdu mai ghaliban in 3no ko he jheanga kah daitay hain... Ahnaf k nazdeek daryai janwron main say sirf machli halal hay. Magar wo machli jo khud bakhud mar kar paani ki satah par aa gayi ho wo bhi haram hay. Jheengay k machli honay k baray main Ulama-e-Kiram ka ikhtelaf hay. Baz Ulama jo isko machli maantay hain un k nazdeek halal hay, aor wo Ulama jin k nazdeek Jheenga Machli naheen hay un k nazdeek Haram hay. Lihaza aesi soorat main ehtyat behtar hay. http://www.alahazrat...dex.php?page=10 Halal-o-Haram janwaron ki aik fehrist is kitab main di gayi hay , online read / download krnay k leay visit kijiay http://www.islamimeh...hand-wzahatain/ Assalam o Alaikum Aur Jazakallah for such a nice iinformation mujhay aik bat mazeed poochni thi k kia mujhay iss bat ka exact reference ya fatwa mil sakta hai k Hanfi maslak mein machli k ilawa sab daryai janwar haram hein. Thanking you in advance Jazakallah o Khair Wasalam Edited 18 دسمبر 2012 by khadim 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 18 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 18 دسمبر 2012 Assalam o Alaikum Aur Jazakallah for such a nice iinformation mujhay aik bat mazeed poochni thi k kia mujhay iss bat ka exact reference ya fatwa mil sakta hai k Hanfi maslak mein machli k ilawa sab daryai janwar haram hein. Thanking you in advance Jazakallah o Khair Wasalam WaAlaikumussalam Allah Tala aap ko bhi jaza-e-khair ata farmaye.. Aameen Bhai Pehlay Imam Ahmad Raza Hanafi Ki Kitab Ahkam=-e-Shariat ka refrence pesh kia tha. Is k elawa aik aor kitab ka link dia hay , is ka mutala bhi mufeed rhay ga. http://www.islamimehfil.com/topic/11272-halal-o-haram-janwron-ki-fehrist-aor-chand-wzahatain/ Tibyan-Ul-Quran main hay : اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ashfaq.hussain مراسلہ: 19 دسمبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 19 دسمبر 2012 WaAlaikumussalam Lobster aur Shrimp dono Prawn say miltay jultay jandar hai'n magar jheanga yani prawns nahee .. urdu mai ghaliban in 3no ko he jheanga kah daitay hain... Assalam-o-Allaikum, Itnay tafeesli jawab ke liye aap ka mashkoor hun bhai. JazakAllah. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 19 دسمبر 2012 Report Share مراسلہ: 19 دسمبر 2012 On 12/19/2012 at 12:21 PM, Ashfaq.hussain said: Assalam-o-Allaikum, Itnay tafeesli jawab ke liye aap ka mashkoor hun bhai. JazakAllah. WaAlaikumussalam Jheenga ya is say miltay jultay janwron k english names / urdu meaning Mujhay forum Super Moderator Abdur-Rahman bhai nay btaye thay , Allah Tala unko jaza-e-khair ata farmaye... Aameen wesay meray khial tha keh oyester ko bhi jheenga hi kehtay hain .. lekin AbdurRahman bhai nay btaya keh oyester ko kastoora kehtay hain. Anyways , in sab muamlat main ehtyat ka taqaza yehi hay keh Jheenga na khaya jaye.. Duaon main yad rakheay ga.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔